Hum hi kyu ?( Anushma)

By AditiRathi9

12.1K 1.2K 810

Nothing in description More

Introduction
Part - 1
Part -2
Not an Update
Part -3
Part -4
Part -5
Part 6
Part -7
Part -8
Part - 9
Part -10
Part -11 .
Independence Day.
Part -12 .
Part -13.
Part -14
Part -15
Part -16 .
Part -17
Part -18
Part -19 .
Not an update.
Part -20
Part -21 .
Part -22
Teaser
Part -23
Happy Diwali
Part -24
Suggestions
Part -26
Part -27
New Year.
Part -28
Information.
Part 30
Part -29
Happy Holi
Part -31
Part -32
Part -33
Part -34
Part -35 .

Part -25

247 30 4
By AditiRathi9

Continue from last part .

At night.

At Lucknow.

At Singh Mention.

At Karishma room.

Karishma is sitting on her bed and thinks something and also feeling something.

Karishma ( in mind) : Esa kyu lag raha hai jaise bhaiya mujhse dur hone waale hai jaise koi unko mujhse chinne waala hai..... Kahi bhaiya sahi mein mujhse dur toh nahi honge naa kahi sahi mein koi unko mujhse alag toh nahi karega naa....

Karishma ( in mind) : Nahin mai kuch jyada hi soch rahi hun bhaiya kahi nahi jaayenge mujhe chod ke aur koi unko dur nahi karega mujhse aur waise bhi bhaiya ne kahan tha ki woh mujhe chod ke kabhi nahi jaayenge aur koi unko mujhse alag nahi kar sakta.... Mujhe abhi mission aur bhaiya ki safety peh focus karna chahiye abhi yeahi do chize important hai. Aaj joh bhaiya peh attack hua usko lightly nahi liya jaa sakta aur naa Bakshi ko lightly liya jaa sakta hai mujhe kisi bhi haal mein mission ko successful Karne mein bhaiya ki help karni hogi by hook aur by crook. Ek baar yeah mission complete ho jaaye Bakshi phir mai tera encounter karungi taaki phir tujh jaise deshdrohi iss desh par aanch pahunchaane se pehle 1000 baar soche aur agar sochne ki koshish bhi kare toh dar ke maare unki rooh kaanp uthe aur waise bhi mera mission behroopiya waala badla bhi pura nahi hua hai tujhe maarte hi mera woh badla bhi pura ho jaayega.... Abhi filhal sooja Karu phir kal preparations bhi karni hai mission ki... Hmm yeahi sahi rahega...

Then Karishma slept .

At 2: 30 AM

At Karishma room.

Karishma was sleeping peacefully but her sleep got disturbed by 2 nightmares and Karishma woke up with jerk and sweating and shivering badly and starts crying .

Karishma : Pe..peh..... Pehl..... Pehle toh sirf mission behroopiya hi aata tha sapne mein lekin aaj yeah dusra sapna bhi aaya sath mein woh bhi Anu bhaiya ko khone ka.. Anu bhaiya mujhse dur chale gaye sapne mein aur mai dekhti rah gayi sirf kyu... Kyu.. ( 🥺😭 shouts)

Karishma : Abb toh mujhe dar lag raha hai Anu bhaiya mujhse dur ho jaayenge ... Mai ek baar bhaiya ko kho chuki hun dubara nahi khona chahti.... Bhaiya chahiye.. Anu bhaiya chaiye. Bhaiya chaiye. Anu bhaiya chahiye. (😭🥺)

Karishma : Bhaiya paas jaana hai Anu bhaiya ke pass jaana hai. Anu bhaiya pass jaana hai. Bhaiya ke pass jaana hai (🥺😭)

Then Karishma bed se khadi hoti hai aur rote rote hi room se bahar aa jaati hai.

At Hall.

Karishma came in hall .

Karishma : Anu bhaiya ke pass jaana hai mujhe Anu bhaiya ke pass jaana hai mujhe (😭🥺😭🥺)

Then Karishma goes near at Anu bhaiya 's room.

Karishma : Anu bhaiya ( 🥺)

At Anu Bhai Room.

Karishma came in front of room and she is still crying.

Karishma : Bhaiya ke pass jaana hai bhaiya ke pass jaana hai. Anu bhaiya (🥺🥺)

Then Karu enters in his room and sees that he is sleeping peacefully. Then Karishma came and lay down on bed near him.

Karishma : Bhaiya ( 🥺🥺)

Karishma : Anu bhaiya (🥺😭)

Then Anu bhaiya woke up hearing Karu 's voice and sees that his sister is crying.

Anubhav : Bacchi tuu yahan peh aur tuu roo kyu rahi hai?

Then Karishma woke up and hugs him tightly.

Anubhav : Bacchi kya hua?

Karishma : Bhaiya aap mujhe chod ke toh nahi jauge naa kabhi?

Anubhav : Kabhi bhi nahi jaunga but hua kya hai aur tuu roo kyu rahi hai?

Karishma : Bhaiya maine ek bahut bura sapna dekha ki aap mujhse dur jaa rahe hai aur mai kuch nahi kar paa rahi hun (😭🥺)

Because Karu ne sahi mein esa sapna dekha tha ki Anu bhaiya usse dur ho rahe hai aur woh bichari kuch nahi kar paayi and this night mare makes Karishma more worries about Anu bhaiya and she can't able to control herself and she came near Anu bhaiya.

Then Anu bhaiya understands what happened to her. And he also hug her

Anubhav : Bacchi.bacchi shant hoja kuch nahi hoga . Mai. Mai kahi nahi jaunga aur hamesha tere sath hi rahunga.

Karishma : Pakka?

Anubhav : 100 takaa pakka .

Karishma : Bhaiya. Bhaiya aap kasam. Kasam khao ki aap kahi nahi jaoge mujhe chodke. ( crying and worrying)

Then Karishma put his hand on her forehead and this made Anu bhaiya worries about Karu.

Anubhav ( in mind) : Yeah aaj ise hua kya hai yeah itni ghabraayi hui aur becchain kyu hai aaj . Lagta hai isne Shruti ki baaton ko bahut dil se le liya hai isliye ise esa sapna aaya hai. Hmm yeahi reason hai.

Karishma : Khaayea naa kasam meri kasam Bhaiya please (🥺)

Anubhav : Thik hai. Mai kasam khaata hun mission work aur trip ke alawa kabhi bhi apni bacchi apni Karu ko chod ke kahi nahi jaunga. Aur agar kabhi gaya bhi toh waapas apni Karu ke pass hi aaunga.

Hearing this Karishma gets some relax.

Then Anu bhaiya apna hath hata lete hai Karu ke head se.

Anubhav : Abb thik hai?

Karishma : Haa.

Anubhav : Okk aur haa uss Shruti ki baaton ko dil peh mat le woh esi hi bak bak karti hai tuu usko seriously mat le aur aaram se soja. Jab tuu mere pass hai tab tak koi mujhe kuch nahi kar sakta kyuki mujhe pura bharosa hai tujh pe ki agar koi mujhe kuch karne aaya bhi naa toh tuu mujhe kuch nahi hone degi.

Hearing this Karishma smiles.

Anubhav : Abb rona band kar aur khul kar ek pyaari si smile de apne bhaiya ko.

Then Karishma stops crying and smiles and Anu bhaiya also smiles seeing her.

Anubhav : Yeah hui naa baat. Jaa abb apne room mein jaa aur sooja.

Karishma : Bhaiya mujhe aapke pass sona hai.

Anubhav : Mere pass soyegi.. Chal aaja soja mere pass.

Then Karishma lay down on bed near Anu bhaiya.

Karishma : Bhaiya aap lori gaake sulaao naa please.

Anubhav : Okk.

Then Anu bhaiya starts tapping her head and also starts singing lori for her. And Anu bhaiya put her head on his lap. And starts singing lori

( Just Imagine Anu bhaiya singing this lory for Karu)

After 20 minutes.

Anubhav sees that Karishma is slept now. Then he stops singing and put Karu 's head on pillow and make her lay down on bed properly and then put quilt on her.

Anubhav ( in mind) : Bacchi toh ek sapne se hi itni dar gayi hai agar kal ko sahi mein mujhe kuch ho gaya toh iska kya hoga kaise rahegi yeah mere bina? Nahin nahi iska mujhse itna lagaav thik nhi hai mujhe baat karni hogi isse samjhaana hoga ki itna lagaav thik nhi hai. Mission ke baad baat karunga isse abhi toh filhal main focus mission hai.

Then Anu bhaiya also lay down near her.

At morning.

At Singh mention.

At dining table.

Anu bhaiya was sitting on table and was thinking something.

Anubhav ( in mind) : Esa kyu lag raha hai jaise mujhse bacchi dur hone waali hai yaa mai usse dur hone waala hun. Kahi sahi mein toh hum dono ek dusre se dur nahi hone waale.... Nahi nahi mai kuch jyada hi soch raha hun esa kuch nahi hoga.

Then Shivaani came and sees that Anu bhaiya is looking tensed.

Shivaani : Kya baat hai bhaiya kuch pareshaan lag rahe hai sab thik hai naa?

Anubhav : Haa sab thik hai. Woh bas thoda mission ko lekar pareshaan tha bas.

Shivaani : Don't worry bhaiya dekhna mission successful hoga .

Anubhav : Hmm, waise bacchi kaha hai aayi nahi abhi tak niche?

Shivaani : Nahin shyd ready ho rahi hogi Thaane jaane ke liye.

Anubhav : Thik hai bacchi aa jaaye phir breakfast karke pehle Thaane jaayenge aur uske baad Den .

Shivaani : Thik hai bhaiya.

At Karishma room.

Karishma is ready now and she was about to but suddenly her phone rings. And it was from lawyer. And she picks it.

Karishma : Hello.

Lawyer : Hello mam good morning how are you?

Karishma : Good morning  I am fine what about you?

Lawyer : I am also fine Mam aapne abhi tak apne plot ke paise nhi pay kiye hai toh aapka plot aaj se hamara hua.

Because yeah wahi lawyer thi jisko Karu ne Aminabad waala plot ghirvi diya tha.

Now Karishma got shocked.

Karishma : Kya.

Lawyer : Haa.

Karishma  ( in mind) : Ohh Shit mai toh bhul hi gayi thi plot ke baare mein abb kya karu agar plot gaya toh saare sapne khatm ho jaayenge. Ek kaam karti hun thoda time maangti hun mission ke baad saara paisa return kar dungi aur plot bhi waapas mil jaayega.

Karishma : Dekhiye kya mujhe thoda time aur mil sakta hai like 1-2 mahine aur mai aapke saare paise return kar dungi.

Lawyer : Sorry mam but it's too late now mai aapko aur date provide nahi kar sakti aapko aaj aaj mein even aaj dohpar 1 baje tak saare paise return karne honge otherwise aapka plot hamaara ho jayega.

Karishma : Lekin 1 baje tak mai kaise saare arrangements karungi dekhiye abhi mere pass shortage hai money ki mai aaj paise nahi de sakti aapko aap please mujhe thoda time aur dijiye bas mai saare arrangements karke paise de dungi aapke.

Lawyer : Mam please try to understand humne aapko 1 week ka time diya tha usse jyada hum aapko nahi deh sakte aur agar aapke pass itni hi shortage thi toh ghirvi hi kyu rakha?

Karishma : Majburi mein rakha tha mujhe jarurat thi paise ki isliye rakha tha. Aur thoda sa time hi toh mang rahi hun please thoda sa time de do.

Lawyer : I am sorry I can't give you more time. Aapko aaj paise dene padenge nahi toh aap apna plot bhul hi jaao.

Karishma ( in mind) : Kya karu kaha se laun ek din mein itne saare paise aur paise ka arrangements karun ki mission ka karu aaj aaj mein. Nahi diye paise toh plot jaayega haath se. Kya karun kaha se laun itne saare paise.

Lawyer : Mam agar aapko nahi dene paise toh clearly bol dijiye ki nhi hai paise atleast aapka aur mera dono ka time waste toh mat kijiye.

Karishma : Nahi hai mere pass paise.

Lawyer : Toh thik hai aaj se aapka plot hamara hua aap 1 baje aa jaana papers banwaane.

Karishma : Thik hai le lo plot aa jaungi 1 baje tak.

Then Karishma remember that House  ghirvi ke papers nahi banwaaye unhone.

Karishma ( in mind) : Ohh shit maine toh pehle waale ke bhi papers ready nahin kiye ek kaam karti hun uske bhi saath mein hi banwa lungi. Hmm yeah sahi rahega.

Karishma : Thik hai aa jaungi papers banwaane.

Lawyer : Okk.

Then call ends.

Karishma ( in mind) : Ghar aur gold ke sath sath aaj plot bhi gaya bas bhaiya ko yeah sab nahi pata chale kyunki unko agar yeah pata chala toh woh bahut pareshan honge. Nahi unn tak yeah sab nahi pahunchna chahiye. Hey Bhagwaan bhaiya ko inn sab ke baare mein kuch bhi nahi pata chalna chahiye.

Karishma ( in mind) : Chal Karishma abb fatak se niche jaake breakfast karle phir tujhe Thaane aur Den bhi jaana hai .

Then Karishma went from there.

At dining table .

Karishma came and sees that her brother and her best friend is waiting for her. Then she came near them.

Karishma : Morning bhaiyu. Morning Shivaani.

Shibhav : Morning baccha / Karishma

Karishma : Shivaani jaldi se breakfast laga bhaut tez bhuk lag rahi hai.

Shivaani : Thik hai 

Then Shivaani first serve Karu, then Anu bhaiya and at last herself and trio starts doing breakfast.

After breakfast 

Karishma : Bhaiya hum MPT waalon ko kya jawab denge?

Anubhav : Tera toh transfer letter aaya hua hai toh tera toh transfer ka bol denge aur rahi meri baat toh mai important case ka bol dunga ki important case ke liye mujhe jaana hoga.

Karishma : Mera transfer letter. Yeah kab aaya?

Anubhav : Kal aaya tha . Sorry woh mai tujhe dena bhul gaya tha.

Karishma : Koi baat nahi bhaiya waise  hua kaha hai transfer ?

Anubhav : Home town Mumbai.

This brings a big smile at  Karishma 's face.

Karishma ( in mind) : Finally mera transfer ho gaya finally mai MPT se aazad hoke apna Thaana apne tarike se chalaungi (😍☺)

Seeing Karu smiling Anu bhaiya and Shivaani also smiles from heart.

Karishma : Bhaiya sach kahun toh mujhe iss transfer ki sakt jarurat hai mai yahan se jaana chahti hun mujhe yahan nahi rahna hai bhaiya.

Anubhav : Jaanta hun bacchi isliye toh tera transfer karwaaya tha aur haa PS ko suspend bhi karwa diya hai 4 months ke liye.

Karishma : Accha..

Then Karu realize what he said .

Karishma : Kya. PS ko aapne suspend karwaaya  magar kyu?

Anubhav : Tujhe kitna pareshaan kiya tha voting mein bhi haraaya tha jaan bhuj ke toh punishment toh unko milni hi thi naa.

Karishma : Lekin bhaiya ...

Anubhav : Bacchi please koi tujhe ese pareshaan kare yeah mai nahi dekh sakta isliye maine joh kiya sahi kiya now no more discussion on this topic .

Now Karishma went silent because she knew that jab baat Karishma ki yaa country ki aati hai tab Anu bhaiya jazbaat nahi dekhte.

Karishma : Thik hai bhaiya. Bhaiya abb chale bahut late ho raha hai Thaane jaane ke liye phir Den bhi jaana hai .

Anubhav : Haa chalo.

Karishma : Okk, Chal Shivaani .

Shivaani : Okk.

Then trio siblings left from there.

At MPT.

All were present except Karishma. And Bajrang Pandey and team is silently doing there work.

HM : Aaj bhi late ho gayi Karishma Singh pata nahi kab inki late aane waali aadat chutegi. Hum toh tang aa chuke hai inki aadaton se.

Shruti : Waise maddam sir aap bura naa maane toh aapse baat kar sakti hun mai.

HM : Haa Shruti bolo naa.

Shruti : Yaahan nahi aapke cabin mein chalke baat kare please.

HM : Okk. SS agar Karishma Singh aaye toh humein bata dena .

SS : Okk Madam sir.

Then HM and Shruti left.

At SHO cabin.

HM : Bolo Shruti kya baat bolni thi?

Shruti : Haseena Madam meri koi dost nahi hai toh kya aap meri dost banengi?

HM : Thik hai. Toh aaj se hum friends.

Shruti : Friends nahi best friend forever.

HM : Okk.

Then both do handshake and smiles .

Shruti :  Maddam sir aapko nahi lagta ki Anubhav Sir ko abb shaadi kar deni chahiye Karishma madam ki .

HM : Honestly speaking lagta toh hai ki abb Anu ko apni behen ki shaadi kar deni chahiye.

Shruti : Toh baat kijiyena aap sir se iss baare mein.

HM : Karenge baat.

Shruti : Hmm aur ho sake toh aap dono ki shaadi se pehle hi unki shaadi kar dena aap log.

HM : Kyu?

Shruti : Taaki woh aapke aur Sir ke bich naa aaye. Kyunki woh ek baar mere aur mere boyfriend ke bich aakar breakup karwa chuki hai hum dono ka.

HM : Accha.

Shruti : Haa.

HM : Woh kaise?

Shruti : Batate hai.

Then Shruti ek jhuti story sunati hai HM ko ki Karu uske boyfriend ki behen banke Shruti ko uske bf se alag karwa deti hai aur sath sath ek video bhi dikhaati hai jisme Karu confess karti hai ki Karu ne Shruti ko uske bf se alag kiya hai jaan bujh ke ( video completely edited hai Karu ne esa kuch nahi kiya hai) taaki HM Shruti ki baat par trust karle aur HM Shruti peh trust karti hai aur usko hi sahi maanti hai.

HM : Yeah toh bahut galat kiya Karishma Singh ne aapke sath Shruti.

Shruti : Wahi toh.. Even mai toh kehti hun ki aap naa Karishma madam se ek waada le lena ki aap Anubhav Sir se tabhi shaadi karengi jab Karishma madam Anubhav Sir ki life se jaayegi.

HM : Thik hai hum esa hi karenge jaisa aap kahengi.

Shruti smiles.

Shruti ( in mind) : Yeah fasi murgi jaal mein. Abb tuu dekh Karishma mai kaise tujhse tera sab kuch chinnti hun.

Shruti : That's great.

Then SS came in SHO cabin and tells HN that Anushma is arrived. And then  HM, Shruti and SS went from there.

At Hall.

HM, Shruti and SS came in Hall.

HM : Jai Hind Sir .

Shruti and SS : Jai Hind Sir and Karishma madam.

Anushma : Jai Hind everyone .

HM : Karishma Singh aaj aap itni late kaise ho gayi aur aap casual mein kyu hai aaj Uniform kaha hai aapki ?

Karishma :  Aaj aakhiri baar late aaye hai kal se nahi aayenge aur uniform aaj hum isliye pehn ke nhi aaye kyunki aaj se hum MPT ke SI nahi hai hamara transfer ho gaya hai aur hume kal se ek naye shahar mein duty join karni hai kal se.

HM : Accha.

Karishma : Haa.

HM : Thik hai..

Karishma : Thik hai toh chalte hai phir socha jaane se pehle ek last baar sabse mil le.

HM : Karishma Singh ek minute aap hamare sath chalengi hume aap se kuch jaruri baat karni hai.

Karishma : Thik hai chaliye. Anu bhaiya aap yeahi rehna kahi jaana mat aur Chandramukhi tum bhi yeahi rehna mai aayi abhi.

Chandramukhi : Okk.

Anubhav : Thik hai.

Then Karishma went from there with HM.

At record room.

HM enters with Karishma and closes the door.

Karishma : Boliye madam kya baat hai?

HM : Aap hamesha kehti hai naa ki aapko Anu ki parwah hai aap Anu ki khushi chahti hai right?

Karishma : Haa toh parwah hai bhai hai mere unki parwah nahi karungi toh kiski karungi apne bhai ki khushiyaan nahi chaungi toh kiski chaungi.

HM : Thik hai toh aaj aapko saabit karna hoga.

Karishma : Matlab?

HM : Matlab yeah ki aapko saabit karna hoga ki aap Anu ki kitni parwah karti hai kitna unhein khush dekhna chahti hai .

Karishma : Ek minute mai apne bhai ko kitna khush dekhna chahti hun yeah mai aapko saabit kyu karu? Kyunki aap toh mujhe hi galat maanengi.

HM : Hum yeah apne liye nahi Anu ke liye karne ko keh rahe hai aur iss baar hum aapko galat nahi kahenge.

Karishma : Thik hai agar baat bhaiya ke bhale ki hai toh mai saabit karne ko ready hun otherwise mujhe mere bhaiya ke prati prem ko saabit karne ki need nahi hai. Anyways boliye kya karna hoga mujhe.

HM : Jyada kuch nhi bas Anubhav ki life se hamesha hamesha ke liye jaana hoga aapko Karishma Singh.

Hearing this Karishma got shocked and angry.

Karishma : Kya?

HM : Haa aapko Anubhav se dur jaana hoga hamesha hamesha ke liye.

Karishma : Haseena Malik ( 😡)

Karishma : Aap jaanti bhi hai aap kya kah rahi hai? Aap hoti kon hai mujhe mere bhai se alag karne waali kisne hak diya aapko mujhe mere bhai ki life se dur karna karne ka. Kisne diya hak aapko? ( 😡😡😡😡)

HM : Anu ne kudh diya hai hame yeah hak hum aapki bhabhi hai aur bhabhi ke hak se kah rahe hai.

Karishma : Bhabhi aur aap woh bhi meri kabhi bhi nahi mai aapko apni bhabhi kabhi bhi nahi maanungi aur Anu bhaiya ne aapko mujhe unse alag karne ka hak nahi diya hai aur naa kabhi denge woh. Aap abhi sirf  unki mangetar hai patni nahi hui hai aap unki joh woh aapko yeah hak de aur patni ban bhi gayi tab bhi Anu bhaiya yeah hak aapko kabhi bhi nahi denge .

HM :  Hum toh Anu se woh hak le chuke hai agar aap Anu ki bhalayi chahti hai toh aapko yeah sab karna hoga.

Karishma : Mai esa kuch nhi karungi mai bhaiya ko chod ke kahi nahi jaungi kabhi bhi .

HM : Jaana toh aapko padega Karishma Singh kyunki hum Anu se tabhi shaadi karenge jab aap Anubhav ki life se jaayengi.

Karishma : Agar ek baar bhaiya ko yeah sab pata chal gaya naa toh woh kudh hi yeah shaadi tod denge kyunki woh hamare sath galat kabhi sehen nahi kar sakte . Ek minute sirf ek minute lagegi mujhe unko sab batate hue phir sab khatam ho jaayega  .

HM : Hoga toh tab naa jab aap unko batayengi Karishma Singh jab aap unko bata hi nahi paayengi toh woh kaise jaanenge yeah sab Karishma Singh. Aapko Anubhav ki kasam hai Karishma Singh aap Anu ko kuch nahi batayengi aur Anubhav ki life se jayengi bhi.

Hearing this Karishma got shocked .

Karishma ( in mind) : Ye. Ye. Yeah kya kar diya Haseena Malik ne mujhe kasam de di bhaiya se dur jaane ki. Magar kyu. Kyu kiya yeah. Bahut galat kiya Haseena Malik yeah aapne bahut galat aur iske liye mai aapko kabhi bhi maaf nahi karungi kabhi bhi nahi. I hate you Haseena Malik. I hate you (😡😡😡😡😡)

Karishma : Yeah aapne kya kar diya Haseena Malik.. Aapne yeah joh kiya hai naa bhaiya ki kasam de ke yeah sahi nahi hai aap bahut galat kar rahi hai aap ek behen ko uske bhai se alag kar rahi hai aap pachatayengi bahut iske liye ( 😡😡)

HM : Hum joh kar rah rahe  sahi kar rahe hai Karishma Singh aur rahi baat pachtaane ki toh dekha jaayega.

Karishma : Aap..... Khair chodiye aapko kuch kahna hi galat hai kyunki aap ko sahi bhi galat lagta hai Haseena Malik (😡)

HM : Behave yourself Karishma Singh hum aapki bhabhi hai hone waali tamiz se baat kijiye humse .

Karishma : Bhabhi hui nhi hai abhi aap meri aur rahi baat tamiz ki toh mujhe tamiz aati hi nhi mai ese hi baat karti hun aur ese hi karungi. Aapko agar problem hai naa mat baat kijiye mujhse kyunki mera toh yeahi tarika rahega baat karne ka. Aur haa aaj se aap aur yeah Thaana aazad hai aur mai bhi azaad hun kyunki abb mai apne tarike se thaana chalaungi.. Anyways chalti hun mujhe bahut kaam hai.

Then Karishma left from there without getting any reply from HM..

HM : Itni akkhad koi baat nahi Karishma Singh jald hi aapka ego bhi haarega. Aur aapko bhi jazbaaton se case solve karna hoga  hamari tarah.

Then HM also left from there.

At Hall.

Karishma came and went near Anu bhaiya.

Karishma : Chale bhaiya ?

Anubhav : Haa.

Then HM also came in Hall.

HM : Anubhav aap free ho toh aaj aap aur hum dinner par chale baahar?

Anubhav : Sorry Priye aaj nahi aaj hum vyasth hai esa karte hai jab hum waapas aayenge case solve karke tab hum shaadi karke le jaayenge apne sath phir aap chahe utna samay denge hum aapko.

HM felt bad and seeing this Anu bhaiya also feel bad for HM .

Anubhav ( in mind) : Mujhe maaf karna priye jab bhi aap mujhse samay maangti hai mai nahi de paata. I am really sorry for that.

HM : Aapke pass hamare liye kabhi samay hota bhi hai. Hum jab bhi aapke sath samay bithaane ke liye kehte hai aap hamesha taal dete hai. Jaayea nahi karni hume aapse koi baat Anubhav Sir.

Then HM left from there.

Anubhav ( in mind) : Lo ho gayi yeah naaraz abb inko mananaa padega..

Anubhav : Bacchi tuu yeahi ruk mai jara priye se baat karke aata hun.

Karishma : Okk.

Then Anu bhaiya also left behind HM.

Then Karishma sees that no body is working and everyone is standing.

Karishma : Ama aap sab khade kya hai apna kaam kijiye naa.

Everyone : Okk .

Then Everyone except Shruti starts doing their work. And Shruti went near at Karishma.

Shruti : Anubhav Sir maddam sir ke sath time spent nahi karte.. Kahi Anubhav Sir Haseena madam ko dhoka toh nahi de rahe kahi aur affair chala kar .

Hearing this Karishma gets angry and couldn't control herself and slap Shruti hardly results blood starts oozing from Shruti's lips.

Karishma : Enough Shruti agar ek word aur bola naa tumne bhaiya ke against tumhara woh haal karungi ki doctor tak pahchan nahi paayenge ki haddi tuti hai yaa maans fata hai. How dare you to speak this himmat kaise hui tumhari mere bhai ke baare mein esa bolne ki ( shouts 😡😡😡😡)

Hearing her voice Anu bhaiya and everyone came in Hall including HM too and sees that Karishma angrily shouting on Shruti and slapped Shruti hardly. And seeing everyone Shruti starts acting like she is innocent .

Shruti : Karishma madam please mujhe mat maariye maine kuch nhi kiya.

Karishma : Stop doing this drama Shruti.

Shruti : I am not doing any drama mam.

Then Shruti went near HM .

Shruti : Dekhiye naa madam Sir kitni jor se thappad mara hai mujhe. Maine kuch nhi kiya .

HM : Karishma Singh yeah kya tarika hai pehle aap jab yahan ki SI thi tab bhi ese maar peet karti thi aur abb bhi kar rahi hai aap kab sudharengi Karishma Singh kab band karengi apni harkate?

Karishma : Kaha jaata hai ki jab baat pata naa ho naa toh bolna nahi chahiye aap sab toh under they aur mai baahar thi toh aap logon ko kaise pata ki maine ese bekaar mein maara hai?

HM : Kyunki aapki aadat hi esi hai Karishma Singh.

Anubhav : Haseena Jii aap shant rahiye ek minute. Bacchi tuu bata kya hua?

Karishma : Bhaiya hua yeah ki iss Shruti ne mujhse bola ki Anubhav Sir Haseena madam ke sath time spent nahi karte toh kahi Anubhav Sir unko dhokha toh nahi de rahe kisi aur ke sath affair chala kar. Yeah sunkar mujhe gussa aa gaya aur maine isee ek khinch ke thappad maar diya. Aap batayea bhaiya maine kya galat kiya isme?

Shruti : Sir yeah jhut bol rahi hai infect Karishma madam khud aake boli thi ki Anubhav Sir
kisi aur ke sath affair chala kar Haseena madam ko dhoka de rahe hai. Maine toh bass itna bola tha ki Anubhav Sir esa nahi kar sakte aap unko galat samjh rahi hai aur mere itna kehne ke sath hi inhone mujhe chaanta maar diya ( 😭😭 fake)

Karu got shocked.

Then Anu bhaiya got angry and looks at Karu  .

Karishma : Bhaiya mera yakin kijiye maine esa kuch nhi bola. Yeah jhut bol rahi hai mai kabhi esa bol sakti hun kya aapke baare mein.

Then Anu bhaiya angrily came near Karu and raise his hands to slap and seeing this Karishma got shocked and tears starts falling from eyes.

Karishma ( in mind) : Waah bhaiya waah aap bhi Shruti ki baaton mein aa gaye aapko bhi mujh peh trust nahi hai.

Then Karishma closes her eyes in fears that Anu bhaiya may be slaps her .

And then thudd a slap landed on someone 's face and everyone gets shocked even Karu also because Anu bhaiya slapped Shruti.

Anubhav : Enough Shruti mujhe pata hai yeah sab tumne bola hai kyunki mai apni bacchi ko acche se jaanta hun woh kabhi bhi mere baare mein iss tarike se nahi bol sakti hai  apni galti meri behen peh thopna band karo samjhi tum ASI ho ASI raho jyada personal hone ki jarurat nahi hai aur mai Haseena Jii ko cheat kar raha hun yaa nahi yeah mai jaanta hun aur bacchi jaanti hai even Haseena Jii khud bhi jaanti hai aur sabse important bhagwaan jaante hai so you don't need to worry about it. Aur haa aayinda agar kabhi meri bacchi peh jhuta aarop lagaya toh yaad rakhna mujhse bura koi nahi hoga. Just stay away from my personal matters and my sister too.

Then Anu bhaiya hold Karu's hands and left from there.

HM : Yeah Anu kyu chale gaye ese ?

Chandramukhi : Case ki taiyari karne gaye honge Sir ..

HM : Case?

Chandramukhi : Haa case.

HM : Magar Anu toh chutti peh hai naa toh phir kaisa case?

Chandramukhi : Special case hai aur important bhi hai aur isliye Sir ko waapas jaana hoga.

HM : Accha.

Chandramukhi : Haa.

Then Chandramukhi remember something .

Chandramukhi : Arre jaane se yaad aaya jaana toh mhare ko bhi padega kyunki mhara bhi transfer ho gaya hai ...

HM : Accha.

Chandramukhi : Haa toh mai bhi chalti hun Sir jii hai yahan.

Bajrang : Jaana jaruri hai Chandru?

Chandramukhi : Haa Sir bahut jaruri hai.

Bajrang : Thik hai.

Chandramukhi : Okk so abb sab manne ek baar salute kar do phir manne jaana bhi hai kyunki Station hi dusra hai city yeahi hai aur mhaare ko aaj hi duty join karni sa.

Everyone : Okk.

Then Everyone salute Chandramukhi and Chandramukhi Salute HM and Bajrang Pandey and left from there .

At Anushma side.

Anushma is sitting in their car.

Karishma : Thanks bhaiya.

Anubhav : Kyu?

Karishma : Mujhe support karne ke liye.

Anubhav :  Behan hai meri tuu tujhe nahi support karunga toh kise karunga? Aur waise bhi mujhe pata hai meri behen kabhi bhi galat nahi bol sakti mere baare mein.

Karishma ( in mind) : Bhaiya aapne itna bharosa kiya mujh peh aur maine aapko hi galat samjh liya. Mujhe bhaiya se sorry bolni chahiye.

Now Karishma is feeling guilty for her thinking because she thought that Anu bhaiya don't trust her and came in Shruti's talks.

Karishma : Bhaiya aapne mujh peh itna trust kiya aur.. 

Anubhav : Aur?

Karishma : I am sorry bhaiya maine aapko galat samjha jab aap ne Shruti ko thappad maara tab mujhe laga aap mujhe thappad maarne waale hai kyunki mujhe laga aapko mujh peh trust nahi hai aap Shruti ki baaton mein aakar mujhe galat samjh gaye hai .

Anubhav : Arre pagli tuu bhi naa.... Mai kabhi tujhe galat nahi samjunga kyunki mujhe pata hai ki tuu kabhi bhi galat kaam nahi kar sakti hai aur agar karegi bhi tab bhi kisi valid reason ke sath hi karegi.

Hearing this Karishma smiles.

Karishma : Thank you bhaiya bas aap mujhe esi hi jab tak mai aapke sath hun tab tak support karte rehna.

Anubhav : Jab tak aapke sath hun matlab tuu kahi jaa rahi hai kya mujhe chod ke?

Then Karishma realise what she said and now she try to cover it.

Karishma ( in mind) : Unfortunately yes bhaiya mujhe aapse hamesha hamesha ke liye dur jaana hoga. Lekin yeah bhi aapke liye hi accha hai bhaiya aapko aapka pyaar aapki priye Haseena jii mil jaayegi aap bahut khush rahenge aapki khushi ke liye toh mai jaan bhi de dun phir yeah kya chiz hai..

Karishma ( in mind ) : Ohh God yeah maine kya kar diya bhaiya ke samne hi bol diya kyu... Kyu... Abb mujhe jhut bolna padega....

Karishma : Nahi nahi m.. Mai kaha jaungi aapko chod ke bhaiya. Mai nahi jaa rahi kahi aapko chod ke.

Anubhav : Toh phir esa kyu bola?

Karishma : Muh se nikal gaya galti se accha bhaiya time kya ho raha abhi?

Anubhav : 12:30 baj rahe hai abhi.

Karishma : Accha thik hai. Bhaiya aap naa ek baar Thaane chale jao Haseena madam ke pass aur unke sath thoda time spent karo mai aati hun thodi der mein.

Anubhav : Bacchi tuu akeli nahin jaayegi mai bhi tere sath jaunga.

Karishma : Bhaiya mai akeli hi jaungi aap chinta mat karo mujhe kuch nahi hoga.

Anubhav : Nahin Maine kaha naa tuu akeli nahi jaayegi.

Karishma : Bhaiya kuch nahi hoga please trust me... Acha thik hai agar kuch hoga toh mai aapko call karungi aap aa jaana.

Anubhav : Thik hai.

Karishma : Haa.

Then Anushma went towards Thaana Karishma drops Anu  bhaiya in with Chandramukhi. And then she left for JKJ Jewellers.

After 30 Minutes .

Karishma reached at Lawyer's office with JKJ jewellers 's owner and went inside with them and do all the paper work.

After 2 hours.

Karishma done all the paper work and took papers with her and left from Lawyer's office and went to MPT to take Anu bhaiya with her.

At mid way.

Karishma is driving the car suddenly she stops the car because two people came in front of her car.

Karishma came out from car.

Karishma : Ama ohh marne ka shauk hai kya tum logon ko meri car ke saamne kyu aaye ho tum log?

People 1 : Marne ka nahi humein toh maarne ka shauk hai Karishma Singh.

Karishma : Matlab?

People 2 : Matlab hum toh yaha maarne aaye hai tumhe SI Karishma Singh .

Now Karishma understand who are they and who send them.

Karishma ( in mind) : Ohh toh yeah Bakshi ke aadmi hai mujhe maarne aaye hai .

Karishma : Ohh toh tum log Ajay Bakshi ke aadmi ho.

People 1 : Bilkul sahi pahchaana Karishma Singh Bakshi sahab ke aadmi aur tumhari maut.

Karishma : Confidence gajab ka hai lekin shyd tum bhul gaye Karishma Singh hun mai joh dushmano se marti nahi balki maarti hai unhe.

People 2 : Itna confidence bhi accha nahi nahi hai Karishma Singh. Agar dam hai toh humse lad ke dikha .

Karishma : Karishma Singh ko challenge. Challenge accepted.

People 1 : Thik hai toh phir yeah le.

Then people 1 was about to punch her but Karishma hold his hand and twist it badly and gave a tight punch on his face  .

Then people 2 came with knife to kill Karishma but Karishma fires bullet on his hands and results knife falls from his hands.

Then People 1 again try to punch her but Karishma again holds his hands twisted it more badly and gave 2 punches on his face and twist his leg and results he falls.

Then People 2 again try to harm her by taking knife and throws it towards her but Karishma holds the knife in her hands and gaves 5 punches on  people 2's face and making him fall and unconscious. Then people 1 gets up and takes gun to fire bullet on Karu.

Then people 1 was about to fire the bullet but before he fires the bullet someone else fires bullet on him and that bullet directly went to his heart and results person 1 is dead.

Karishma was completely shocked to see that person because that person was none other than our Anu bhaiya

Karishma : Bh. Bhaiya aap yahan?

Anubhav : Haa mai yahan.

Then Karishma sees person 2 is get up and was about to fires bullet on Anu bhaiya because usne Anu bhaiya ko gun chalate hue dekh liya tha and isse pehle ki woh Anu bhaiya ko goli maarta  Karu shoot him direct on his head and person 2 is also dead.

Karishma : Mai aapka woh saaya hun bhaiya joh aapse chattan ki tarah chipka hua hai aur joh aapko kabhi khuch  nahi hone dega .

Anubhav : Mai bhi tera wahi saaya hun bacchi joh kabhi tujhe kuch nahi hone dega.

Then Anushma smiles.

Karishma : Waise bhaiya aap yahan kaise aaye aur aapko kaise pata chala inn sab ke baare mein?

Anubhav : Woh ese ki jab tuu mujhe Thaane le jaa rahi thi tab mujhe esa laga ki kuch hone hone waala hai isliye maine car mein ek jammer ( actually I don't know usko kya bolte hai so agar wrong bola ho toh comment mein bata dena please) laga diya tha taaki agar kuch dangerous ho toh mujhe pata chal jaye aur ek tracker bhi laga diya tha taaki teri location pata chal jaaye.

Karishma : Accha.

Anubhav : Haa .

Karishma : Waise aap yahan kisi ke sath aaye hai yaa akele aaye hai?

Anubhav : Chandramukhi and team ke sath aaya hun yaha.

Karishma : Accha.

Anubhav : Haa.

Then Anu bhaiya point towards a jeep and Karishma sees that Chandramukhi and team is present in that jeep.

Karishma : Thik hai bhaiya phir abb  DEN chalte hai .

Anubhav : Thik hai .

Then Anu bhaiya Bajrang Pandey ko ishaara karte hai ki sab thik hai aur woh log abb jaa sakte hai. Then Bajrang and team waha se chale jaate hai. And Anushma also left from there.

At DEN.

Anushma and other team members reached in DEN.

Team : Jai Hind Sir and Mam.

Anushma : Jai Hind everyone.

Anubhav : So guys kaise hai aap sab aur mission ke liye ready hai naa sab?

Team : We are fine Sir and we are ready for the mission Sir.

Anubhav : That's great.

Karishma : Jai Hind Sir, Sir I have a question can you please clear it?

Anubhav : Jai Hind agent Jwaala yes I will please ask your question.

Karishma : Sir how can we connect with each other in mission?

Anubhav : Simple through microphones we connect with each other through microphones and we see each other through cameras.

Karishma : Okk Sir.

Anubhav : Hmm, hum log waha Rajasthani get up mein toh jaayenge hi even Rajasthani language mein baat bhi karenge wahaan taaki kisi ko humpe doubt naa ho.

Note : In story sabko Rajasthani language aati hai because sab ki posting ho chuki hai Rajasthan mein.

All : Okk Sir.

Karishma : Sir hum waha aage ki planning raat mein karenge kyunki din mein toh kaam bhi karna hoga aur log bhi jyada rahenge waha.

Anubhav : Correct. Aur ek baat aap sab dhyan rakhna ki wahaan humein kaafi satark rahna hoga kyunki Bakshi bahut chaalaak hai hamari ek galati bhaari pad sakti hai bahut.

Team : Okk Sir.

Anubhav : Aur haa kal subah 5 baje sab mere ghar aa jaana wahi se hum Dewaliya jaayenge.

All : Okk Sir .

Anubhav : Hmm time peh aayega sab jyada late mat kijiyega.

All : Okk Sir.

Anubhav : Okk aage ki planning Dewaliya jaake karenge. So aap log jaa sakte hai .

All : Okk Sir.

Then Amar and Vikram left.

Chandramukhi : Sir Manne ek baat kehni hai aap logon se.

Anubhav : Bolo Chandramukhi.

Chandramukhi : Dekhiye Sir mission mein aap teeno ko apna khayal rakhna hoga kyunki aap teeno mhaara pariwaar ho aur mai apne iss pariwaar ne khona nahi chahti. Manne aaj tak kabhi aap se kahi nahi sir lekin sach toh yoh sa ki mai aapko bada bhai maanti hun aur Shivi aur Karishma ne apni behen aur isliye mai aap logon ko khona nahi chahti. Kyunki mai ek baar apna pariwaar khu chuki hun dusri baar nahi khona chahti.

Hearing her trio got emotional.

Anubhav : Don't worry hum sab apna khayal rakhenge even hamare sath sath tumhe bhi apna khayal rakhna hoga .

Chandramukhi : Woh toh mai rakhungi hi Sir.

Anubhav : Wah yeah gajab hai bhai banati ho aur Sir bolti ho sidha Anubhav bhaiya bolo naa sister.

Hearing this Chandramukhi smiles.

Chandramukhi : Okk Sir. Sorry Anubhav bhaiya.

Karishma : Abb agar yeah emotional baate ho gayi ho toh kuch khaane chale kyunki mujhe bhuk lag rahi hai  ?

Anubhav : Okk. Kisi restaurant mein chalte hai khaana khaane.

Trio : Okk.

Then Anu bhaiya went from there with his three sisters.

And Anushma with Shivi and Chandramukhi went to restaurant and do lunch there then they click some photos and like this they spent the day.

At Night.

At Singh Mention.

At Anu bhaiya 's room.

Karishma and Anu bhaiya both were present in the room because they are doing their packings.

Karishma : Waise Anubhav Sir ek baat mai pehle hi bol deti hun ki mission mein aapko mere bhaiya ka pura pura dhyan rakhna hoga agar aapne mere bhaiya ka dhyan nahi rakha toh yaad rakhna mujhse bura koi nahi hoga phir.

Anubhav : Thik hai baba rakhenge pura dhyan aapke bhai ka aur SI sahiba aapko bhi meri behen ka dhyan rakhna hoga agar aapne unke dhyan rakhne mein laaparwaahi barti toh phir mujhse bura koi nahi hoga aapke liye.

Karishma : Okk hum bhi rakhenge aapki laadli behen ka dhyan.

Anubhav : Yeah hui naa baat.

Then Karishma again feels that Anu bhaiya usse dur honge.

Karishma ( in mind) : Phir se wahi feeling baar baar esa feel kyu ho raha hai ki bhai mujhse dur honge... Kahi real mein esa kuch..... Nahin nahin kuch nahi hoga Karishma think positive be positive nothing will happen to anyone.

Then Karishma hug Anu bhaiya because she is feeling again and again that Anu bhaiya unse dur honge and Anu bhaiya was got confused by her sudden hug.

Anubhav : Kya hua bacchi?

Karishma : Kuch nhi bass aapko gale laagane kaa man kiya isliye laga liya.

Anubhav : Bacchi ek dam clearly bol kya baat hai tuu itni tensed kyu hai?

Then Karishma broke the hug and she is looking very tensed.

Karishma : Kuch nhi bhaiya bass ese hi mission ko lekar.

Anubhav : Mission ko leke nhi tuu mujhe leke tensed hai .

Karishma : Aapko kaise pata?

Anubhav : Tera face bata raha hai don't worry bacchi kuch nhi hoga mujhe tuu tension mat le.

Karishma : Kaise tension nahi lun bhaiya aap bhai hai mere kaise tension nahi lun mai?

Anubhav : Dekh mai teri baat samjhta hun mai bhi toh tera bhai hun mujhe bhi tere liye tension hoti hai but ese tension lene se sab sahi toh nahi hoga naa . Aur agar mera maut honi likhi hui hai toh usko koi nahi taal sakta agar mera mission mein shaheed hona likha toh usko taala nahi jaa sakta bacchi.

Then Karu put her hand on his mouth  .

Karishma : Kitni baar bola hai esi ashub baate mat bola kijiye kuch nahi hoga aapko. Mai aapko kuch nahi hone dungi. Hum dono jiyenge bhi sath aur marenge bhi sath sath jaa rahe hai toh aayenge bhi saath hi aur woh bhi sahi salamat . Aur khabar daar agar aapne phir esi ghatiya baat boli toh....

Then Karishma removes her hands from his mouth .

Anubhav : Sorry bacchi . Tuu sahi kah rahi hai aayenge bhi saath..

Karishma : Yeah hui naa baat accha bhaiya abb aap rest kijiye subah jaldi uthna bhi toh hai.

Anubhav : Thik hai tuu bhi abb rest karle  tujhe bhi toh jaldi uthna hai.

Karishma : Okk. Good night sweet dreams.

Anubhav : Same to you love you baccha.

Karishma : Love you too bhaiyu.

Then Karishma left from his room because it's too late and they have done their packings.

At Karishma 's room.

Karishma enters in room today no sleep in her eyes because of mission "s excitement and fear of losing her brother because she is still feeling that Anu bhaiya unse dur honge.

Now Karishma sit on her bed. And starts thinking whatever happened today.

Karishma ( in mind) : Haseena Madam aaj mere sath bahut galat kiya mujhe Anu bhaiya se dur jaane peh force kar diya unhone. Ese toh woh jazbaat jazbaat karti hai lekin jab baat meri ho toh pata nhi unke jazbaat kaha chaale jaate hai hamesha mujhe galat maanti hai pareshaan karti hai mujhe  . Mere tarike rokne tak toh thik tha lekin abb toh woh mere aur bhaiya ke bich aane lagi hai. Unko ek din jarur pachtaanaa padega apne kiye peh......

And she spent night like this.

At Morning 5 AM.

Chandramukhi, Vikram and Amar reached at Anushma's house and now

All were ready to go but Karishma stops them.

Karishma : Rukiye hum sab acche kaam ke liye jaa rahe hai hume dahi shakkar khaake jaana chahiye.

All : Okk .

Then Karishma jaldi se jaake dahi shakkar laati hai aur sabko deti hai aur khud bhi  leti.

Then Karishma again feels that Anu bhaiya unse dur jaayenge. So she thought ek baar bhagwaan se pray karke jaaye.

Then Karishma came in mandir and lit the lamp and join hands.

Karishma ( in mind) : Hey bhagwaan iss mission ko safal karne mein ham sanki help kijiye aur Desh ko bachayea...... Aur sabki rakhsha karna bhagwaan aur.... Anu bhaiya ki bhi raksha karna bhagwaan.

Then suddenly diya bujh jaata aur bahut tez hawa chalne lagti hai aur Anushma ke ek photo buri tarike se tut jaati hai and seeing this all Karishma worries but she control herself thought that Hawa ki wajah se hua hai.

Karishma : Diya bujh gaya photo tut gayi.... Kahi kuch..... Nahin nahi yeah hawa ki wajah se hua hai dubaara karti hun.

Then Karishma again lit the lamp and join the hands and again pray for her brother and her country. And left from there..

At outside.

Karishma came out side.

Karishma : Chaliye ...

All : Okk ...

Then Anushma and team left for their mission.

So guys this is your 25 th chapter May be you all like it and I am extremely sorry for the late update because mai jab bhi likne baithti hun kuch naa kuch kaam ho hi jaata hai aur part mein delay ho jaata hai (😁😅)

So guys milte hai next chapter ke sath tab tak ke liye stay happy and healthy.

Do vote and comments 

Tata bye bye.

Jai Hind 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳

Jai Bharat 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳




Continue Reading

You'll Also Like

1.3K 18 10
1.2K 51 12
no description cause yall dont even read descriptions
32.5K 2.5K 25
Life
62.4K 3.6K 53
this story after hm marriage story enjoy 😊