Kareena Forever Friendship...

By SajjalWaqar2

7.7K 509 92

peep into story and look . haseena alag hogi thori More

characters
Episode 1 love at first sigh
Episode 2 Engagement 💍
Episode 3 mpt get to know about engagament
Epsiode 4 sawal jawab + haseena was shoot by bullet
Episode 5 date of haseena and ahmer adhuri baat
Episode 6 shopping + entry
Episode 7 chaudhry family intro
Episode 8 haseena was stabbed
Episode 9 angry karishma and mpt
Episode 10 manana + shock +trust
Episode 12 new family member
Episode 13 mission discussion + half bakaiti
Episode 14 plan A succesfull
Episode 15 First day at School
Episode 16 interview
Episode 17 bonus part
Episode 18 mission succesfull
Episode 19 Nikah
Epsiode 20 chingari gang
Episode 21 Bhoot Ya Weham
Episode 22 CID
Episode 23 trying to discuss the plan
Episode 24 Plan
Episode 25 malik family ki dawat
Episode 26 shaadi
Episode 27 Joining Thana Again
Episode 28 SHO amar vidrohi
Episode 29 Ahmer friend + entry of new musibat
Episode 30 new musibat entry
Episode 31
Episode 32 mission With CID
Episode 33 missions starts
Episode 34 mission completion

Episode 11 proposal

157 9 0
By SajjalWaqar2

Im changing irha with this actress

So according to plan first part

Shahzad call rahul in hid office

Ahmer is still here he will go after 5 days

Shahzad rahul ahmer rahil mubassir is sitting there

Because they all are doing collaboration but only shahzad knows the truth

After the meeting they were just sitting

Shahzad just started random conversation

Everyone are little bit shocked because he never do that with new buisnedd mans like jinko woh pehla ya dusri baaf mila ussa woh itna free nahi hota and one more thing

Shahzad while talking shahzad said abto sharafat ka zamana hi nahi raha . Shareef banda ko kaun pouchta hai

Rahul said sahi baat hai sir ajj kal to insaan bura hi raha is duniya mein jeena ka liya yehhi sahi hai

Shahzad said bilkul sahi baat hai saath mein paisa bhi zaruri hain

Everyone is now more shocked

There is a recorder and camera from which everything is recording and haseena santosh and karishma seeing everything from outside

Karishma said sara kuch zyada shock lagraha hain madam sir kahin inka expressions sa rahul ko shaq na hojaye

Haseena said hmmm zahir hai uncle bohot shareef hain aur paisa ko sab kuch nahi manta rishta unka aur unki family ka liya zyada important hain shock to honga hina

Karishma said ap bohot samajh gaye hain apna hona wala susraliyon ko

Haseena said jaan ka bhi anjaan hai hum . Anjaan hoka bhi apna hain hum

Santosh ask matlab is shaye ko zara explain kijiya na madam sir jaan ka bhi anjaan matlab

Haseena remember ahmer and that girl pic but ignore and said kuch nahi choro

Other side rahil said aghar apna saath hoto paisa kya maina rakhta hain

Shahzad about to say rahul said rehna dijiya sir shahzad sir is right ajj kal sirf paisa aur power importance rakhti hai chaha paisa jaisa bhi kamaya gaya ho

Shahzad said sahi baat hai . Chaha drugs beechka kuch bhi karka

Everyone is hell shocked and also angry

Rahul smile evilly and think something is in thought yeh sahi banda lagraha hai saath milaya ja sakta hai

After that he went

Rahil said ap zara ghar chaliya bhabhi hi apko set karengi aur yehjo bhoot sawar hua hai usko utaraingi

Mubassir said sahi baat hai alia hi seedha kara gi ab

Ahmer said baba yeh sab kya tha

Shahzad said mujhe bolna to do sab

Rahil said nahi bhaijaan yeh app kya bakwas karraha tha

Mubassir said mujhe yakeen nahi horaha yeh sab apna kaha

Ahmer said baba apna to hamesha hamain sikhaya hai saath rehna apna zyada important hota hain paison sa aur ajj app

Haseena karishma and santu enter

Haseena said assalam alaikum

Rahil said beta ap yahan

Haseena said jee actually uncle yeh sab hamara kehna pa kaha aur jo karenga woh bhi hamara kehna pa

Ahmer said matlab ???

Karishma tell everything

Mubassir said nice plan to accha hai

Rahil said pehla bataya hota na bhai jaan

Mubassir said haan pehla nahi batasakta tha

Mubassir and shahzad is that much frank that they talk with each other like that

Shahzad said mauka diya bolna ka sab has suru hogaye

Haseena said calm down lariya mat

Rahil said nahi nahi beta larh nahi raha yehto normal hota hai

Santosh said waisa hi madam sir jaisa karishma madam aur pushpa jee ki larai normal hoti hai

Haseena said woh normal hoti hai

Santosh said hoti to nahi hai lekin phir bhi

Haseena said hum tha , tum tha kuch jazzbat bhi to tha
Ara choro kuch nahi ilfaaz hito tha

Rahil said tujhsa accha to mera dushman nikla jo kehta tha chore ka nahi jainga

Haseena said andhi sajo tut jain woh patta nahi hain hum
Koi andhi sa kehda apni aukat mein reh

Rahil said humko zamana mita saka itna zamana mein dam nahi
Humsa zamana khud hai hum zamana sa nahi

Haseena about to say karishma said ama bas kijiya yeh ka shayari ka session kholka baith gaye hain apsab

Santosh said haan kuch samajh to anahi raha

Mubassir ask beta kya apko bhi shayari ka sauk hai ???

Haseena about to say something

Santosh said aida waisa . Hamari madam sir na best shayari award bhi jeeta hua hai har baat pa shayari mardeti hain lekin hoti first class hai yeh alah baat hai ka mujhe samajh nahi ati

Everyone look at santu

Haseena said barhal shayari ka sauk hamara abu sa hai unko bhi shayari ka bohot sauk tha

Shahzad said thats nice waisa hamein bhi shayari kafi pasand hai lekin rahil to expert hai

Mubassir said abto sahi shayari ki mehfill jama karegi aik pakki khiladi jo ajayegi

Haseena smile

Next day it was the day to excute there full plan

Shahzad and whole family is there at some abondand road type area

Haseena and team including anubhav is hidding there

Rahul said mein janta hoon ap drugs ka karobaar karna chahta hainna

Shahzad said haan humsab karna chahta hain

Rahul said mera saath ajaya  paisa hi paisa hoga

All girls are also present

They all know the plan everything is recording

Rahil said tum drugs smugling karta ho ????

Rahul said sirf drug smugling nahi diamonds , even kabhi kabhi girls bhi

Everything is recorded

Team come

Karishma arrest rahul and said ab jail mein baithka pachtana ka keyun kiya balka bataya keyun

Rahul is shocked

Rahul said yeh sab kya hai

Haseena tell everything

Haseena said cheetah leka jaya issa

Another constable come and take him

Anubhav said case to solve hogaya lekin abhi aik cheez rehti hai

Karishma ask ka ????

Anubhav said bohot dinon sa kehna chahta tha haseena jee he went infront of her and sat on hsi knees and take out a ring and said haseena mission jeet ka waqt apsa sirf natak kiya tha lekin woh natak kab such bangaya mujhe pata hi nahi laga kya app sab kuch bhula ka mujhsa shaadi karengi

Everyone are hell shocked

So basically mission jeet hochuka hai but im changing it anubhav always try to flirt with haseena and do the same as in serial

But haseena always ignore it and never love him and sacchai jaisa pehla hua tha uska samna agaye and she help him but anubhav ko natak karta karta such mein pyaar hogaya

Haseena na already yeh sab kuch batadiya tha itna important nahi tha lekin phir bhi

Haseena is shocked and dont know what to say she look at ahmer and then said sir hum apsa shaadi nahi karsakta

Anubhav stand up and said keyun haseena jee kya ap humsa abbhi naraaz hain ???

Haseena said sir naraaz apnon sa hua jata hai aur humna kabhi apko apna nahi mana sir just aik senior samjha hai kabhi apsa pyaar nahi kiya aur apka bara mein aisa nahi socha and secondly

Anubhav ask aur kya

Haseena said me....meri engagement already ahmer sa hochuki hai aur meri marzi sa hui hai kuch arsa mein shaadi bhi hojayegi

Anubhav ask kya apna kabhi hamara liya kuch mehsoos nahi kiya

Haseena said nahi sir kabhi nahi

Anubhav silently went from there

Next day

Anubhav did not also come to office next day they get to know ka anubhav na transfer leliya and now matka dsp is here

Continue Reading

You'll Also Like

3.6K 307 9
"If there was a story on them, as we wished for,"
8.1K 967 31
Ye story special @PragyaSrivastava624 ji k liye likhi gyi h.
36.6K 6.4K 35
You all can derive the story from the title itself. Keep Supporting for more Kareena Story With Gratitude RJ
4.2K 289 17
Nothing to say, As usual...