ᴀʀʀᴀɴɢᴇᴅ ᴍᴀʀʀɪᴀɢᴇ

By sairatdestiny

4.5K 440 170

Sai : An arrogant girl who doesn't have anyone in her life except her father who is a police officer. Has dre... More

ɪɴᴛʀᴏᴅᴜᴄᴛɪᴏɴ
F͏i͏r͏s͏t͏ M͏e͏e͏t͏i͏n͏g͏
New Beginning
Precious Time
First Impression
College Drama

M͏a͏r͏r͏i͏a͏g͏e͏: w͏a͏s͏t͏e͏ o͏f͏ t͏i͏m͏e͏

849 87 24
By sairatdestiny

At Nagpur Medical College:

Aniket(AK) : Yaar, Ajinkya aaj ka lecture kitna boring hain. Chal na bunk marke kahi ghumne chalte hain.

Ajinkya(AJ) : Tujhe toh waise bhi jyadatar lectures boring hi lagte hain. Chup chap beth aur padhne lag aur nahi padhna toh mujhe padne de.

Aniket : Kaisa dost hain yaar tu, dhikar hain esi dosti par.

Sai who was, sitting ahead of them gets irritate by them. As, she wasn't able to concentrate on lecture.

SJ(irritatey) : Agar tum dono ka ho gaya ho to mei thoda padh lu. Kyunki kya hai na tum dono ke hote hue, yeh toh na mumkin hain.

Ajinkya : Mei toh kuch nahi bol raha, yeh Aniket hi hain jo kabka disturb kiye ja raha hain. Na khud padh raha hai aur na dusro ko padne de raha hain.

Aniket : Yaar, tum log kitne boring ho, kabhi toh bunk mara karo class. Tumhe kya pata iski bhi ek alag maza hain.

Here, professor noticed them talking he was about to scold them but he noticed that his lecture had got over.

Professor : So, students today's class over here only. Hope, you understand all the topics very well. We will discuss further in our next class, Thankyou.

All students : Thankyou Sir.

Professor : And yes, Aniket, Ajinkya & Sai come in my office, I want to talk with you.

Trio(sadly) : Yes, sir.

Professor leaved the class. And here trio started blaming e/o.

SJ(angrily): Dekha, tum dono ki wajah se ab mujhe bhi sir ki dant sunni padegi.

Ajinkya(disappointed) : Yeh sab is Aniket ki galti hain, jiski saza hum dono ko bhi bhugatni padegi.

Aniket : Ab isme meri kya galti...

SJ : Bas ab yaha bhi shuru mat ho jao aur chalo jaldi varna pata chala late ane ke karan sir aur gussa ho jaye.

With this the trio moved to professor's office, where thay got scolded by him for not concentrating in lectures & doing masti.

At Police Station:

VC : Haan, aai meine nashta kar liya hain.

AC : Acha hain, meine aaj khas tere liye tere pasand ka khana banaya tha, bata kaisa tha.

VC : Are aai yeh bhi koi puchne ki baat hain aapke hathon ki bani hui har ek chiz mere liye swadisht hain.

AC : Toh ghar time se aa raha hain ki aaj bhi late?

VC : Apko toh pata hain ki meri duty hi esi hain ki mein jaldi ghar nahi aa sakta.

AC : Kya golu kabhi toh jaldi aa kar apne parivar ko bhi thoda time de diya kar, ki sara pyaar aur time sirf Bharat Mata ke liye hi hain.

VC : Kya aap bhi aai, acha mein koshish karunga jaldi ane ki bas.

AC : Thik hain mujhe tujhse ek jaruri baat karni hain.

VC : Kahiye kya hua koi pareshaani hain.

AC : Ha woh tujhe Reema mami yaad hain...

VC : Haan, woh badi nani ke bete ki bahu jo mujhe apki tarah golu kehti thi.

AC : wohi.. woh tere liye usne ek ladki batayi hain shaadi ke liye uski saheli ki beti hain. Bohot sundar aur sanskari hai.

VC : Toh isme mein kya karu aur aapko pata hai ki mujhe shaadi nahi karni, phir kyu.

AC : Golu sun toh ladki bohot achi hain.

VC : Aap mili unse.

AC : Nahi

VC : Toh aap kaise keh sakti hain ki voh sanskari hi hain.

AC : Acha jaisi teri marzi aur waise bhi aajkal kaun sunta hain iss budhi maa ki baat, aaj tak kuch nahi manga aur jab mang rahi hu toh koi mana kar raha hain(emotional blackmailing hi rahi hain).

VC : Acha thik hain pehle aap jakar ladki dekh toh lijiye kya pata aap khud hi mana kardo (🤣🤣🤣).

AC : sachi tu taiyaar hai, mein aaj hi baat karti hu aur phir tujhe batati hu.

VC : Ji aai. He cut the phone.

Sai's Home:

KJ : Beta ekbaar dekh toh le ladka acha hain.

SJ : Abba apko toh har ladka acha hi lagta hai. Mujhe nani karni shaadi. Mujhe toh apke saath aur apke paas rehna hai.

Sai puts his head in her father's lap.

KJ : Lekin bada, yeh dastoor hain duniya ka.

SJ : Mein nahi manti aur kyu karu mein shaadi? Mein ese hi thik hu.

KJ : Bada, zindagi mein har kisiko ko ek saathi chahiye. Jo unko samjhe, unke dukh batein, unki khushi mein shamil ho aur jo har dam unka saath nibhaye.

SJ : Par Abba...

KJ : Par war kuch nahi ek baar mil lo waise bhi kal sirf lake ki maa aur unke kuch parivaar wale hi ane wale hain. Tu bas shaam ko aa jana thik hain.

SJ : Ab kar bhi kya sakte hai, thik hai aa jaungi shaam ko.

Sai hold's his hand and kissed it. Her Abba also kiss on her forehead.

Next Day in Evening

KJ : Sai jaldi taiyaar hoja woh log aate hi hongey.

Meanwhile their house doorbell rings, he goes to open the door & greet them.

KJ : Namaste aap log aaiye na.

Guest : Namaste

KJ : Aap log bathiye mein Pani lekar aata hun.

UM : Are aap rehne dijiye, mein lekar aati hun.

AC : Namaste, mei hu Virat ki aai Ashwini. Yeh hain Virat ki vahini, Sonali. Aur yeh hain Mansi Tai.

BH : Aur mein hu Chavan khandaan ki mukhiya, Bhavani Chavan.

KJ : Namaste, mein hu Sai ka baba Kamal Joshi.

AC : Vaise Sai kaha pe hai, kahi dikh nahi rahi?

KJ : Ji abhi bulate hain, mausi sai ko lekar aaiye toh.

Usha Mausi moved towards Sai's room & called her.

UM : Chal bada tujhe niche bula rahe hain.

SJ : Ek min Mausi.

She then arrives. Bhavani is really happy to see her as she looking beautiful without any effort also. She wore a simple salwar suit with red dupatta.


She touches feet of all the elders for blessings.

BH : Khush raho beta, bahot achi lag rahi ho. Ekdam radha rani ki tarah.

SC : Hona vahini, ek dam beautiful, sundar, khubsurat lag rahi hain.

Sai get touched by thier words & behaviour.

After chitchatting for sometime, all decided that after meeting of Virat - Sai, if they agreed then they will get married.

After one week

Abba called Sai to inform about Virat meeting, so they had kept dinner in their house.

KJ(on call) : Sai aaj jaldi aa jana, Virat aur unke gharwale aaj dinner karne aa rahe hain.

SJ : Thik hain Abba mein aa jaungi, baad mein baat karti hu.

Meanwhile, Aniket also enters in cafeteria. And sits besides her.

AK : Kya baat hai Sai, sab thik haina.

SJ : Woh aaj mujhe jaldi ghar jana padega, kuch guests aa raha hai isliye. Toh kya tu muje aaj ka...

AK(smilingly): Aaj ka work mein tujhe submit kar dunga, tu befikr hoke ja.

Sai smiled & nodded.

What is written in thier destiny? Will sairat agree to marry? Or they will stick with thier ideologies? Do read the story to know what happened next.

• That's it for today.Thanks for reading and giving out your precious time. Hope you enjoyed reading this story. And wish also that I didn't disappoint you.

• Sorry for grammatical mistakes & errors. Please do vote & support if you like this story. Till then goodbye and take care...

Watch Ghum hai kisi ke pyaar mein at
8:00 pm only on Star Plus and anytime on Disney plus hotstar.










Continue Reading

You'll Also Like

7K 747 14
Hi... it's me again... I know I have two incomplete stories to do... I still have to do the writing for it. So those will take time. Meanwhile uploa...
42.4K 3.6K 25
this is a story of my favourite couple Sairat (Ghkkpm)❤️❤️ I'm new here😂😂 I'm writing first time🙂🙂 don't know what happens 😁😁PLZZ story mai ko...
10.8K 846 24
it's a continuation from ghkkpm... all characters are same let's read it.... #1 for samrakhi ( # hot 🔥) on 6 July 2022
77.1K 3.2K 32
This story is about Sai , Raghav and Virat First Sai loved Virat but due to circumstances Sai and virat apart then Raghav enters in Sai's life read...