Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Anuseena's emotional conversation
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Holi ustav

167 11 10
By Juyairah__Rahman

21 March 2022

Anubhav: So Jyesth abhi aapki pareshani dur hui na

Raman: Haan par abhi bhi 6 mahine hai

Anubhav: Kal Holi hai Jyesth aur hum chahate hai Haseenaji Bhabhishree aapko balki aap sabko rangon se bharna hai. Varshon baad hum dono ka peheli Holi hogi akhri baar vrindavan mei Holi manayi thi aur Haseenaji k saath peheli Holi nhi manaya kyunki humne sare ustav manana chod diya tha parantu ab sab thik hai ab hum apne sacche prem aur apne samprun parivaar k pass hai

Raman: Haan tere jaise hi tha mai bhi Ishita k ane k baad sare festivals manane laga tha accha yeh bata ki Kal toh tune plan bana liya hai so bata hi de

Anubhav: Vrindavan ki Holi woh bhi RadhaKrishn k Roop mei hum jodiyon mei....haan hum unke tarah nhi hai parantu unhone joh shikhaya hai uspar chal toh shakte haina aur dono ne prem ka path shikhaya hai

Raman smile: Thik hai jaa taiyaari kar aj holika dehan hai

At holika dehan

Everyone did rituals and doing tilak with gulaal with yellow color

Bhavna: Yellow color humare kanha ka priya rang hai

Bhavna did tilak of Anuseena

Ruhi: Now give blessing Bhav

Bhavna: Matarani aap dono ki Raksha kare aur aap dono ki Jodi salam rahe

Everyone giggle

Maa: Are choti Ruhi salam nhi shalamat rahe

Bhavna: Kshama prathi haan aap dono ki Jodi shalamat rahe

Anuseena kiss her cheeks

Anubhav: Suniye sablog Kal Holi hai toh sab jodiyaan RadhaKrishn k vastra mei ana arthat Kal vrindavan ki Holi hogi Delhi mei. Sab jodiyan arthat hum Haseenaji, Jyesth Bhabhishree, Romi Mihika, Jijashree behena, Simmi Abhishek

Bhavna: Accha Ru di Holi kyun manate hai....darasal yeh Holi humara pratham Holi hai humne kabhi nhi manaya

Anubhav feel guilty that he couldn't tell his daughter about festivals. Haseena hold his hand and Raman tell now forget the past live in present

Ruhi: Holi hum issilye manate hai kyunki burai se acchai ki Jeet hoti hai aur tumhe pata hai behena Ishimaa papa ne dance bhi kiya tha unke first Holi par

Anubhav: Aapne Satya mei kiya tha

Raman: Mai Ashok Shagun ko dikhane k liye karraha tha aur jhansi ki rani Ruhi k liye karrehi thi par 2nd Holi was best

Karishma pov: Pehele dono ne sare festivals manana chod diya tha aur ab saath mei milkar woh paal phirse jiyenge. Thank you RadhaKrishn Rukminikrishn Kisi ki nazar na lage inhe ab Radhe Radhe

At night

Anubhav was looking at his clothes while Haseena come and hug him from behind

Haseena: Bohot Khush lagrehe hai aap

Anubhav: Humara priya ustav hai Kal issilye bohot ustahit hai hum.....parantu

Haseena: Par kya Anubhav

Anubhav: Humne kabhi Bhav ko bataya hi nhi ustav k baremei balki hum sab Delhi shift huye tabse woh ustav k baremei janne lagi

Haseena: Koi baat nhi Anubhav ab sab thik hai....waise yeh humara 2nd Holi hai par phir bhi bohot maza ayega

Anubhav hug her: Dhanyawad hume badalne k liye....Hume apne ateet se bahar lane k liye....apno k pass lane k liye apne Bhai aur behen pass lane k liye warna humne toh diwar bana diya tha

Haseena: Raat gayi baat gayi ab aap Khush hokar acche phal jiyenge apno k saath

Tomorrow

Every Jodi get ready like RadhaKrishn and start their dance. Kids and elders are enjoying the Holi

Gokul Ki Galiyon Mein
Dekho Dhum Machi Hai Aaj
Gwaal Baal Aur Gop Gopiyaan
Jhoome Sakal Samaaj

Dhara Gagan Mein Harsh Hai
Chhaya Baje Muraliyan Saanjh
Mor Mukut Peetambar
Dhari Aa Pohuche Brijraaj
Bolo Jai Kanhaiya Laal Ki…

Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari
Abeer Gulaal Barsayenge Murari
Rang Bhari Pichkaari Marenge Murari
Rang Bhari Pichkaari Marenge Murari

Radhe Ki
Radhe Ki Chunar Rang Darege Murari
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari

Radha Rani Roop Hai To
Rang Hai Murari
Radha Paridhan Hai To
Ang Hai Murari

Radha Rani Roop Hai To
Rang Hai Murari
Radha Paridhan Hai To
Ang Hai Murari

Phool Mein Sugandh
Jaise Basti Hai Waise
Har Ghadi Radha Ji Ke
Sang Sang Hai Murari

Jahan Jahan
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari

Kaahe Kare Kanha Aise
Moh Se Chhedkhani
Kaahe Rang Daari
Yeh Chunar Moari Dhaani

Kaahе Kare Kanha Aise
Moh Se Chhеdkhani
Kaahe Rang Daari
Yeh Chunar Mori Dhaani

Roke Tu Dagar
Kaahe Maare Pichhkaari
Kaise Samjhaun Tohe
Haari Main Toh Haari

Jahan Jahan
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari

Prem Mein Range Hai
Dono Radha Aur Murari
Ek Duje Sang
Khele Holi Manhaari

Prem Mein Range Hai
Dono Radha Aur Murari
Ek Duje Sang
Khele Holi Manhaari

Vrindavan Dham Sang
Rango Mein Hai Dube
Dharti Gagan Aur
Galiyaan Yeh Saari

Jahan Jahan
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari
Abeer Gulaal Barsayenge Murari

Rang Bhari Pichkaari Marenge Murari
Rang Bhari Pichkaari Marenge Murari
Radhe Ki Chunar Rang Daarenge Murari
Jahan Jahan Radhe Wahan Jayenge Murari

Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…
Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…
Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…
Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…
Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…
Radha Radha Radha Radha
Krishna Krishna Krishna…

Bhavna and Ruhi come toward Anuseena and Ishra: Sach bole toh aap Charon RadhaKrishn k Roop mei zadya acche lagrehe ho

Maa and Badimaa: Vrindavan ki Holi yaad agayi

Kids start playing with colors. Elders taking soft drink meanwhile all the Jodi were applying yellow color on their face

Elders: Bacchon sablog prem se bolo Radhe Radhe

Everyone: Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe

Anubhav: Jyesth kaisa laga humara ayojan

Raman: Ati Sundar ati uttam balki vrindavan ki holi ki vibes mili aj toh

Anubhav: Dekha akhir ayojan kisne kiya

Raman: Humare Priye Anuj ne

Both laugh. Karishma notice them and smile

Karishma: Radhe Radhe

Adi: Bhav aap toh Rangon se puri bhar gayi

Bhavna: Hum pratham baar manarehe hai aur hume bohot anand araha hai Jyesth issilye.....aap sabko hum ab rangon se bhar denge

Bhavna applying the colors on her siblings face

Anubhav went toward Haseena

Anubhav: Aap thik haina Priye

Haseena: Haan balki bohot zadya accha lagraha hai

Anubhav: Aap aj ati Sundar dikhrehe hai Priye

Karishma called Anubhav

Anubhav: Hum ate hai aap vartalap kijiye sabse

Anubhav went toward Karishma

Anubhav: Kya hua behena

Karishma: Group photos leni hai chaliye aur apne patni ko bhi bula lo mai chali apne Krishn yeani Viyomji k pass

After sometime families take group photo and also couples and kids

Bhavna is talking to other kids who come from other society

Bhavna: Hume aapse vartalap karke accha laga bohot

Kid: Ji Kya kaha

Pihu slap her forehead: Isne kaha baatein Karke accha laga

Bhavna: Dhanyawad Rama

Pihu: Tera kuch nhi hoshakta Anuradha

Rambhav and their other siblings smile as they saw small RamBhav in Bhavna and Pihu right now

Anubhav: Balpan ki din yaad agaye

Raman: Chal tujhe apne kuch doston se milwata hoon joh mere company k saath kaam karte hai

Anubhav: Haan chaliye na

Mr. Tandon: Tumse milkar accha par Raman tumne kabhi bataya nhi ki Romesh Bhalla k alawa tumhara ek aur Bhai hai

Raman's eyes become tearly as they were separated for many years and land in flashback

When Raman was lost Anubhav tried to talk to him but he didn't listen and when Anubhav lost Raman didn't get courage to face another broken Raman infront of him

Ansu ka rishta
Ansu ka rishta
Akhon se hota hai
Dil bhi rota hai

Anubhav: Woh darasal apne kabhi poocha nhi toh Bhai ne kabhi bataya nhi darasal hum Lucknow mei rehte the....dur hokar bhi pass the bohot

Bhavna come toward her baba and her favorite Chachu

Bhavna: Chachu baba aap dono ko gyaat hai Pammi Dadi bolrehi hai hum bilkul choti Ruhi Didi jaise hai ekdum unke tarah hai

Raman: Haan akhir aap dono Ghar ki favorite ho.....chalo aapko nasta karate hai.....Anu jaldi aa tu bhi.....tune bhi khaya nhi abhi tak

Anubhav pov: Jyesth k aankhon mei ansu hume acche nhi lagte.....bohot kuch kho diya hum dono ne.....jitne bhi yaadein dalne ki khoish kare utni hi kaam padh jati hai.....aisi halat kyun hui hum dono ki....parantu phir bhi hum prayas karenge ki unn khali panno mei acchi yaadein dal paye

Haseena voice bring him from his thoughts

Haseena: Anu hume bohot bhookhi lagi hai chaliye nasta karte hai

Anubhav: Ajkal hum dekhrehe hai ki aap hum pita putri jaise boli bolne lage hai......mood swings kuch zadya hogaye aapke

Haseena get irritated and punch him: Chaliye khadoos kumar hume bhookhi lagi hai

Anubhav: Haanji chaliye Jhansi ki Rani devi

They went toward breakfast stall

Anubhav: Jyesth hum dono Pani puri khate hai aur Haseenaji aap parathe khayiye

Haseena nodded

All enjoying the festival after 3 hours they left for home

At Anuseena's room

Anubhav: Haseenaji aap naha kar vishram kar lijiye bohot thak gayi hogi aap ustav mei

Haseena nodded happily

Precap: Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna

Continue Reading

You'll Also Like

14.6K 2.3K 28
Sid pov- Oo my innocent Little one belive Mee Baby you will never know this monster Bheind this kindness And about that person he is safe with God...
171K 12.1K 60
ShivOmRu : Shivaay Singh Oberoi, Omkara Singh Oberoi, Rudra Singh Oberoi. These 3 brothers belonged to a Rich family. Something went wrong and the fa...
41.6K 5.3K 32
"Apni ishq ki syahi se humne likh di woh kahani, jiska pura hona mukaddar mein hi nhi tha...." "Sath hokar bhi sath rah na sake aur jab door gaye toh...
28.3K 2.8K 37
What happen when a father of a 6 yrs daughter married a widow woman to save her from society....??? How will they cope up with each other when both a...