Haseena enter kisi ko nahi pata tha woh ana wali hai
Malik furqan is sitting in hall sofa reading a file
Haseena enter and said baba
Malik furqan look at her and become happy and hug her and ask tum kab aye bataya keyun nahi
Haseena said aghar batadeti ro surprise kaisa hota ???
Malik furqan ask mission hogaya accha sa
Haseena said jee baba sab sahi sa hogaya
Malik furqan said im proud of you
Haseena smile
Sayeeda come and said bas yehhi kehkeh ka apna isko bigara hai
Haseena said hogaye app start nahi matlab beti itna din baad aye hai yeh nahi ka ussa millein haal pouch lein bas ata hi start hogaye
Then alia , rahilla , rameen , irha and rayan come
Alia meet haseena bohot accha sa pyaar sa
Haseena said chalo sab ka dil to patthar ka nahi hain
Alia ask matlab ???
Haseena said matlab dekhlein app kaisa milein mujhsa meri fikr hai apko aur aik yeh hain ( point toward sayeeda )
Rameen ask keyun inhonna kya kiya ???
Haseena said karna kya hai puri duniya mujhe izzat deti hai manti hai . Pura khandaan mujhe izzat deta hai aur aik yeh hai jinko apni beti ki koi kadar hi nahi
Sayeeda said to kadar tab karungi jab koi dhang ka kaam karogi
Haseena said nahi to aur kya karun pura khaandaan mein meri parhai sabsa zyada hai hamara khaandaan ki pehli larki police wali hoon sab izzat karta hain
Alia said baat to sahi hai waisa meri bacchi pa mujhe to bohot fakhar hai
Haseena said aik app hain aur aik yeh mujhe kabhi kabhi shaq hota hai ka kya mujhe adopt kiya tha
Sayeeda said adopt karti to koi accha piece karti na tum jaisi thori karti
Malik furqan control his laugh
Rameen irha and rayan laugh little
Haseena ask tum teenon ko kuch zyada hassi nahi arahi ???
Irha said easy bhabhi easy
Malik furqan said choriya yeh sab aya bathiya
They sit
Alia said aikto mein apni bacchi sa milna aye hoon aur aik baat karni hai three days baad ahmer wapis jaraha hai kuch 1 ya 2 months ka liya to mein chahrahi thi ka aghar kal ya parson nikah hojaye to
Sayeeda said lekin itni jaldi tayariyan kaisa hongi
Alia said abhi bas ghar ka logon aur kuch kareebi logon ko bulwa ka kardeta hain phir shaadi to dhoom dham sahi karenga .
Rahilla said jee sadgi sa kardeta hain
Malik furqan said theek hai hamein koi mashla nahi parson kardeta hain
Alia is very happy and other also
Rahilla said aur hamein aik baat bhi karni thi
Alia look at rahilla
Rahilla indicate her to say
Alia said haan woh actually ...... wo.....woh
Sayeeda said kya hua inminan sa bataya
Rahilla said said actually
Alia said hamein jahez ya aisi koi cheez nahi chahiya
Rahilla rameen irha and rayan look at alia in disbelief
Malik furqan said aisa kaisa meri ikloti beti hai
Alia ask kya apna apni bahu sa jahez liya tha ???
Malik furqan said nahi
Alia said too ap yeh kaisa sochsakta hain ka hum lenga . App apni heera jaisi beti deraha hain wahi bohot hai .
Haseena said ammi sekhain kuch
Sayeeda stare haseena
Irha said bhabhi hum pehli baar apka ghar aye hain room to dikhaya
Haseena show them house
In room
Rameen said itni sari horror books and movies ki cds
Rayan ask kya apko horror chezain pasand hain ???
Haseena said haan bohot zyada
Irha said bhabhi phir jab app ajaingi to hum kisi horror place pa jainga
Haseena said wohto waisa bhi ja sakta hain
Rameen said haan plan banainga
Haseena node
Alia and other went home they were sitting in hall
Rahilla ask bataya keyun nahi
Alia said himmat nahi hoti
Rayan said ammi abhi batadijiya warna baad mein bhabhi ko kisi aur sa pata chala to woh aur hurt hongi
Alia said accha na shaadi ka baad batadungi
Rahilla said lekin
Alia said abhi tayariyoun pa dhayan deta hain
And went
Next day haseena went to thana and tell ka kal nikah horaha hai
Santu said madam sir mera lehanga ka kya hoga
Cheetah said santu jee woh app hamari shaadi pa pahenlijiya ga
Santu said tu toh chup kar cheetah
Haseena said abhi bas sadgi sa horaha hai sirf ghar ka log honga
Karishma said pehli baat yeh sadgi ka bawal hai and dusri baat unka ghar ka log bhito kuch zyada hi hain
Haseena said sadgi matlab simple
Santu said maza ayega mein pehli baar nikkah dekhungi . And Muslim wedding and behave like a kid
Everyone smile
So sab tayariyoun mein busy tha
Haseena ki taraf sa sirf mpt invited thi
So next day
Haseena ka simple sa jora tha
Like this
She is sitting in room
All girls and aunties came to haseena room she is sitting on bed on centre her face qas coveres with dupatta
Nose tak
Maulvi sahab ask haseena malik vald malik furqan apka nikah ahmer chaudhry wald shahzad chaudhry ka saath bahakka meher 50 hazar rupa haq meher kiya jaraha hai kya apko qabool hai
Haseena said qabool hai
He again ask this
Haseena said qabool hai
He again ask
Haseena said qubool hai
Everyone is happy and pray
Maulvi sahab went to groom and ask same things
And nikah hogaya
Rameen side hug haseena and said abto bhabhi ap officially haseena ahmer chaudhry hogaye
After sometime only mpt is present there
Santu pushpa and karishma
Santu ask yeh aik hi cheez unhonna do baar keyun puchi ???
Haseena said bas aisa hi hota hai kehta hai nikah ka in do bol mein bohot takat hoti hai .
So sab hogaya accha sa everyone is happy
Next day
Ahmer ki raat ki flight hai at morninf around 2 pm
He came to thana
To meet haseena he went to her cabin
Haseena get up and ask APP
Ahmer ask keyun mein yahan nahi asakta
Haseena said na...nahi nahi asakta hain aya bathiya
Other are doing oil checking
Ahmer sit
Haseena also sit and said kych mangwao chai ya thanda
Ahmer said nahi nahi uski zarurat nahi ....... actually mujhe pouchna tha kya app khush hai aur mutmain hain
Haseena said aghar khush ya mutmain na hoti to ajj apka nikah mein na hoti
Ahmer smile
Haseena ask kya appp
Ahmer said same
Haseena smile
Ahmer said haseena bas appsa aik cheez hi chahta hoon hamesha meri family walon ki izzat kijiya ga i know app karenga but still
Haseena said apki family ab hamari bhi family hai
Ahmer said and please hamesha trust rakhna
Haseena said fikr nahi kijiya hamein lagta hai rishta dosti ka ho miyan biwi ka trust sabsa important cheez hoti hai . Maaf to baar baar kiya jasakta hai
Lekin bharosa sirf aik baar hota hai
Aur ahmer jab hum kisi pa aik baar bharosa karlein to sari zindagi ussa tutna nahi deta aur nahi torta hain
Ahmer smile and hold haseena hand
And said mein such mein kafi lucky hoon
Haseena blushes and haath churwana ki thori koshish ki
Ahmer smile on her shyness and cuteness
Outside
Karishma said haath pakarliya
Haseena notice they are outside usna haath churwaya and kaha sab andar aya
They came inside
Ahmer is shocked
Precap : bid bye 👋