Monami~Dosti Mohabbat Ki

By zoyamastan

5.2K 423 193

Journey of Monami's Life. A girl who loves her best friend since childhood but her best friend who doesn't be... More

Introduction
Engagement
Kashmir
Kual and Mahajan family in kashmir
Raghav and Monami Alliance
He, his family and proposal
Meet her
Mahurat
Friends
Possessive Brothers
Roka Ceremony
Their Closeness
Truths Out... Engagement
Her
MoRan
Mystery
Manaofy Monu and confession

Raghav aur Pashmina ka khusala

197 17 13
By zoyamastan

Raghav noticed pashmina's teary eyes.

Raghav: Avi uncle mom monu mujhe aap saab se issi bare main baat karni thi.

Monami: Haa bol na Raghav.

Raghav: Monu dekh please meri baat dhayan se sun aur usse samjh.

Moyna: Baat kya hai Raghav?

Raghav closed his eyes: Mai Monami se shadi nhi kar sakhta.

All were shocked.

Monami started laughing.

Raghav: Monu...

Monami stopped laughing: Sorry Sorry. But accha mazak tha Raghav.

Raghav: Monu mai mazak nhi kar raha.

Avinash: Ye kya bol rahe ho tum Raghav?

Raghav held pashmina's hand.

Raghav: Haa mai ye shadi nhi kar sakhta kyuki mai aur pashmina ek dusre se pyaar karte hai.

All were shocked except Preeti.

Avinash at top of his voice: Raghavvvv.

Monami was standing in tears.

Moyna: Ek min tu toh pyaar pe bharosa nhi karta tha na?

Raghav: Haa mom nhi karta tha. Par pashmina se milne ke baad mujhe pata chala ki pyaar jab hota hai na toh apne bas mai nhi hota.

Atul was happy for his son. And also reeva.

Raghav came to monami who was standing while sobbing.

Raghav: I'm sorry monu... maine apna koie bhi promise pura nhi kiya.

Monami wiped her tears.

Monami: Tu khush hai?

Raghav: Apne bestie ko rula ke uska dil dukha ke kese khush ho sakhta hu?

Monami: Jayada hero mat ban. Tujhpe suit nhi karta... yaad hai Jab tu kashmir aya tha tab maine kaha tha ki ek din ye dhund ud jayegi Raghav...

"Aur teri ankho ke samne sirf vo Chehera nazar ayega."

Monami: Aur tune kya kaha tha?

"Pollution hai yaha. Saab kuch foggy hai. Samne ke road nhi dikh rahe tu mujhe vadiyo mai Chehera dekhne ke liye keh rahi hai!"

Monami: Dhun hati na. Haa bas Chehera mera nhi tha.

Raghav: Monu...🥺

Monami took out the ring from her finger and handed to Raghav.

Monami: Ispe pashmina ka hak hai.

Monami went to Avinash.

Monami: Mere kya hai! Mere pass Mere papa hai. Phir mujhe kisi ki zarurat nhi.

Avinash wiped her tears.

Avinash: Mai hamesha tumhare saath hu baccha.

And he kissed on her forehead. And monami came back to Raghav.

Monami: Sirf ek sawal puchugi Raghav. Sach sach jawab dega?

Raghav: Haa.

Monami with pain in her voice.

Monami: Esi kya kami thi Mujhme jo pashmina ke ane se puri huwi? Mera pyaar tere liye kam tha? Ya meri dosti? Ya mera tere uper atut vishwas? Ya koie aur kami thi Mujhme?

Raghav was not knowing what he should answer to her?

Monami: Bata na Raghav. Taki mai uss kami ko pura kar saku taki aage chalke mera koie aur rishta same vajah se na tute. Bata na Raghav.

Raghav: Tujhme kabhi koie kami nhi thi balki mai hi tujhe deserve nhi karta tha. Na tu na tera pyaar. Maine hamesha tera dil dukhaya hai. Kabhi ye kehke ki mujhe pyaar pe bharosa nhi hai. Aur kabhi ye kehke ki mai tujhse pyaar nhi karta. I am so sorry monu.

Monami didn't said anything and ran to her room.

Avinash: Maa.

Dadi: Avi...

Avinash: Maa jayada kuch nhi manga tha maine kual parivar se. Sirf apni beti ki khushiya mangi thi apse. Ek pal ke liye maine apne bacchi ke uper dhayan nhi diya Jitna Raghav aur reeva pe diya tha.

Dadi: Kese bhul sakhti hu tumhare ehsan avi! Par pata nhi Raghav...

Raghav: Par Dadi...

Moyna: Bas Raghav bas... bahoot ho gaya. Himmat kese huwi tumhare monami se ese baat karne ki? Usse dhoka dene ki.

Reeva: Toh ismai galat kya hai mom?

Moyna: Reeva...

Reeva: Mom pashmina aur raghav ek dusre se pyaar karte hai. Aur rahi baat monami ki toh vo pehle se janti hai ki Raghav usse pyaar nhi karta.

Avinash: Reeva...

Reeva: Sach hai ye avi uncle.

Avinash: Raghav tum jante ho na ki meri beti mera saab kuch hai. Uske alawa aur koie nhi hai mera iss duniya main.

Raghav: Uncle I'm sorry.

Atul: Avi Mere bhai... mai janta hu. Ki iss vakt tu pareshan hai monami ko leke Lekin Fikar kyu karte ho avi? Mai tumse vada karta hu ki mai monami ki shadi ek acche aur izzatdar khandan mai karwauga. Ek esa ladka uske liye dhundunga jo uski respect kare uske profession ki respect kare. Usse bahoot sara pyaar kare. Uspe bharosa kare. Usse khushi rakhe.

Avinash smiled.

So after some days kuals mahajans and suris went to Mumbai. Pashmina and Preeti were living in Mahajan Mansion. And after some days Raghav and Pashmina got married. But dadi and Moyna had not accepted pashmina as their daughter in law.

MK Office (Mahajan Kual=MK)

Pashmina had also joined Office.

Monami came out from her cabin and saw Pashmina was talking with a employee. She went to her.

Monami angrily: Pashmina akal hai tumme? Ye saare entries galat ki hai tumne iss file mai. Bataya tha na maine tumhe? Tum chahati kya ho?

Pashmina: Sorry Monami vo...

Listening their voice Raghav atul and Avinash also came out.

Raghav: Kya huwa monami itne gusse mai kyu hai tu?

Monami: Raghav apne wife ko samjha ki kaam karna hai toh thik se kare. Varna ghar pe beth sakhti hai. Hum iske bina bhi business chala sakhte hai.

Atul: Monami bacche what's wrong with you? Ese kyu baat kar rahi ho tum?

Monami: Uncle aap hi dekhiye... ye saari entries galat hai. Aur shukar maniye ki maine ye file client ko dene se pehle check karli varna kya impression padta unpe?

Raghav: Monami agar usse nhi ata hai toh batao na.

Monami: Tumhe kya lagta hai maine nhi bataya hoga... 5 bar same galti kar chuki hai. Hamesha ye sochkar chor deti thi ki aage chalke sikh jayegi dhire dhire samay ke saath sikh jayegi.

It was clearly visible that it was Pashmina's fault.

Monami: Mai isse kitni baar samjha chuki hu ki kuch nhi samjhe toh mujhse puche Raghav se puche apse puche papa se puche moyna mom hai unse puche. Lekin nhi...

Raghav: Pashmina what is this?

Pashmina: I'm sorry Raghav, I am so Monami. Pata nhi kyu mujhe samjh hi nhi ata.

Atul: Toh puch leti na.

Pashmina: Maaf kar dijiye dadji.

And monami left angrily.

Atul looked at Avinash who was looking at monami's cabin door.

Atul: Kya huwa avi?

Avinash: Monu kuch disturb lag rhi thi. Ye gussa Pashmina ke liye nhi tha. Kisi aur ka gussa Pashmina pe nikal gya tha.

They were discussing about Monami and she came out from her cabin and came to pashmina and smiled.

Monami: I am sorry Pashmina. Mera gussa tumpe nhi tha. Vo mai pehle se hi gussa thi phir vo file mere haath lag gye aur usmai mai bhi itne saare mistakes dekhke mera dimag aur kharab ho gaya. Aur saara gussa tumpe nikal gaya.

All looked at Avinash. All were knowing Avinash know he's daughter very well but this was new for pashmina.

Pashmina: Nhi Monami. Tumhara gussa jayez hai. Tum sorry mat bolo please. I'm sorry. Mujhe sochna chaheye tha ki agar vo file client ke pass jati toh bahoot gadbad ho jati.

Monami: Toh next time yaad rakhna kuch bhi nhi samjha toh kisi se puch liya karo. Koie tumhe dantne wala thodi hai.

Pashmina: Hmm.

And all went to their respective works.

At evening

All went back to their respective homes.

Pashmina told everything to preeti.

Pashmina: Avinash uncle kitne acchese jante hai monami ko.

Preeti: Thik ussi tarah jese mai apne poshai ko janti hu.

Pashmina: Mumma agar mere papa hote toh kya vo bhi mujhe ese hi jante?

Preeti: Hmm.

Pashmina: Monami bahoot lucky hai ki uske pass papa hai. Bina baap ke jina kese hota hai ye mai bahoot acchese janti hu mumma.

Monami had came to kual house to meet ruhan. And she heard everything.

Pashmina and Preeti hangup. Pashmina turned to monami and get surprised.

Pashmina: Aree monami tum yaha?

Monami: Kya mera iss ghar mai ana bhi ab mana hai.

Moyna was passing from there and she heard whatever pashmina said and monami's reply.

Moyna to pashmina: Tum hoti kon ho monami se ye sawal puchne wali? Ye monami ka ghar hai vo jab chahe yaha aa sakhti hai jaa sakhti ha reh sakhti hai. Tum toh kal ki aye huwi ladki ho. Jitna monami iss ghar ke ghar walo ke aur raghav ke bare mai janti hai na uske 1/3 bhi tum nhi janti samjhi. Uske pyaar se toh usse tumne dur kar hi diya hai ab kya humse bhi dur karogi?

Pashmina: Maa mera vo...

Moyna: Mam... Mam for u kitna baar kaha hai mai teri maa nhi hu.

Moyna looked at monami.

Moyna: Bacche khana khake jana.

And she left from there.

Monami: Moyna mom esi hi hai.

Pashmina: Its okay mujhe bura nhi lagta. Aur vese bhi unhone jo kuch bhi kaha sahi hi toh kaha jitna tum kual family ko janti hu utna mai nhi janti.

Monami: Vo saab choro. I am sorry but Maine tumhari aur preeti Aunty ki bate sun li.

Pashmina: Kya?

Monami: Haa. Pashmina I know ek baap ke bager zindagi guzarna bahoot mushkil hota hai. Lekin ye Mat samjhna ki mere zindagi mai papa hone ke vajah se meri zindagi mai kabhi koie problem nhi aye. Haa financially toh definitely nhi ayi. Par emotionally aur mentally bahoot problems ko face kiya hai maine.

Pashmina: Matlab?

Monami: Mujhe kabhi bhi maa ka pyaar nhi mila pashmina. Jab bhi kisi bhi bacche ko apne maa ke saath dekhti thi na toh esa lagta tha ki kash meri bhi maa hoti. Of course papa nhi kabhi bhi maa ki kami mehsos hi nhi hone di. Par ek maa ka pyaar ek alag ehsas hai. Par kahi na kahi vo kami Moyna mom ke ane se kam ho gye. Par phir bhi apne maa apni hoti hai. Right?

Pashmina: Haa. Lekin tumhari mom?

Monami: Papa kehte hai ki mumma unke saath khush nhi thi isiliye mujhe janam dene ke baad papa ne unhe divorce de diya.

Pashmina: I'm sorry.

Monami: Its okay... khana khane chale?

Pashmina: Hmm.

And both came to dining table.

TO BE CONTINUED

Next chapter Special entry of the one and only THE KARAN SHERGILL.

Stay tuned.

Continue Reading

You'll Also Like

9.9K 590 7
Monu bro ke paas SidG hamesha tha, hain aur......... Kya wo hamesha rahega? A ZDMN FS(5 chapter book) BASED ON THE FRIENDSHIP OF SID AND MONAMI Monu...
49.8K 1.9K 23
Its from malishka 'imagination but in my story its happen for real.
Our Love [βœ“] By

General Fiction

7.7K 504 12
" We all need that someone who gets us like no one else, right when we need it the most we need a soul to rely on a shoulder to cry on, a friend thro...
63.8K 2.3K 21
They both are married, happy and love each other.....care for each other....cannot live without each other..... Then why they are distant with each o...