Yeh hai mohabbatein(Season 2)✅

By Juyairah__Rahman

14K 1.3K 1.5K

Bhavna: Haseena aunty Haseena: Aapke papa kaha hai Bhavna: Wohi toh the Haseena: Dekhna ab daat padegi Anub... More

Introduction
The first meeting of Anubhav Bhavna Haseena
Kamini send legal notice to Anubhav
Anuseena told each other their painful past
Bhavna and Anuseena's picnic
Bhavna learn the truth from Anubhav
Bhavna choose Anuseena over Kamini
Bhavna get disappointed with Anubhav
Haseena make reunion of Anubhav Bhavna
Hasimaa her best gift in sagai from Bhavna
Haldi, Sangeet Sandhya and mehendi rasam
Anuseena's Vivah and Baba Bhav Hasimaa video calling
Anuseena won Bhavna's custody
Baba Bhav Hasimaa day
Khadoos Dsp aur Jhansi ki Rani
Ek duje se hai Shikhayatein
Rutha ruthi khathi mithi kaisi hai yeh ladai
Haseena make reunion of Karan Arjun RamBhav
Hearts are healing from wounds
Love is knocking the hearts
Bhavna take stand for her Hasimaa
Bhavna's change behavior toward Anuseena
Court notice again. The warning from RamBhav and Karishma
Children get separation again
Karishma approved new law on child custody in final hearing
Back to Delhi forever. Anushma's childhood memories in Delhi
Mission Anuseena love story start
Bhavna banrehi hai Anuseena ki Dil rahatein
Anuseena ki nok jhok wala pyaar
Dear Anuseena second love can be true too
Anuseena's caring nature for each other
Love is in the air
DSP Anubhav is in love
Doctor Haseena is in love
Love found it way
Teasing newly love birds
Haan hum dono bhai mante hai ki hum jodru ka gulam hai🙏🏻
Chand k neeche hum dono premi premika
Little world of mothers
Saat janom ka maha vivah
Honeymoon in Goa
Good News for Anuseena and families
Happiness everywhere
Mid night cravings and mood swings
Ek dusre k dharam prati izzat
Babymoon. Purani yaadein
Holi ustav
Le Dil laya hai bahar aapno k sang kya kehna
The unexpected things
The wrong intentions
Good wins over evils
Baatein kuch unkahi si - Part 1
Baatein kuch unkahi si - part 2
The unbreakable bonds
Ramayan Ram ke drishti se
Antim Adhaye
Kuch ateet ke panne

Anuseena's emotional conversation

177 19 25
By Juyairah__Rahman

At Kamini's house

Bhavna: Bhaiya Didi hume nhi rehna idhar....Hume accha nhi lagraha hume baba Hasimaa chahiye

Adi Ruhi hug her tightly

Ruhi: Shant hojao behena. Hum dono haina aapke pass. Bohot jald hum teeno yehaan se chale jayenge

Meanwhile Adi get called from Karishma

Karishma: Adi suno tum aur Ruhi milkar apne apne experience Bhav se share karo janti hoon choti hai lekin tum aur Ruhi bhi bohot chote the tab yeh sab hua tha. Bhav thoda shant hojayegi....aur haan tum teeno teen din unn charon se dur hi rehna humesha aur Ruhi bohot tut gayi hai yeh sab dekhkar tum bade ho issilye tum apne dono behen ka khayal rakho....Bua jaldi tum teeno ko lene ayigi

Adi: Thik hai Bua

Adi look at his sisters who are crying while hugging

At night

Anubhav's house

Raman: Anu Haseena tum dono kamre mei jao abhi

Anuseena left

Raman: Behena Viyom Ishita hume teen din baad hi nikalna hoga yehaan se mai Anubhav ko tute huye nhi dekhshakta.....mujhe pata hai abhi woh bohot zadya royega Bhav k liye

Pihu and Ishaan come: Papa maa subah se Bhaiya Didi aur Bhavna gayab hai....kaha hai woh log

Ishra and Viyomshma close their eyes in pain

Viyom: Bacchon woh teeno ghumne gaye hai....darasal Bhav k school mei picnic hai kisi bade ko rehna hoga issilye Adi Ruhi gaye hai...teen din baad ayenge

At Anuseena's room

Anuseena were hugging each other and crying by holding Bhavna's picture

Haseena: Phirse humari beti ko china hai....kyun....kyun ayi woh wapas....5 saal pehele uss nanhi si jaan ko choda tha ab kyun ayi hai  aur abhi apne matlab k liye humari beti ko istemal karrehi hai

Anubhav: Pehele 15 din Bhavna ne jaise bhi karke din nikal diya tha muskhil se ab yeh teen din kaise sehen karegi....use ghutan mehsoos hoga....bacche kya khelne ki cheez hai woh use istemal karrehi hai woh aurat

Haseena: Anubhavji use mere kesh k saath khelne se neend ati hai warna soti hi nhi hai....ab kaise karegi....teeno bacchon ko phirse nark mei jana pada aur hum kuch nhi kar parehe hai....hum apni beti bina nhi rehshakti....kaise rahun unke bina....humari Shaadi toh unke liye hui thi....maa ka Pyaar dene k liye hua tha ab woh nhi hai humare pass.....unn charon ne Rishton ka mazak bana kar rakh diya hai....kaise rehe honge woh teeno....Khana khaya bhi hoga ya nhi

Anubhav: Iss baar toh chupke se mil bhi nhi shakte hai bacchon se kyunki uss aurat ko pata chal gaya hai ki humari vivah mei Bhavna ati thi iss baar woh aur uski behen ab teeno ko bahar bhi nhi ane denge....Patani kya haal hua hoga....Bhavna bohot choti hai....Adi Ruhi hai par woh dono bhi tut gaye hai inn child custody cases ki silsile mei....teeno ko istemal karrehe hai ab

Haseena: Anubhavji hume apni beti Bhavna lauta dijiye na....hume apni Hasimaa banaya hai unhone maa banaya hai unhone.....maa banne ka sapna pura kiya hai unhone.....Hume apni beti chahiye Anubhavji....wapas layiye na unhe

Anubhav: Hum samajh rehe hai aapki jazbaat ko Haseenaji par iss baar unn logo ne chalaki se dusre judge se baat karke kathin rules banwaya hai agar rules tode toh teeno ko hum log kho denge humesha k liye

At hall Ishra and Viyomshma were sitting with tension face

Suddenly Ishra heard

Ishima Papa

Ishra broken into bitter crying

At Anuseena's room

Suddenly Anuseena heard

Hasimaa baba

Anuseena broken down and close their eyes in pain

Luka chupi
Bohot hogayi
Ab ajana wapas

Anuseena wishper while crying: Bhavna ajao na wapas....jaldi aao

At hall

Viyom: Ab dono abhi ro nhi shakti aap logo ko Saale shahab aur Haseena ko shamalna hoga

Ishra nodded and console themselves and wipe their tears

Karishma get called from Simmi about situation

Karishma: Sab bichar gaye hai yehaan....Mai unn charon ko nhi chodungi dii....agar aap yehaan hote na toh unn charon k tange todkar unke haathon mei thama dete....aaplog chinta maat karo mai bohot jald maa banne wali hoon toh ab ek maa bankar insaaf dilaungi dono pita ko ab....ek maa kabhi nhi chahiyegi ki unke bacche kisi Galat haathon mei jaye....teen din mei sab thik kar dungi mai....ab Yagyaseni bankar unn charon ko jala dungi....media ayigi aur ek misal kayam karungi ek naya kanoon banaungi.....child custody cases k karan maa pita toh ladhte hai lekin uska seedha bura asar baachon par padhta hai wohi horaha hai in teeno baachon k saath....Mai rakhti hoon Adi ko bhi phone karna hai mujhe

At Anuseena's room

Anubhav: Aap chintish maat hoyiye hum teeno ko nark se bachakar layenge hum....bohot jald bacche humare saath honge

Haseena: Hume Bhavna ko dekhna hai Anubhavji....Kaisi hogi humari beti....khaya bhi hoga ya nhi.....bohot chinta horehi hai....iss baar sab thik hoga na....bacche ayenge na....Bhavna humari pass ayigi na.....Hume unke muh se Hasimaa sunna hai.....pura din Hasimaa Hasimaa karke pukarti thi....ab kaise sune.....Bhavna aao na humari bacchi.....Hasimaa k pass aao na beta.....galati hogayi humse uss din nhi bhejna chahiye tha unhe school toh yeh sab nhi hota.....Hume unki baat sunni chahiye thi....peheli baar woh ro rehi thi daar rehi thi......Hume samajh jana chahiye tha ki woh rona woh daar tufaan banke ane wala tha....aur kho diya humne

Anubhav: Apka dhanyawad kaise kare Haseenaji aapne sachmei maa ka har kartvaya purn ki hai Bhavna k Jeevan mei.....aap agar nhi ati toh peheli hearing mei hi hum unhe kho dete humesha k liye....apka hum pita putri k jeevan mei ana ek vardan tha Bhagwan se....kshama karna bohot bekaar ki ladai ki humne aapse....abse aise bhul nhi hogi humse....Bhavna k liye hum badal jayenge

Haseena cover herself in his arms and crying loudly for Bhavna

Ishra and Viyomshma saw all this and left after wiping their tears

Pihu and Ishaan come to Anuseena's room to meet them

Pihu Ishaan: Chachu Chachi aap dono ro kyun rehe ho....Bhaiya Didi aur Bhavna bohot jald ayenge....aap dono maat ro....unki yaad arehi hai aap dono ko

Anuseena hug them: Haan bacchon bohot yaad arehi hai

Pihu Ishaan: Hum dono yehaan rukte hai toh aap dono ko bhaiya Didi aur Bhavna ki kami mehsoos nhi hogi....accha lagega

Anuseena nodded with painful smile

Meanwhile Karishma called Adi

Karishma: Khana khaya tum teeno ne

Adi: Haan Bua jaisa aapne kaha waise hi kiya maine.....Maine aur Ruhi ne Bhav ko apne past k baremei bata diya abhi thoda shant hogayi hai....Maine khud hum teeno k liye Khana banaya hai aur room mei kha liya hai

Karishma: Baccha aj ka din khatam hogaya hai matlab ab sirf do din hai....thoda aur bardhasht karlo....aur agar woh log aye toh shamal k baat karna gussa maat karna thik hai...aur hum final hearing mei hi sab bure yaadon ko chodkar chale jayenge

Adi: Thik hai

Bhavna: Didi neeni karni hai parantu Hasimaa nhi hai nahi baba ab toh unko video call bhi nhi karshakti na....aur nahi Hasimaa ki kesh k saath khelte khelte neeni nhi ayigi hume

Ruhi: Pata hai Bachpan mei mai bhi tumhari tarah tumhari Ishima k kesh k saath khelte khelte so jati...Dekho mere kesh bhi lambe hai issilye toh ab mere kesh se khel kar sojao....aao Didi ki goud mei aao....ab sirf do din phir hum teeno wapas jayenge

Meanwhile Shagun Kamini come

Shagun: Hi bacchon chalo aj maasi aur mumma milkar aap teeno ko sula degi

Adi: Miss Shagun Arora aap abhi abhi jayiye yehaan se....nhi chahiye hum teeno ko aap dono ki jhooti mamta

Shagun: Adi mumma hoon tumhari

Adi: Miss Shagun Arora sayad aap bhul rehi hai....uss aag mei aapne mujhe bachane k jagah aap bhag gayi thi uss wakt meri Ishima ne mujhe bachaya tha....Meri aur Ruhi ka Yashoda Maiya hai  humari Ishima...aapne sirf Janam diya hume par bada kiya Ishima ne....jaise meri sabse choti behen Bhavna aapki iss naagin behen ko aunty kehti haina thik usi tarah mai aur Ruhi bhi aapko aunty bolenge....jayiye yehaan se.....mujhe meri dono behen ka khayal rakhna

Shagun and Kamini left after give angry glare

Bhavna: Bhaiya accha kiya aapne ki unn dono bhaga diya....hume woh dono bilkul acchi nhi lagti....bohot gandi aunty hai dono....hum teeno ki maa baba se alag karrehi hai

Ruhi: Unko chodo chalo tumhe Lori sunati hoon

At Anubhav's house

Anubhav: Aapko swayam ko shamalna hoga....ajka din samapt hogaya hai keval do din phir teeno Ghar ayenge....Bhavna daudhkar aapke pass ayigi Hasimaa Hasimaa bolkar agar aap tut gayi toh Bhav ko accha nhi lagega....royigi bohot

Haseena: Aapko bhi dard horaha haina.....aapko bhi baba sunna hai unse

Anubhav: Haan.....kan taras gaye hai baba sunne k liye....abhi aashru maat bahayiye Pihu Ishaan yehi hai unko pata nhi chalna chahiye ki teeno sachmei kaha hai

Haseena painfully nodded

Next day

Raman: Anu jaldi se Delhi transfer hone ka application dalo....approved hone mei ek hafta lagega....humlog final hearing mei yehaan se nikal jayenge aur Delhi mei nayi shuruwat karenge

Anubhav nodded

Anubhav: Bhai aap humare liye apna dard andar maat chupaiye

Raman hug Anubhav both crying painfully

Haseena too hugging Ishita. They are too crying for their children

Haseena: Abhi hume bacchon k liye shamalna hoga bhabhi

Viyomshma come and console both parents

Karishma: Ram bhaiya Anu bhaiya aap dono ko apni iss behen par bharosha rakho....Mai teeno ko nark se bachaungi....Mai bhi maa banne wali hoon toh mai teeno ko kisi bhi halat mei Galat haathon mei nhi jane dungi.....Mera wada hai aap sabse

Viyom: Aur yehaan Pihu Ishaan hai toh unhe nhi pata chalna chahiye ki teeno kaha hai warna rone lagenge

At Kamini's house

Adi: Ru Bhav mai nasta lekar ata hoon tum dono yehi rehna agar woh dono chudail aye toh bhaga dena....Mai ata hoon

Shagun: Adi how are dare you to called your mother a chudail

Adi: Sahi toh kaha maine....aapne na mujhe mere pita se dur karke bohot Galat Kiya tha....unke khilaf patani kya kya kaha aapne.....aur mai aap do chudail beheno ko aisa nhi karne dunga mere do choti behen k saath

Bhavna throw Pani bottle on Shagun's face: Jayiye yehaan se chudail aunty

Ruhi: Mil gaya jawab toh jayiye yehaan the Miss Shagun Arora

At Anubhav's house

Anubhav: Bacchon ko dekhna hai Bhai....Haseenaji swayam ko shamal nhi parehi hai

Haseena crying: Khaas dekh pati apni beti Bhavna ko....Patani Kya karrehi hogi....bohot bura haal horaha hoga teeno ka

Karishma: Phone par baat hogayi hai meri teeno room mei hai.....Khana kha liya aur chup chap hai....Adi shamal raha hai dono ko

Precap: Karishma approved new law on child custody case. Child custody cases ki silsila samapti. Fathers won the custody

Continue Reading

You'll Also Like

12K 502 10
Collection of short stories on the popular TV couple MaAn from Anupamaa. ------------------------- 1: Kuch Alag Chai pe Charcha This is set during V...
28.3K 2.8K 37
What happen when a father of a 6 yrs daughter married a widow woman to save her from society....??? How will they cope up with each other when both a...
20.3K 1.7K 29
jesa k ap sab janty hn k sirf anuseena pr hi stories likhti hn to ye story bhi anuseena par hi hai or description ma zeyada kuch hai nahi to ander ja...
171K 12.1K 60
ShivOmRu : Shivaay Singh Oberoi, Omkara Singh Oberoi, Rudra Singh Oberoi. These 3 brothers belonged to a Rich family. Something went wrong and the fa...