Dil kanch sa Tut hi gaya

Galing kay Kirtigedam

10.2K 1K 366

Hellow, I am new here,, this is my first story,, hope so you like it,, I am not a professional writer,, just... Higit pa

Dil kanch sa Tut hi gaya
part-1
part-2
💔💔💔
part-3
part -4
part-5
part-6
part-7
part-8
part-10
little note
part-11
part -12
part- 13
part-14
part-15
part-16
part-17
part-18
part-19
part-20
part-21
👑SS🌈🏆🎂
part-22
part-23
part-24
part-25
part-26
part-27

part-9

290 36 13
Galing kay Kirtigedam

New morning create a new winning hope of your life. The one, which is enough to live a day happily. People's try to find a reason of happiness in it. Make busy herself/ himself to complete it. Which may cause to complete a day without worries of other problems of your life and distract yourself from your deep down broken state.

Something same goes to Sana's life. She make reason for her to be happy. She make herself busy to that reason, so she can easily distract. People's around her think positive response of her , so can she move on . But sometimes we failed to notice the behind reason of her actions. Think that she is doing great itself.

Shehnaaz can easily make people fool by only her one smile. Her smile can make heart flutter. That's why they can't notice her darkness behind her smile. Days passes like that only.

Shukla multi-speciality hospital

Sid:  sir, aap muze shehnaaz ke bare me or kuchh bata sakate hai kya. Jo aap ko pata hai lekin aap batana bhul gaye, Aisa apako lagata hai .

Dr.d:  no sidharth, Aisa kuchh nhi hai. Or  jaise tumhari treatment chal rahi hai vaise notice Kiya Jaye, to Sana ka improvement kafi achha hai. Ab vo bahar apane aap ati hai, khul ke baat karati hai. Kitchen me khud ko busy rakhati hai.

Sid:  sir jaha tak muze pata hai, petient hamesha khud ki history chhupane ki koshish karta hai. Petient ko lagata hai samane wala insaan muze notice karke judge karega. Is Karan wo upari upari treatment Lena pasand karta hai. Shayad Aisa hi kuchh shehnaaz ke sath hoo Raha ho.

Dr.d:  sidharth, shayad tum baki petient ke bare me sahi hoge, lekin Sana ke bare me muze lagata hai wo bahar AA Rahi hai. Khush rahh rahi hai. Treatment ka achha asar ho raha hai.

Sid:  sorry sir, but Mai kuchh Orr hi notice kr raha huu. Sana khud ko busy rakh Rahi hai work me. Jaise apane kaha, kitchen work, shayad usaka favourite kaam hoga. Iss se kya hota hai , petient khud ko busy kr deta hai. Distract hone ke liye main reason se. Or hum aksar dhoka kha jate hai, shayad petient thk ho raha hai. Sana ke reason me bhi same hai.

Dr.d:  sidharth is bare me Mai jyada to nhi janata lekin meri beti ka response achha hai. Mai khush hu ki vo bahar aa Rahi hai. Badal rahi hai. Baki tum apani koshish jari rakho.

Sid:  okay sir, fir milta huu mai. Bye.

Sid Home,

Navya:  sachi didi, aj mamu ke sath koi baat nhi karega. Aap bhi nhi, Mai bhi nhi. Agar apane baat ki to mai apase bhi katti. Say making a pout.

Sachi:  are baap re, aj to bhaiya Gaye kaam se. Kya hua meri baby ko, kyu itana gussa hai meri doll.

Navya:  Nani ko kyu nhi bulaya abhi tak . Navya miss karr Rahi hai na apani Nani ko. Mamu bhul kyu Gaye.

Sachi: sad face, Navya aap janate ho na, mamu or Nani ke bare me. Apako achha lagega apake mamu ko sad sad dekhake, nhi na. Aap baat krlo na Nani se. Mai face call karke deti hu chalega kya.

Navya: No,,,,, navya ko apani Nani se Milna hai. Ek to Nani ko bulao ya muze le chalo. Mai mamu se baat nhi karungi.

Sachi: achha baba Mai bhaiya se baat karati huu. Thk hai. Lekin aise roi roi sad sad face maat banao. Navya achhi nhi lagati aise. Abhi ye Khao pahale.

Navya:  Mai nhi khane wali, navya se koi pyaar nhi karta. Sab muze chhodke jate hai. Nani bhi nhi Milne ate. Mai Jaa Rahi huuu. Aap bhi nhi pyaar karte mujhase.

Navya started crying badly and go to her room. Sachi feeling sad for her. But what can she do, is nothing.

After sometime sidharth also reach home. Seat in sofa in leaving room.

Sid:  hufff, very tired. Sachi navya kaha hai. Or lunch karr liya usane. Mera bachha 2- 3 din se itana busy hu ki usse time hi nhi de paya.

Sachi: vo Bhai, ek baat hai.

Sid:  ha bolo na, kya hua.

Sachi:  nhi, aap pahale fresh ho jao. Fir baat karte hai. Mai khana lagati hu apaka.

Sid: No need sachi, maids laga degi. Tum baitho or batao kya hua hai. Or Mera bachha kaha hai.

Sachi: wo wo Bhai, Navya apani Nani se milna chahati hai. Bol rahi hai, Nani ko bulao ya muze le jao.

Sid:  (make a serious face), ohh. to ye baat hai. Usse face call karke Dena tha fir.

Sachi:  nhi Maan Rahi vo bass ek hi baat bol rahi muze Nani chahiye.

Sid:  lunch Kiya usane. Tumne khilaya use kuchh.

Sachi:  nhi bhai vo kuchh nhi kha rahi. Bol rahi hai muze koi pyaar nhi karta. Sab chhodke chale jate hai muze.

Sid: whattt, sachii beta tumne muze call kyu nhi kiya. Meri hi galati hai, muze hi time adjust karna chahiye tha. Hospital hospital karte karte, Mai usse time hi nhi de pata. Mera bachha lonely feel kar Raha hai.

Sachi:  Bhai apaki koi galati nhi hai isame. Aap jao fresh hoke aao. Mai plates banane kahati hu. Or fir muze jaldi Jana hai aj.

Sid:  thk hai. Mai fresh hoke ata hu, tab tak Navya ka bhi khana ready Karo. Mai usse khila dunga. Sidha navya ke room me khana bhejne bol do.ok.

Sachi: thk hai Bhai. Aap jao.

Sidharth first go his room and freshnup and directly go to navya's room. Where he found navya is seating in corner facing a wall. Crying badly. Sidharth feel very bad, his eyes are moist seeing her condition. Sid started going towards her very slowly.

Sid: bachha, Navya, princess. But no reply coming from her.

Navya:  muze apase baat nhi karni aap chale jao.

Sid:  achha ab princess baat nhi karegi apane mamu se. Fir mamu sad ho jayenge. Roi roi karenge. Chalega apako.

Kavya:  muze Nani chahiye Nani chahiye. Aap meko pyaar nhi karte. Aap mere sathh nhi baat karte. Crying 😭.

Sid feel no ground from his feet. Feeling very devastated by her words.  

Sid:  Baby Navya, kya hua bachha. Itana naraj ho apane mamu se.

Navya:  aap pyaar nhi karte muzase. Muzase baat nhi karte. Koi pyaar nhi karta muze, sab chhodke jate ho. Mummy papa bhi Gaye, aab aap bhi jaoge. Nani bhi nhi aati. While crying 😭.

Sid:  directly hug her tightly. Tears are coming from his eyes. Nhi Mera bachha, sab apase bohot pyaar krte hai meri jaan. Mamu ki aap Jan ho. Apake Siva mamu ke pass or koi reason nhi he jine ke liye. Aap ho to mamu hai. Aise maat bolo pillu Mera.

Navya:  Nhi aap jhut bol rahe ho. Aise hai to aap kyu nanuu ko nhi bulate. Muze nanuu chahiye, hamesha sab mujhe zuth bolate hai. Nanuu bhi kabhi muze milane nhi ate.

Sid:  Aisa nhi hai meri jaan. Nani bhi apase bohot pyaar karati hai. Apako bohot Miss karati hai. Mamu bhi apako bohot pyaar karte hai. Aap mamu ki princess hoo na ,,, cute sii.

Sid cup her face and started peaking her numerous time on hole face.

Sid:  mera baby mujhase itana naraj hai kya. Ki mamu se baat hi nhi karani. Baby aap jo bologe, mamu vahi karenge.

Navya: promise Karo, navya ki har baat manoge, navya ko ghumi ghumi karne le jaoge. Roj navya se baat karoge, kheloge. Karo promise.

Sid:  mamu promise aj se navya ki har baat mamu manenge. Navya jaise bolegi vaise hi hoga. Abb smile karega Mera baby.

Navya:  sachhi wala promise.

Sid: muchhi, promise meri jaan. Lekin aap bhi promise Karo aap bhi aise kabhi nhi karoge. Achhese rahoge, agar kuchh chahiye to directly batao GE mamu ko. Mera strong bachha.

Navya:  hmm,, aab chalo, navya ko bhuki lagi hai.

Sid:  achha bachhu, aab bhuk bhi lag gai. Chalo Aaj mamu apko khud apane hato se khilayenge.

Ipagpatuloy ang Pagbabasa

Magugustuhan mo rin

64K 7K 22
its story of a two unknown soul get bonded in the form of marriage. both meet in a sudden circumstances and fell in love with each other. he is mat...
70.6K 7K 39
Hi.. I am a huge fan of SidNaaz.. Trying writing for the first time.. Please bear with me.. How a landlord Sidharth fell in love with his tenant She...
308K 30K 72
SHORT STORIES ON #SIDNAAZ.. Hey there SidNaazians....! Here is your Typical SidNaazian Writer again..! Here I am gonna update 2 to 3 short stories w...
290K 18.1K 86
I'm going to write for the very first time....I don't know what I'm writing is upto the justice Mark or not but I tried ....as I had read many fictio...