intertwining creepers: Foes t...

By Madhu-123

1.5K 143 37

Hi guys, this story is about Avneil and Riyali. How these four different people end up becoming a team ..alt... More

Intro & Characters
New Relations- good & Bad!!
Reality Differs!
Questions?
Challenges- 1
Challenges-2
All have their own plans
STRUGGLING BENEATH -1

STRUGGLING BENEATH-2

48 4 0
By Madhu-123

HI readers,

''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''

Juhi: Hi! Good morning. Sab yaha he. (To Neil specially) Good Morning Neil.

Mitali: Lo jise mujhe milna tha, wo aa gayi. Hi, Juhi. I am Mitali, hope u remember me. Uss din hum sabne milkar thumhe save kiya aur ragini pandit ko arrest kiya tha. Yaad he na?

Juhi: Ha Yaad he! Mujhe Aapko thanks kehna tha. Thank you so much. Per mujhse kya kaam he.

Mitali: wo Ragini pandit ki poori network ko khatam karne ki orders he. Tho isi silsile me kuch pooch thach karni thi. Aur thumhe jo patha wo hume batha dena baaki sab hum handle karlenge!

Juhi: Mujhe zyaada patha nahi he. Per jo kuch bhi mujhe maalum he me aapko batha dungi.

Mitali: yehi mere liye khaafi he!

Neil: Well, nice ha. Tho phir iss investigation tho ek din ki nahi hoga? Tho phir me mom bathake guest room ready karvadu tere liye?

Just then Ali enters the room:

Ali: uski zaroorath nahi! Mitali humare ghar me reh rahi he.

Avni: Ali! Thum!

Prakash: Arey Bhai! Humne Kya kaas kiya he. Aaj humare sab bacche humare saath he.

Mitali: Hey Ali! Thum ab kyu aye ho? Waise mere kaam katham nahi hua!

Ali: thumhare liye nahi. Avni ko pick up karne aya. Aur thumahara Mobile ghar me bhool gaye ho. Nanno ne bathaya ki Subah se baj raha he. Isiliye le aaya.

Neil: Mitali, Thum Ali aur Nanno ke sath kyu yahan kyu nahi? Naam ke lihye tho best friend me! Per aaj kal thum sirf Ali ka Madath hi le rahe ho! Kya bath he bohot gahri dosti ho gayi aap dono ki.

Mitali: Neil don't tell me you are jealous! Me galat mathlab nikal loongi. Avni ye me kya sun rahi hoon? (Smiling)

Swetha: Oho! Ali betas! Come & have breakfasts!

Ali: Ha! Ji Aunty! (Looking straight at Avni and Avni gestures him to sit)

Avni: Galat matlabh mat nikalna Mitali, wo Ali ko miss kar raha he. Apni eklouthi best friend he na!

Neil( gives a wink to Avni): See, Avni got it. Thumhe kya laga bandar tere liye feel kar raha hoon? (Laughing out aloud)

Mitali: oho! Jab training kar raha tha thab tho me hi best friend hotha tha. Ab ye kya aa gayi ..?

Juhi (feeling annoyed): In sab logon se pehle tho me thumhara best friend aur girlfriend tha...!

All suddenly look at her. Swetha little suspicious!

Juhi (slightly changing her expression to normal): He na Neil.

Neil: Ha...( little shocked with juhi's outburst)...

Neil: (Then changing into normal) thum theeno mere best friends ho yaar! Waise mere liye itna ladaayi great!

All laugh awkwardly.

Swetha: Beta Juhi, Pehle thum best friend aur Gfs bhi the, phir Mitali se dosti ho gayi and best friend ban gayi. Badme Jab se Naukri karne lagi thab se Ali hi Neil ka best friend and Ab Neil Avni se shaadi ki. Tho rahe baath dost ki tho Dost tho Dosth hi rahenge.. chahe jitna bhi time guzre. Lekin Ab Neil ke life me patni he, wo he Avni, jo kabhi bhi badalne wali nahi.. So Gfs ki baath karna bekaar he na?

Juhi was annoyed to listen her but smiles awkwardly.

Again, maahol awkward ho jatha he sab ke liye. Lekin Ali was little satisfied with her reply because he didn't like Juhi stating her past with Neil at that time.

Prakash: Swethaji aap kyu beech me bol rahe. Bachhe bas hasi mazak kar rahe he! Khaama kha maahol serious kyu kar rahe ho?

Swetha: arey Prakash ji! me tho serious hi bol raha hoon. Jokes ki time hoti he.

Prakash: arey!!( he gestures swetha to stop but Swetha doesn't pay attention to it)

Prakash: Achha bachha log! Bathe badme, khaana finish karna pehle. Ali beta thu bhi aaja!

Ali comes and joins and everyone finishes their breakfast. Ali and avni leave to Café. Neil leaves to his work.

Mitali and Juhi leave to guest room for interrogating her.

Swetha tries to follow them but Prakash stops her takes her to other room.

Prakash: ye aap kya kar rahi thi, swetha ji?

Swetha: maine kya kiya?

Prakash: Breakfast ke time jo kiya, uske baare me keh raha hoon.

Swetha: kuch bhi galat nahi kiya, Khanna sahab! Mujhe laga jitna jaldi past ko bhool jathe utna hi achha hoga sab ke liye. Especially, Juhi, Avni aur tillu ke liye, isiliye aisa kaha maine.

Prakash: me aapke soch samaj saktha hoon. per bechare juhi ka haal bhi dekhna he na? Unki zindagi ki ek incident ki wajah se unhe bohot kuch dekhna pada!

Swetha: unke liye bhi socha ji. Unhe jaldi apni past ko bhool jana he. Wo abhi bhi apne aapko Neil ki best friend and girlfriend ki tharah pehchana galat hi hua. Ab use sirf Neil ki dost hi rahna he. Isiliye...

Prakash: Per Swetha ji...

Swetha: ji please. Wo zaroori tha isiliye maine kaha! Is ke baare me, me aur explanations nahi doongi. Aap office jayiye.

Prakash: teek he. Aap jo chahe wo karna. Wo me bhool gayi, kal bebe aa raha he. Wo Ranas ki shaadi kal complete ho gayi. Aaj reception ho jayega tho phir wo kal ke train se aajayega.

Swetha: oh my gods! Ab me zaroor busy hoon. bye!

Prakash: arey..! (smiling) bye swetha ji.

Ali listens to this conversation when he comes back to take his bike keys which he forgot to take.

MITALI INTERROGATION:

Mitali switches on recorder in her phone.

Mitali: Tho aap khud ko introduce karogi

Juhi: ji me Juhi. Neil ke girlfriend & best friend..

Mitali: not like that Juhi... say you are a victim to Ragini pandit Naam dene ki zaroorat nahi. Me phir se on karungi.

Juhi: Namaste, Me Ragini pandit ki victim hoo.

Mitali: tho ab se me aapko Miss 'K' karke bulaungi. Tho phir "Miss K" aap Ragini pandit ki jaal me kaise phas gayi.

Juhi: saath saal pehle jab me apne boyfriend se milne ke liye jaa rahe the, thab raasthe me ek insaan behosh pada he. Me apne car se niche aake uske paas jaane ki koshish kiya. Thab hi achanak ... achanak kuch log aake mujhe pakad ke mere hi car me daal ke mujhe kidnap kar diya.

Mitali: kya wo behosh hua insaan us logon se shamil he kya?

Juhi: Mujhe nahi lagtha aur mujhe patha nahi. Maine uske chehra thak bhi nahi dekha. per uss logon ne uss insaam ko gasset ke road ke side me chod diya tha. Badme mujhe mere car ke saath le gaya.

......

JUST THEN they listen to breaking of glass and look to see DD standing there.

Mitali (in very low voice): DD! (in gestures) kya kar rahi ho yahan?

DD is in shock to respond. Mitali notices that and pauses the recording.

Mitali: thum yahan kya kar rahe ho? Kuch kaam tha DD?

DD: Ha!! (Recovering from shock and realizing his surroundings) sorry Ma'am! Wo... wo... ha kal aap office me apna recorder and laptop bhool gaya tho wo laaya. Bas!

DD was about to come forward.

Mitali: DD! Wait! Niche kaanch he. Sambal ke. Dhyaan kahan he tera? Mere paas phone he na, recorder ki zaroorath nahi thi. Per laptop laane ke liye thanks, saath me report bhi khatham kar doongi.

DD: I am sorry Ma'am. Me saaf kartha hoon.

Swetha: Oh my gods! DD! Ye kya kiya?

DD: Aunty ji! Sorry wo me saaf kardoonga!

Swetha: thu kyu saaf karega? Bheema he na. Bheema! Yahan saaf karna. Aur thu sambal ke chalna. Me aap logon ke liye juice and water bhi bhijwatha hoon.

DD handovers recorder and laptop to them. While leaving from there he looks at juhi once again and leaves from there.

Juhi continues her interrogation and asks a lot questions about how they treat the women there, people who were involved in it...

Mitali: Yaar ye tho prove karega ki usne sach me human trafficking kiya he. Lekin mujhe ye proof chhiye ki, ye kaam danda aur koi shamil he ki nahi. thumhe koi tho yaad ho ga jisne iss poora network ko help kiya ho? Ya, aisi koi place, person. Ya tho kuch bhi jo frequently bathe karrthe ho !! kuch bhi ju.. miss K?

Juhi is fidgeting with her fingers.

Mitali: Koi baath nahi, Miss K. Relax and bathao.

Juhi: Woh, ragini ka beta. Wo bahot pahunchi hui admi he. I don't know exactly what he does. Per uska naam Vid... Vi se kuch he. Itna hi mujhe patha.

Mitali: Vi... se naam! Aur ragini pandit ko beta he?

Juhi: Ha! Aur bahot pahunchi hui admi he. Aur bahot katharnak bhi. Kyun ki jo log uske aas paas rahthe use dekthe hi lagega ki wo kuch danger type ki log he.

Mitali: Okay. Aur thumne use kabhi mila?

Juhi: Nahi!!!!

Juhi was fidgeting with her fingers. Mitali gets call. She turns off the recorder and goes out to take call.

Juhi (to herself): ye thumne kya kiya Juhi? Achha he ki Uska naam pura nahi liya? Nahi tho me phirse koi problem me nahi padna tha! Ha ! Ye karthi hoon!

Mitali comes back. By that time Bheema brings juice and leaves. Juhi anxiously drinks the juice.

Mitali: Kya hua, Juhi? Zyaada tensed lag rahe ho? I think thumhe rest karna he. Aaj ke liye yehi kaafi he. Thum stress mat lo.

Juhi: Ok. But ek aur bath! Ye record mat karna. Maine suna he ki manali ke aas paas ek gaav he. Waha shayad kuch info. mil jayega.

Mitali: ok. That's a good lead. Hum humari officers ko wahan bhejenge.

Juhi to herself: I hope ye log sahi gaav me chale.

AT AIRPORT:

Some unkown person from back (in phone): See Mr. Kapoor, mujhe mere kaam mat sikhana. Me jo kahunga wo karna aap ka kaam he! Agar itna karna aap se nahi ho payega tho mujhe aap ko kaise iss kaam karvana he, me bahot acche se jantha hoon. I hope aap baath waha thak nahi badaayenge. Get that.

His secretary: Sir! Bahar bahot public. Aap ke elections ki jeeth ke liye humara party aur apke kuch fans aaye he.

OUTSIDE AIRPORT:

Reporter 1 : Sir! Vidyut sir! Congratulations sir. Itni kam umar me aap MLA ban gaye! Aap jantha se kya kehna? Aur manali me aap vacation ke liye aaya ya kuch kaam me?

Vidyut is revealed and his party members put garland and welcome him to manali.

Vidyut: Hum public bohot dhaynavaad kehna chahunga, ki unhone humpe ye zimmedaari deni ki vishvaas kiya. That's all I could say. Baaki sab mere kaam se bathana chahtha hu ki me kis tarah ki leader ho.

Vidyut was about to leave, just then another reporter:

Reporter 2: Vidyut sir, aapke personal life ke baare me zyada nahi janthe he. Kuch log aapko anaadh kehthe aur kuch log aapke family illegal dandhe karthe aur sharam ki wajah se aap use chupathe he? Kuch log ye bhi keh rahe he ki aapke shaadi bhi hua he?

Vidyut gets angry and makes a fist ... but his PA stops him . Vidyut then calms himself and answers...

Vid: Dekhiye, mere bhaare me log kya kehthe ye me kabhi seriously nahi liya. Mere life open book he. Agar aapko doubt he tho 3 days me mere MLA hone ki party he, jo mere party ke log rakha he. Aap sab waha aa sakthe especially aap (pointing the reporter 2). Mr. krishna, yaha sab logon ko invitation bhejna. Aap sab aayiye. Aur agar aap nahi aayi me samjungi ki aapko sirf gossip likhna pasand he sach janna nahi.

Random reporters: Vidyut sir! Vidyut sir!

Vidyut boards his Car and reaches his estate.

Before MP could welcome him. He smashes his phone and says

Vidyut: bloody reporter!.. Mr. krishna, unhe invitations bhejo.. jo mujhe mere family ke bhaare sawal kiya wo tho party me dikhna nahi chahiye!! Samaj gay?

Krishna: Ji Sir!

MP: Dekho beta, tumne bohot accha answer, use chod do na. reporter he!

Vid: Tho! Waise maine achha kaam kiya , per aapne achha kaam nahi kiya! Mere maamuni..

Mp immediately stops him and orders everyone to leave

MP: beta, thume family he. Ye bath tho kisi ko patha nahi. Tho zara dhyaan se. ab ghar me bahot sari politicians he.

Vid: tho sab logon ko yahan se bhej do. Kyun ki jo me discuss karna chatha hu. Wo mere liye sabse important bath he. Jab thak me fresh hoke aatha hu thab thak poore party ki log yahan se jaana hoga! Krishna! Use ke liye room thayar karo aur khana banao.

Krishna: Ji sir!

Mp: kaun aa raha he. Sach me viyut ki shaadi hui kya?

Krishna: MP sir, Vidyut sir ki guest he. Agar aapka jaan apko pyara he tho sawal zara kum poochna.

Mp glares at him.

Mp's Pa: MP saab! Ye kya he ! wo sirf ek PA aur aapse itni badthameezi?

MP: Bas! Hume uske paisi ki zaroorath he! Usise hume matlab he. Tho zara dyan se bath karna.

ELSEWHERE AT CHAMKO CAFÉ:

Ali still remembering his meeting at Riya's university and is in his thoughts.

Avni observes that and comes to him.

AVNI (tapping on Ali's shoulder): kaun ? ya kya?

Ali (confused): what?

Avni: humari Chamko café se zyada important... kaun agar insaan he tho? Kya agar koi aur bath he tho?

Ali: kuch bhi nahi he. Aur important tho bilkul bhi nahi. Aur tho aur thujhe tho bilkul bhi nahi he.

Now Avni is confused.

Ali: matlab kuch bhi nahi he!

Avni: tho phir dhyaan kahan he tera? Abhi abhi renovation ki chakkar me do din café band pade he. Aaj khula he tho kaam me tere dhyaan nahi! Kyaa yaar Ali?

Ali: wo meri Ammi! Kuch nahi!

Just then they receive a post.

Avni receives it and open it and screams happily.

Ali: ab thume kya hua? Don't tell me thum maa banne wali ho?

Avni: Ali! Shut up !

Ali: reaction tho waise hi de rahi ho jaise daily saop shows me heroine dethe he jab unki pregnancy ki news athi!

Avni: Thu wo shows dekhna band karo. Thabi thumhara dimaag kaam karega! Hume naya catering contract mila he. Wo humari brand ko expand karna tha na? maine humara brand register kiya aur kuch contracts ke liye bids bi submit kiya. Us me se ek bahot bada event management company multiple states me multiple events kar raha he. Tho hume chance mila he.

Ali (was awstruck with the news): What! Avni wow thum kamaal ho yaar. Ye sab kab kiya?

Avni: idea tho bahot pehle se he. Wo riya ki wajah se. badme maine thoda research karke and poora process jaan ke kardi.

Ali: ab iss kushi uska naam kyun liya?

Avni: Ali! Not fair. Such me unhone hi bathaya ki chamko café ko brand bana sakthe karke. Uski kuch high class dosthon ki parties aise choti choti business apne brands ko promote karthe karke.

Ali: whatever! Pehle ye tho batha kahan he ye event?

Avni: Places tho manali, Munnar aur other hillstations me he. Maine manali, coorg aur Munnar ki jagaho me apply kiya.

Ali: What! Per wahan tho humara café nahi he

Avni: physically tho nahi he, per mene kuch jugad kar diya. Ab jab order mill jayega wo thumhe phone karega. Thab hume exact jaga patha chalega. Aur hum thab kuch temporarily arrange kardenge.

Ali: bahot risky hoga na?

Avni: risk he tho hi return he na! bas thum event pe dhyaan de. Jab ye click hogi na thab humhara café ko expand karna asaan hoga.

Ali: tho order aur place kya he?

Avni: bathaya na wo thumhe phone karke batha dega! Ali? Riya ke baare me kuch patha chala?

Ali (immediately turns away not facing avni): koshish kar raha hu. Abi thak kuch patha nahi chala. Mitali bhi help kar rahi he na!

Avni (sighs): ok!

AFTER SOMETIME AT VIDYUT' S ESTATE:

Mp convinces the other leaders to leave from there and they leave from there in their car. Just then another car enters. By then all tha party members left. And guards close the gates.

From the other car, enters a Child.... "MISHTI"

"""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""

I know very late update but long one. Hope you like it.

SPOILER ALERT:

Well our favourite doctors are going to join , hope you understood whom iam referring to. How is it happening - check my other book Friend to my Prince Charming too.

""""""""""""""""""""""""""""""

Do drop your thoughts, suggestions and complaints in comments below.

Continue Reading

You'll Also Like

52.9K 4.7K 24
Peep to know about the story becouse it's secret 😉 (UNDER EDITING) Highest ranking - #3 in AvNeil (08.06.19) 😄 #1 in SecretLoveStory #3 in ZainIm...
24.2K 2.9K 40
It is the story of Avni and Neil. Their love story was not an easy one. Their life went through a lot of challenges. This is written more like a sc...
116K 13.8K 81
Marriage is the noblest bond between two individuals. Arrange Marriage is good. But SURPRISE MARRIAGE is amazing. It's like an adventure when you Do...
192K 14.8K 54
"She is not my type, please " he said with an discourteous tone, spoke nonchalantly tying up his sport shoe laces. His left foot supported above the...