romantic pati babu❣️❣️💋💋

Start from the beginning
                                    

Bondita - 😠😠😠😠😠 kya!???????

Anirudh - arey patni devi shaant shaant mera matlb hai ki me bas help karta tha 😅😅...... Par aap chinta mat kariye aapko me apne hathon se pehnaunga😍😍😍😍😍🙈🙈🙈

Anirudh bondita ko saree pehnata hai...... Vo jaan buch kar uski fingers ko bondita ke waist par move karta hai 🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙈......

Bondita - ye kya kar rahe hain ap!!!!! Mujhe guchi guchi ho ri hai....

Anirudh - ishliye toh kar raha hu😍🙈

Bondita - dur hatiye me khud pehn lungi....

Anirudh - accha accha baba solly❣️❣️❣️❣️

Finally anirudh bondita ko perfect saree pehna deta hai ❣️❣️ and she is looking very pretty as always....

Anirudh - bondita ek min ruko....

Bondita - arey kya hua sab thik toh lag ri hu na!!?

(And anirudh fills her maang ❣️)

Anirudh - tum sindoor lagana bhul gyi thi.... ♥️

Bondita - thankyou pati babu and (touched the feet of anirudh and leave).....

Kaka - aao aao bahu tumhe pata hai na ki aaj rasoi me tumhara pehla din hai......

Bondita - ji kaka sasur ji and( touches the feet of binoy and trilochan).......

(Batuk and som comes).....

Som - Good morning bodi and touches the feet of bondita....

Batuk - good morning bondita... Ohh mera matlb bodi 😅
(and touched her feet)

Bondita goes into kitchen joy mom is already there.....

Joys mom - aao aao bondita andar aao....

(Bondita touched her feet )

Joy mom - vese aaj late hogyi.... Raat ko jyada pareshan kia kya anirudh ne 🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙊🙊🙊

Bondita feels shy.....😅🙈🙈....

.......

Bondita makes a very tasty kheer for everyone.........

Bondita serves kheer....

Binoy - waah beti bohot hi tasty hai bilkul anirudh ki maa ki yaad agyi...

(And binoy gives ramayan to bondita as a gift as she coocked first time in the roy chaudharies kitchen....)

Kaka - haan bahu bohot tasty hai....

Som and batuk also loved it....

Kaka - bahu ye lo ye humare parivar ka pushteni haar hai..!!!! Humari maa ne batuk ki maa ko diya tha aur ab hum ye tumhe saunp rahe hain.... Aj se tum hi ish ghar ki maalkin ho 😊😊

(And kaka gives a very costly and ancient necklace to her)........

Anirudh give a look to bondita 😍😍........

Bondita goes into the kitchen.....

Anirudh - coughs!!! Vo me zara kitchen se pani lekar aaya......

Binoy - arey pani toh ynha bhi rakha tha fir anirudh kitchen me kyu gya...

Som - vo baba aap nahi samjhoge
😅😅😅😅😅

Kaka - vese binoy ek samay par tum bhi baar baar kitchen ki aur bhaga karte they ☺️☺️☺️☺️😅😅😅

Binoy - kya da aap bhi na kuch bhi....☺️☺️.....

Suddenly kitchen se kuch girne ki abaz aati hai.....

***** Bondita luchi bana ri hoti hai aur anirudh baar baar bondita ki waist ko touch krta hai jisse aante ka dabba gir jata hai........

Bondita (by showing belan to anirudh) - ye kya kiya 😠😠

Anirudh - mene kya kia kitni der se bol raha tha ek kiss dedo dedo dedo par tum ni maani aur dekho pura aanta fel gya...... Pehle hi ek kiss krdeti toh esa kuch thodi na hota..... 😍😍😍....
Accha suno na bas ek baar fir pakka bilkul pareshan ni karunga.... 🙈🙈🙈

Suddenly kaka binoy som and batuk comes......

Kaka - uhhh!!! uhhh!! coughs

Couple were in awkward moment
😅😅😅.......

Binoy in kaka's 👂 - ye kya kar rahe hain....

Kaka in binoys 👂 - vahi jo kabhi humne nahi kia ......

(And binoy apna chasmah chadhane wala look deta hai)

Anirudh - arey kaka baba hum bas vo thoda sa rom........ Mera matlb aanta fela..... Mera matlb hai ki vo anta fel gya........

Kaka - haan haan hum samjh sakte hain 🤭🤭.....

Koyali bihari jaldi se sab saaf kardo........

..................

Kaka - accha bahu hum ye bol rahe they ki hum sab pahadi wale mandir jaane wale hain tum bhi tyar hojao.......

Bondita - noded in yes 😊

Anirudh - arey bondita tum kya sar matka rahi ho... Subah se toh bol rahi thi ki tumhara sar dukh raha hai aur ab kaha ghumne jane ke liye haan kar rahi ho.....

Bondita - par mene kab........

Anirudh - haan vahi me bol raha hu ki tumne kab kaha ki tumhe ghumne jana hai (aur anirudh bondita ko isara karta hai ki vo bahar jane se mana kar de).......

Kaka - arey bahu tumhare sar me dard hai tum aaram karo hum fir kabhi chlenge ........

Anirudh - nahiiiiii!!! Mera matlb ki aap log jao me ruk jata hu bondita ka khyal rakhne ke liye......

Kaka - accha ye bhi thik hai....

Batuk - me bhi ruk jata hu.....

Anirudh in (irritated tone) - batukkkkkkkkkkkkkkkk mandir rasgulle anus............

Batuk - nahi nahi me chla hi jata hu ishi bahane bhagwan ke darshan ho jayenge 😅🙏

Anirudh - hmmmmmm!!!!!

Kaka - thik hai hum chlte hain tum bahu ka dhyan dena.....

#i hope you will like it🍀















Anidita (the feeling of love❣️) barristerbabuWhere stories live. Discover now