Hum hi kyu ?( Anushma)

AditiRathi9

12.1K 1.2K 810

Nothing in description Еще

Introduction
Part - 1
Part -2
Not an Update
Part -3
Part -5
Part 6
Part -7
Part -8
Part - 9
Part -10
Part -11 .
Independence Day.
Part -12 .
Part -13.
Part -14
Part -15
Part -16 .
Part -17
Part -18
Part -19 .
Not an update.
Part -20
Part -21 .
Part -22
Teaser
Part -23
Happy Diwali
Part -24
Part -25
Suggestions
Part -26
Part -27
New Year.
Part -28
Information.
Part 30
Part -29
Happy Holi
Part -31
Part -32
Part -33
Part -34
Part -35 .

Part -4

293 35 7
AditiRathi9

Continue from last part .

Now Anushma broke the hug.

Anubhav : Accha Karu abb tum aaram karo hume thoda kaam hai headquarters ka hum woh kar lete hai.

Karishma : Bhaiya hum kal se aram hi toh kar rahe hai .

Anubhav : Toh?

Karishma : Toh hum bhi apki madad kar dete hai na isi bahane humara man bhi lag jayega aur apka kaam bhi jaldi ho jayega..

Anubhav : Koi jarurat hai  nahi hai humari madad karne ki  hum apna kaam khud kar lenge tum jaake aaram karo.

Karishma : Lekin bhaiya.

Anubhav : Koi lekin wakin nahi abhi jao apne room mein aur aaram karo.

Karishma : But.

Anubhav : No ifs and buts jao rest karo it's an order.

Hearing this Karu di starts murmuring (😁😁)

Karishma : Duty toh duty ghar peh bhi order dete rahte hai. Hitler kahi ke (murmurs 😁)

Anubhav : Suna humne

Karishma : Apko sunane ke liye hi bola tha maine.

Anubhav : Acha ab jao rest karo.

Karishma : Thik hai jaa rahe hai.

Then Karu di  apne room me chali jaati hai.

Anubhav ( in mind) : Chalo yeah toh gayi rest karne abb hum bhi hamara file work karte hai.

Then Anu bhaiya also went to his room.

At Karu di 's room .

Karishma ( in mind):Mai yaha rest karne aa toh gayi lekin agar mai soyi toh woh sapne phir se aayenge. Kya karun, kya karun.

Then suddenly Karu di ke sir dard hone lag jaata hai.

Karishma ( in mind) : Aah ab yeah achanak se headache kyu hone laga.. Ek kaam karti hun headache ki dawai le leti hun.

Then Karu di headache ki dawai le leti hai because unko bahut tez headache ho raha tha.

After taking medicine.

Karishma : Nind aa rahi hai chalo soo jaati hun.

Then Karu di soo jaati hai because of medicine effect.

After 30 minutes 

Karu di was in deep sleep then suddenly the night mare of mission behroopiya came in her sleep.And she starts  murmuring.

Karishma : Unhe mat maro. Unhone kuch nahi kiya hai. Woh nirdosh hai. Unko chod do. Anu bhaiya ko mat maro please. Anu bhaiya ko kuch maat karna please.

Then Karu di woh scene dekhti hai jisme Karu di ne Anu bhaiya ko shoot kiya tha.

Now Karu di shouts.

Karishma : Anu bhaiyaaaa ( shouts) . 

Now Karu di starts crying

Karishma : Yeah . Yeah  . Yeah sab humari . Wajah. Se. Hua hai. Humne hamare bhaiya peh go. Go. Goli chala di humne hamare jaan se bhi jyada pyare bhaiya ko marne ki koshish ki. Sab hamari wajah se hua hai sab hamari wajah se hua hai. Isse accha toh yeah hota ki kash hum uss accident mein sahi mei mar jaate kam se kam hume apne bhaiya peh goli toh naa chalani padti.

Then suddenly Karu starts shivering and sweating.

Karishma : Anu bhaiya chahiye. Anu bhaiya chahiye  . Anu bhaiya chahiye . Anu bhaiya chahiye. Anu bhaiya chahiye.

Then Karu di ese hi rote rote so jaati hai.

After 2 hours.

Now Karu di woke up.

Karishma : Chalo rest to ho gaya abb jaake bhaiya ko dekhte hai abb tak toh shyd unka kaam bhi khatam ho gaya hoga.

Then Karu di was about to go but suddenly she remember something.

Karishma ( in mind) : Ama bhak hum goggles pehna toh bhul hi gaye. Accha hua abhi yaad aa gaya warna toh aaj bhaiya ko inn laal aankho ko dekh kar shak ho jata aur phir hume sab batana padta.

Then Karu di goggles pehnke Anu bhaiya ke room mein jaati hai.

At Anu bhaiya 's room.

Karu di enters in Anu bhaiya 's room and sees that Anu bhaiya is sleeping on his table ( work karte karte so gaye )

Karishma ( in mind) : Ama bhaiya toh yaha soo gaye lagta hai kaam karte karte thak gaye hai isliye aankh lag gayi hogi. Koi baat nahi abhi bhaiya ko sone deti hun baad me aaungi.

Then Karu di ki nazar suddenly table peh padti hai then she sees that files table peh open padi hai.

Karishma : Arre yeah kya yeah files toh ese khuli padi hai ek kaam karti hun inhe acche se set karke table peh rakh deti hun .

Then Karu di files ko acche se set karke table peh rakh deti hai.

Karishma ( in mind) : Chalo files toh rakh di abb bhaiya ko chaddar udha dete hai.

Then Karo Anu bhaiya ko chaddar udha deti hai because she thinks that Anu bhaiya ko thand lag rahi hai.

Karishma : Chalo abb sab ho gaya ab mai jaati hun.

Then Karu di Anu bhaiya ke room se nikal ke dheere se Anu bhaiya ke room ka gate band kar deti hai because she didn't want to disturb Anu bhaiya.

Karishma ( in mind ) : Bhaiya toh soo rahe hai ab mai kya karun kya karun. Mujhe bahut bore feel ho raha hai . Ek kaam karti hu thodi der tv dekh leti hun itne mein bhaiya bhi uth jayenge.

Then Karu di TV dekhna start karti hai.

After 1 hour .

At Anu bhaiya 's room.

Anu bhaiya woke up.

Anubhav ( in mind) : Aree yeah hume chaddar kisne odhayi aur yeah sari files kisne rakhi set kar ke. Shyd yeah sab Karu ne kiya hai.

Then Anu bhaiya uth ke bahar aate hai .

At Hall

Anu bhaiya came in hall and sees that Karishma is watching TV.

Anubhav : Ooh toh tv dekha jaa raha hai. ( said sitting near Karu di)

Karishma  : Ji bhaiya .

Anubhav : Wase dekh kya rahi ho tv peh ?

Karishma : Arre bhaiya woh Star Bharat peh naa ek show aata hai Ashaon Ka Sawera Dheere Dheere Se karke toh bas wahi dekh rahe hai.

Anubhav : Accha.

Karishma : Haa

Anubhav : Accha woh sab chodo yeah batao lunch mein kya khaogi?

Karishma : Kuch bhi joh app banaoge woh kha lenge.

Anubhav : Thik hai accha tum tv dekho tab tak hum lunch bana lete hai.

Karishma : Ohk bhaiya.

Then Anu bhaiya went towards kitchen and starts preparing lunch for Karu di because it's lunch time now.

After 20 minutes.

Anu bhaiya had prepared the lunch .

Anubhav : Karu jaldi se aa jao khana lag gaya hai.

Karishma : Aaye bhaiya  .

Then Karu di tv off karke dinner table peh chali jati hai.

Karishma : Kya banaya hai bhaiya ( said sitting on chair) .

Anubhav : Khichdi banayi hai behna.

Hearing khichdi Karu di starts making faces.

Karishma : Kaa ama bhaiya apne khichdi kahe banayi hai apko pata hai naa hume ee khichdi wagera nahi pasand hai .

Anubhav : Kyunki tumhari tabiyat thik nhi hai aur hame pata hai tumhe khichdi nahi pasand but doctor ne tumhe healthy khana khane ke bola tha isliye tumhe khichdi khani padegi.

Karishma : Ama bhaiya toh healthy khane mein khichdi ke alawa aur bhi toh item hote hai naa. Aur hame nahi khani ee khichdi wichdi.

Anubhav : Hote hai lekin abhi hamare pass khichdi hi ek option thi isliye abhi tum khichdi khao shaam ko hum kuch aur bana denge.

Karishma : Nahi bhaiya humko nahi khani khichdi.

Anubhav : Khao khichdi .

Karishma : Nahi.

Anubhav :  Karu khichdi tumhe khani padegi tumhe khana kha ke dawai bhi toh leni hai.

Karishma : Lekin.

Anubhav : Dekho agar tumne khichdi nahi khayi naa toh hum tumse baat nahi karenge.

Karishma : Thik hai khilayea khichdi ( said while making faces)

Anubhav : Yeah hui naa baat.

Then Anu bhaiya Karu di ko khichdi khila dete hai and khud bhi kha lete hai.

After lunch Karu di eat her all medicine.

After eating.

Karishma ( in mind) : Lunch aur medicine toh ho gaya tv bhi dekh liya abb kaa kare hum bahot bore ho rahe hai ( after thinking something) . Haa yeh kar lete hai agar woh free hue toh  kar lenge yeh wase bhi yeah sab kiye hue kitna lamba time ho gaya hai. Bhaiya  se puch hi lete hai.

Karishma : Bhaiya apka kaam ho gaya kaa headquarters ka yaa abhi thoda baki hai?

Anubhav : Nahi pura ho gaya kyun kuch kaam tha kya?

Karishma : Nahi kuch kaam toh nahi tha woh kya hai naa humein bahut bore feel ho raha hai toh hum soch rahe they kyun naa app aur hum saath milke hamaare puraane games khele jaise pehle khelte they isse hamara man bhi lag jayega aur purani yaade bhi taza ho jayengi. Aur wase bhi kitna time ho gaya hai hume apke sath woh sab games khele hue.

Anubhav : Hmm baat toh tum thik keh rahi ho chalo chalte hai games khelne.

Karishma : Chaliye 

Then Anushma went towards game room ( they have game room also in their house). And they played many games like ludo, carrom, chess, cards, video games etc.

At game room

Anushma were playing video game now then suddenly karu di's headache starts again.

Karishma ( in mind) : Ama ee sir kahe dukhne lag gaya. Kaa kare bhaiya ko bata de. Nahi nahi woh pareshaan ho jayenge ek kaam karte hai isko sehan kar lete hai.

Then Karu di starts ignoring headache. And Anu bhaiya notice her because she was again and again putting her hand on her head.

Anubhav ( in mind) : Yeah Karu baar baar sir per haath kyu rakh rahi hai kahi iski tabiyat toh kharab nahi hai?

Anubhav : Tum thik hona Karu?

Karishma : Haa edkum thik hai hum hume kya hona tha.

Anubhav : Nahi woh tum baar baar sir peh haath rakh rahi ho toh hume laga ki tumhari tabiyat thik nahi shyd.

Hearing this Karu shocked.

Karishma ( in mind) : Ama ee kaa kar diye hum abb bhaiya ko shak hogaya kaa kare sach bata de. Nahi nahi sach bataya toh woh bahut pareshan ho jayenge ek kaam karte hai jhuth bol dete hai abhi baadme kabhi sach bata denge.

Karishma : Arre bhaiya hum ek chaukash hai woh kya haina ki hamare baal baar baar muh peh aa rahe they toh hum haath se usko baar baar hata rahe they.

Anubhav : Accha.

Karishma : Haa

Anu bhaiya was not satisfied with Karu Di's answer but at that time he keeps quite because he knows that she can't tell him the truth directly.

So guys this was your third part I hope you like it and from next part the clash between mpt and Karu di starts..

So guys milte hai next part ke sath tab tak ke liye

Tata bye bye stay happy and healthy.

Do vote and comments.

Jai Hind.













Продолжить чтение

Вам также понравится

17K 1.6K 24
This will include short stories mainly based on karishma singh...
3.5K 173 18
hiiii to story mea yea haaa . . . . . . . .khud hi dekhlo
PYAAR Rup

Фанфик

2K 188 12
Pehli prachesta hain kripa karke andar Jake padhiye bas description padhkei Laut mat jaiye 😁
62.5K 3.6K 53
this story after hm marriage story enjoy 😊