Teri Meri Kahani

By the_aromer

29.5K 2.6K 1.2K

This book contains OS/TS on SaiRat Give a try!!! More

VICTORY OVER EVIL
I HATE THAT I LOVE YOU
JUST YOU AND ME
FACING THE PAST
I AM WITH YOU
I ONLY LOVE YOU โค
TRUE LOVE
BREAKING THE SILENCE
QISMAT ๐Ÿ’”
A Girl in Red
Tere Mere Darmiyan
A Letter to My Loveโค
Pehli Nazar ๐Ÿ‘€ โค
Missing You!!
The Phone Call
My Baby
Special days.
Best Friends on Date

ALWAYS WITH YOU

1.5K 139 88
By the_aromer

This OS requested by AryaRananaware730

__________________________________

🔹Sai and Virat married at the same circumstances as shown in the show.

🔹Samrat divorced Patralekha for his happy life.

🔹Family was not happy with his decision...

🔹Sai has a best friend named Nandini.

🔹Nandini is a lawyer.

🔹Samrat and Nandini loves each other.

♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦

Samrat takes Sai and Virat to a cafe.

'Dada hum yaha kyu aaye hai????' asked Sai

'Wahi to jeeva bta na... ' asked Virat..

'Thodi der ruk ja sab pta chal jayega... ' said Samrat

'Pichle 15 minute se baithe hai yaha.... ' said Virat

'Haa aur kuch khaya bhi nahi hai..' added Sai with a pout

'Arey Sai agar hum uske aane se pehle kha lenge to usse bura nahi lagega... ' said Samrat

'Haa dada thik hai main samajh gayi ' she said

'Lo wo aa gayi... ' said Samrat

They looked at her.....

'Nandu.... Tu yaha kaise... ' asked Sai

'Wo.... ' she looked at Samrat nervously....

'Maine tum dono ko yaha Nandini se hi milwane ke liye hi bulaya hai... ' said Samrat...

'Par main Nandini ko pehle se hi janti hu... Or I think Virat bhi jaante hai.... Par dada aap kaise jaante ho' asked Sai...

'Wo... Main... Main Nandini se pyaar karta hu....' he said closing his eyes...

Sai and Virat looked at him in shock...
They looked at each other...

'Ye sab kab se chal raha hai... '  asked Sai

'Pichle 6 mahine se... ' said Samrat

'Aur tune mujhe batana zaroori nahi samjha ' asked Virat

'Nahi Shiva , Sai aisi baat nahi hai.. Hum pehle khud sure hona chahate the ki hume iss rishte ko aage le jana hai ya nahi...' said Samrat..

'Hum pehle ek durse ko janna chahte the... Ek dusare ke pasand napasand .... Ek dusare ke sath adjusted kar payenge ya nahi... Ye sab find out karna chahte the.... Isliye.. ' said Nandini

'To aap logo ne kya decide kiya?? ' asked Sai

'Main Samrat se shaadi karne ke liye tayar hu... ' said Nandini

They smiled widely...

Sai hugged Nandini...

'Bhut sahi faisla liya hai tumne Nandini dada se behtar jeevan sathi tumhe nahi mil sakta hai....' said Sai..

'Wah Jeeva tu to bada chupa rustam nikla... ' said Virat and hugged him...

'Main tere liye bhut khush hu...' he said...

'I hope badi Mami ko koi problem na ho.... ' said Samrat...

'Mujhe nahi lagta Jeeva.... Waise bhi Nandini jald hi sab ke dil me apne liye jagah bana legi.... ' assured Virat...

'Hame jald hi Nandini ko sabhi ghar walo se milwa dena chahiye..' suggested Sai

'Haa bol to tum thik hi rahi ho... Waise agle Sunday kaisa rahega...' asked Samrat...

'Main free hu... Tum chaho to main tumhari family se mil sakti hu... ' said Nandini

'OK done...'

They chit chat for some time and then go back to their home...

Next Sunday,

Sai was preparing delicious foods in the kitchen when Ashwini came to kitchen...

'Kya baat hai Sai bada... Aaj itne ache accha pakwaan kyu bana rahi ho... Koi aane wala hai kya... ' asked Ashwini

'Haa Aai aaj ek bhut important mehmaan aane wala hai hamare ghar par... ' said Sai happily...

Then only the bell rang....
Sai happily went towards the door but before her Karishma opened the door...

'Kon hai Karishma?? ' asked Bhavani

'Kaku koi ladki aayi hai... ' said Karishma..

By the time everyone gathered in the hall along with Virat and Samrat...

'Kaku ye meri friend hai Nandini...or ye ek lawyer hai... ' she introduced her...

'He bhagwan... Iss ladki ne sach me to ham par case nahi kar diya or abhi lawyer le kar aayi hai...'  said
Sonali

Before Sai could answer Omkar interrupted

'Maine to pehle hi kaha tha... Iss ladki ka koi bharosa nahi hai... Aaj kar diya na isne ham par case... '

'Arey aap log uski baat to sun lo... ' said Virat

'Ae Jungali mulgi kya hai ye sab... ' asked Bhavani

'Kaku... Maine koi case nahi kiya hai... Maine to bas Nandini ko khane pe invite kiya hai... Taki ye  aap logo se mil le... ' finally Sai said..

Nandini was feeling little awkward by their behaviour...

'Ye log aise hi hai... Abhi aadhe ghante tak chalega... Aap kaho to aapko juice la kar du... ' whispers Karishma

Nandini laughed...

'Ae Jungali Mulgi ye koi hotel ye resturant nahi hai jo tu kisi ko bhi khane pe bula legi... ' argued Bhavani

'Badi Mami.... Nandini ko Sai ne nahi maine dinner pe invite kiya hai.... ' said Samrat

'Main puch sakti hu kyu?? ' asked Bhavani

'Kyunki.... Main aap logo ko Nandini se milwana chahta tha.. ' he said

'Lekin Samrat tum hame Sai ki dost se kyu milwana chahate ho... ' asked Ninad

'Ninad mama... Kyunki main Nandini se pyaar karta hu or shaadi Karna chahta hu... ' confesses Samrat

Everyone became shock excluding Sai Virat and Nandini...

'Kya bakwaas hai ye Samrat ' said Bhavani angrily

'Bakwaas nahi Mami... Main Nandini se pyaar karta hoon or shadi karna chahta hu... Isliye main chahta tha ki main aap logo ko isse milwa du... ' said Samrat

'Koi aur nahi mili tujhe... Rang dekha hai iska... Saawli hai ladki... Log kya kahenge.. Ki Chavan khandaan ki bahu aisi dikhti hai...arey Patralekha jaisi bhi thi... Kitni khoobsoorat thi... ' said Bhavani..

Nandini felt bad....

'Aapko kya pta kaku....kitna make up karti thi... Aadhi almari to make up products se bhar kar rakha hua tha unhone...ek din raat ko bina make up wala chehra dekh liya tha raat bhar bure sapne aa rahe the...' said Karishma and everyone glared at her...

'Kaku... Ye aap kis tarah ki ghatiya baatein kar rahi hai... ' said Virat..

'Main ghatiya baat kar rahi hoon... Arey iss ladki ko dekha hai... Isse to kitna bhi make up kar do ye kabhi iss parivaar ke layak nahi ban payegi.. ' said Bhavani

'Bas badi Mami... Main Nandini ke khilaf ek shabd bhi aur nahi sununga....' said Samrat

'Bilkul sahi keh rahi hai Kaku... Ye kabhi iss ghar ke layak nahi ban payegi kyunki yaha ke logo ki mentality gutter se bhi jyada maili hai...' said Sai

'Ae ladki apna muh band kar.... ' roared Bhavani..

'Chillana mujhe bhi aata hai... Aur jis ladki ki aap baat kar rahe hai na.... Wo ladki ek padhi likhi lawyer hai phir bhi aapki bakwaas chup chap sun rahi hai sirf apne pyaar ke liye...waise bhi ye dono adults hai chahte to aapko bina bataye bhi ye shaadi kar sakte the lekin apne bado ko batana zaroori samjha... ' said Sai in loud voice...

'Ye shaadi kabhi nahi ho sakti... ' declared Bhavani..

'Shaadi to ho kar hi rahegi... ' she said in the same tone....

'Badi mami...maine hamesha aap logo ko apna samjha hai lekin aaj jo aap keh rahi hai ye mujhse nahi ho payega.... Main Nandini se pyaar karta hu or shaadi bhi ussi se karunga.... ' declared Samrat and went from there...

Nandini also went back...

Sai and Virat came back to their room...

'Ab hum kya karenge Sai?? ' asked Virat...

'Wahi jo Devi Tai ke time kiya tha... Par iss baar hum court marriage karwayenge.... Aaj sunday hai ab jab court khul jayega tab hum unn dono ki shaadi Karwa denge... ' said Sai...

'Par Sai gharwale.... ' asked Virat..

'Duniya bhaad me jaye mujhe koi fark nahi padta hai.. Ye aise gharwaalo se accha hai gharwale na ho.... Unme se kisi ka muh nahi khula Kaku ke khilaf... ' she said...

Virat glared at her....

'Dekhiye Virat sir aapko bura lag sakta hai... Lekin ye fact hai... Aapki family bhut hi selfish or ghatiya soch wali hai.... Kisi ko khandaan ki izzat ke alawa kuch nahi padi hai... Kisi ki khushi matter nahi karti yaha...maine dekha hai Aai ko humiliate hote hue... Par Sonali kaku.. Unko dekha hai apni izzat ke sath compromise karte hue nahi na kyu kyunki wo amir family se belong karti hai... Waise galati Aai ki bhi hai wo kabhi apne liye awaaz nahi utha payi.... Phir aap mohit ko dekh lo....
Kehne ko to sabse chota hai... Chote to ghar ke ladle hote hai chahe wo kaise bhi ho lekin aapka parivaar usse koi izzat nahi deta kyunki wo kamata nahi hai... Ab aap hi socho maine kya galat bola...hai na wo log selfish.... ' she said and went from there...

Her words made him think again... All the things she said was true....

Next Day,

Sairat, Samrat and Nandini went to court along with Nandini's parents..

They fulfilled all the formalities and signed the marriage form...
They were declared husband and wife...

They came home....

'Wahi ruk jao... Mere mana karne ke bawajood tum logo ne ye sab kiya...tumhe sharm nahi aayi.. ' said Bhavani angrily..

'Kaku humne koi chori thodi na ki hai... Jo hame sharam aayegi.. ' said Sai uninterestingly...

'Ae ladki ye sab tera hi kiya dhara hai... Tune hi iss ghar ke sabhi logo ko bigad kar rakha hai... ' she was about to slap her when someone held her hand....

'Sochna bhi mat kaku...meri biwi ko hath lagane ke bare me... ' he roared....

(PS: Waise to nalle se kabhi ye hoga nahi par let's imagine it...)

'Virat tu uske liya hamare sath aise behave karega ....' asked Bhavani furiously

'Haa Kaku waise bhi aap logo ka hamesha Sai ke sath bura hi bartav kiya hai.... Or maine bhi chup chap sab sun liya par ab aur nahi... Maine he faisla liya hai ki main or Sai ye ghar chor kar jaa rahe hai.... ' he declared making everyone shock including Sai

He immediately packed their bags and came down...

'Aai baba aap log hamare sath chaliye... ' said Virat..

'Nahi Virat... Tum log jao... Main aur Ashwini kahi nahi jaa rahe hai... ' said Ninad

'Jaisi aapki marzi.. ' said Virat and held Sai's hand...

'Ruk Shiva... ' Samrat stopped them....

'Kya hua Jeeva....' aake Virat

'Main aur Nandini bhi tum logo ke sath chalenge  ...' said Samrat...

They left Chavan Nivas along with Mansi bua....

They lived happily together without any drama.....

~ THE END~
...................................................

VOTE!!

COMMENT!!

WILL MEET SOON!!

Continue Reading

You'll Also Like

15.6K 325 11
A 16 year-old human, living the life, single, and happy. They volunteer at a Animal rescue facility. Ever since they were born, Y/n always had a liki...
1.1M 40.6K 93
๐—Ÿ๐—ผ๐˜ƒ๐—ถ๐—ป๐—ด ๐—ต๐—ฒ๐—ฟ ๐˜„๐—ฎ๐˜€ ๐—น๐—ถ๐—ธ๐—ฒ ๐—ฝ๐—น๐—ฎ๐˜†๐—ถ๐—ป๐—ด ๐˜„๐—ถ๐˜๐—ต ๐—ณ๐—ถ๐—ฟ๐—ฒ, ๐—น๐˜‚๐—ฐ๐—ธ๐—ถ๐—น๐˜† ๐—ณ๐—ผ๐—ฟ ๐—ต๐—ฒ๐—ฟ, ๐—”๐—ป๐˜๐—ฎ๐—ฟ๐—ฒ๐˜€ ๐—น๐—ผ๐˜ƒ๐—ฒ ๐—ฝ๐—น๐—ฎ๐˜†๐—ถ๐—ป๐—ด ๐˜„๐—ถ๐˜๐—ต ๏ฟฝ...
401K 34.7K 108
Two strangers.... Unknow to their destiny.... Met at a usual place.... Both mere strangers used to meet daily... Will fall in love???? Or will remai...
196K 4.1K 46
"You brush past me in the hallway And you don't think I can see ya, do ya? I've been watchin' you for ages And I spend my time tryin' not to feel it"...