ishq hua dosti ke dar par

By mxskyar2

15.7K 1.6K 534

Love and friendship are my two worlds, Love is my soul, so friendship is my faith, I will love you my whole l... More

character
chapter 1
chapter 2
chapter 3
chapter 4
chapter 5
chapter 6
chapter 7
chapter 8
my drawings
story stop
chapter 9
chapter 10
chapter 11
chapter 12
chapter 13
chapter 14
chapter 15
chapter 17
chapter 18
chapter 19
chapter 20
chapter 21
chapter 22
chapter 23
chapter 24
chapter 25
chapter 26
chapter 27
chapter 28
chapter 29
chapter 30
chapter 31
chapter 32
chapter 33
chapter 34
new story
chapter 35
chapter 36
chapter 37
chapter 38
chapter 39
CHAPTER 40
CHAPTER 41

chapter 16

384 39 14
By mxskyar2

Dushyant is entered in beauru nd first told acp about purvi

Acp : par tum yaha kyu aaye

Dushyant : woh sir mujhe ek file headquarters deni hain isliye socha ki woh kaam khatam kar lu

Acp : thik hain

Dushyant is doing his work actually not working but doing something else
He trying to pacify ishita but can't because she is no where he asked pankaj about her he said ishita went headquarters for subit a file Abhijeet sir send her he looked up from his file
Nd see her

He thinks to talk to her but then he took out his phone nd message her

Dushyant : ishita mujhe purvi aur kavin ke bare mein baat karni hain pls come outside

Ishita reads the message nd replied okk

Nd went outside after sometime dushyant also went outside as soon as he came out ishita ask

Ishita : kya baat karni hain sir

Dushyant : ishita tumne mujhe bataya tha ki uss dinn jis car ne purvi ko takkar mari thi usme sayad riya thi

Ishita : yes sir

Dushyant : ishita aaj riya hospital aayi thi usne bataya woh last 2 din se put of city thi

Ishita : what

Dushyant : hmm

Ishita : sir par aisa kaise ho sakta h

Dushyant : isliye mein chahta hu ki tum uski call details nikalo usse yeh toh pta chal jayega woh jo keh rhi thi woh sach hain yaa nhi

Ishita : okk sir anything else

Dushyant : haa

Give her a chocolate with a cute sorry note usse dekh ke ishita ke chahre pe ek choti si smile capture hui

Dushyant : i m sorry ishita mujhe tum se iss tarah se baat nhi karni chahiye thi mein purvi ko leker tensed tha aur na jane maine tumhe kya kya keh diya i m really sorry pls maaf kardo

Ishita : okk apologizy accepted

Dushyant : thanks Ishita

Ishita : sir dosti mein no sorry no thank u

Dushyant : ohh to dosti mein coffee to accept karte h na

Ishita : mtlab aap mujhe coffee ke liye puch rhe ho

Dushyant nodds

Ishita : okk

They both smile at each other nd went inside again

In hospital

Kavin is getting bored

Kavin : yaha aur kitna time rhena hoga

Purvi : kavin sir aapko sham ko discharge milne wala h

Kavin : woh main bhi janta hu purvi par you know na i don't like hospital nd madicines it's irritate me

Purvi : kavin aap kaise baccho jaise behave kar rhe hain

Kavin : bro bui mujhe yaha chodke chale gye waise unhe koi kaam toh tha nhi beauru mein phir kyu gye

Purvi : pta nhi par bhai jane se phle mujhse puch rhe the ki ishita ko kya pasand hain

Kavin : bhai ne tumse ishita ki pasand ke bare mein pucha seriously

Purvi : haa kyu

Kavin : nhi kuch nhi( in mind - aane do bhai ko with evil smrink )

Purvi : kavin mein bhai ko phone karke puchti hu ki woh kab tak aayenge

Kavin : kyu

Purvi : kya kyu

Kavin : purvi tum meri liye yahan kuch der nhi reh sakti

Purvi : ofcourse reh sakti hu kavin par aap hi toh keh rhe the ki bhai aapko chodke chale gye toh isliye main unhe call kar rhi thi ki unhe batau ki unka bhai unhe kitna miss kar rha h

Kavin : main koi miss viss nhi kar rha unhe

Purvi : accha aap dono bhai kitne pyare ho aapko pta hain kavin jab aap icu mein the tab dushyant sir kitna dar gye doctor tak se lad gye the bhai sab kuch sehan kar sakte h par aap par ek kharonch tak bardast nhi kar sakte

Kavin : janta hu main dush bhai sirf mere bhai nhi hain he is a like mother to me he always there when i need him papa se itne saal tak dur rhe we both miss dad but bro kabhi apne chahre pe nhi dikhate the infact unhone hamesha meri care dad ki tarah kari meri fikr maa ki tarah maa ko kabhi nhi dekha par bhai ne mujhe kabhi maa ki kami mehsoos nhi hone di

Purvi : aur aap unhe hamesha ek nutanki bacche ki tarah pareshaan karte rehte

Kavin : main nutanki

Purvi : aur nhi toh kya

Kavin : purvi tumne kabhi sachin ke bare mein kyu nhi bataya

Purvi : kavin kabhi uss bare mein baat hi nhi hui

Kavin : sachin bhot accha dost hain na

Purvi : haa woh to hain par aap tension mtt lijiye aap mere bestfriend the aur hamesha rahenge

Kavin : woh mujhe pta h purvi main toh bas aise hi bol rha tha

Purvi : aap bhi na

In evening dushyant came hospital

Dushyant : kavin tujhe discharge mil gya

Kavin : finally i get rid of this place

dushyant told him that doctor said kavin ko discharge toh mil gya hain par usse abhi bhi rest ki jarurat hain kyuki uski body abhi bhi weak hain

Kavin is about tp get up but still weak so he can't able to stand properly
Dushyant nd purvi nods their head in disappointment they took him to car

Purvi : bhai ab mein ghar ja rhi hu aap log sambhal ke jana

Dushyant : ek minute tu akeli nhi jaayegi tu hamare sath chal

Purvi : bhai

Dushyant : no argument

Purvi nodded nd sits in the car beside kavin dushyant sits in the driving sit
Soon they reach purvi's home

Purvi : bye bhai bye kavin khyal rakhna

They nods nd left to home in driving kavin start singing

Bewafa tera masoom chahra bhul jane ke kabil nhi hain

Dushyant : kya hogya aise gane kyu ga rha hain

Kavin : ab aise gane na gau toh kya karu mera bhai bewafa hain

Dushyant : main bewafa kya bewafai ki hain maine

Kavin : aap ishita ko pasand karne lage ho aur aapne mujhe bataya bhi nhi

Dush : kya bakwas kar rha h tu aisa kuch nhi h

Kavin : toh phir aap ishita ki favourite cheez ke bare mein kyu puch rhe the purvi se

Dushyant mumured: yeh purvi ke pet mein ek baat nhi tikhti

Dush : woh toh usse sorry bolne ke liye

Kavin : sorry phir jagda kiya aur kamal ki baat toh yeh hain ki aapne apni galti maan li par hua kya tha

Dushyant told him the morning incident

Kavin : waah mere bro bade samajdar ho gye ho

Dushyant : kya matlab hain tera main abtak samjhdar  nhi tha

Kavin : nhi dushyant glare him nhi matlab samjhdar hamesha se hain aap par first time aapne ishita se mafi mangi na toh bas

Dushyant : okk

Kavin : waise bro sach batana kahi aapko woh acchi lagne toh nhi lagi

Dushyant remembers his moments with her nd a smile captured his eyes which noticed kavin ask him

Kavin : bhai ishita land se bahar aao

Dushyant look at him

Kavin : bhai aapko ishita se pyar ho gya h

Dushyant : what kuch bhi keh rha hain aisa kuch nhi woh sirf meri dost hain isliye maine usse sorry bola that's it

Kavin in mind : aap mano ya na mano  par aap ishita ko pasand karte hain aur kahi na kahi usse pyar bhi karne lage h

Soon they reach home






































That's thr chapter
Pls do vote nd comments

Target 34+votes nd 24+comments

Jaldi se target pura karo taki next update mil sake

Pheli for you guys

Ek table par Plate mein do santre raakhe hue hain kahne wale teen insaan hain teeno barabar kaise khayege

rule - na toh orange ka juice banana hain aur na hi Orange ka hissa karna hain

❤️❤️❤️

Continue Reading

You'll Also Like

111K 6.4K 101
The story is based on the relationship of two brothers who are poles apart from each other. One is responsible towards his family and his career and...
359K 35.5K 71
Shehnaaz: Sidharth I- I am pregnant we- need to tell the world now she sobbed Same sidharth same shehnaaz with same crazy fandom except with my dellu...
417K 32.8K 70
Nandini Murthy is a young carefree girl who only dreams to make her parents proud. At the ripe age of 17 she has suffered but still has not lost her...
602K 62.8K 111
Sidharth Shukla, the reknowned author, comes across Shehnaaz Kaur Gill, a freshly out of college young girl and when their world's collide with each...