One week later
Swara ko aaj discharge mila hai....
Swara : baby aj hum Ghar jaenge... Tumhen pata hai hamara Ghar kitna bada hai... sab log tumhara intezar kar rahi hai....☺️
baby Swara ke baten sunta hai aur uski taraf dekhta hai aapane bade bade aankhon se jaisa use sab samajh mein a raha hai....☺️
Sanskar : are vah mamma and baby mein baten ho rahi hai... Kya baat ho rahi hai mujhe bhi to batao...😄
Swara : nahin bataenge...😏 Mamma aur baby ka secret hai....😜 Sanskar tum doctor se milane gaye the na doctor ne kya bola....? Sab theek hai na...
Sanskar : han swara sab kuchh theek hai....doctor ne bola baby time se pahle hua hai na to hamen uska thoda sa jyada khyal rakhna hoga.... Chalo ab hum chalte hain sab log hamare intezar kar rahe honge....
Sanskar Swara ko ghar lekar aata hai...
Sujata : Sanskar darvaja per khada re... Aaj main apni bahu ka Puri riti riwaz se grah pravesh karaunga.... Aaj sahi mahine mein mari bahu ghar aayi hai mare pote ke sath...
sujata swara ki riti riwaz ke sath griha pravesh karwati hai.... Sab log baithe Hain...
Sujatha : la de mare ko mare laddu gopal... Goud mein lene ke liye main taras Gai thi...😍
Laksh : mujhe aap sab se kuchh baat karni hai....
DP : Laksh bad mein abhi baby Ghar per ai hai...( DP ko pata hai kis bare mein baat karna chahta hai Laksh) ab Koi tamasha mat karo...
Laksh : nahin papa yah bahut jaruri hai... Kabhi Na kabhi to karna hoga to abhi sahi...
Sanskar : bade papa usse baat karni dijiye... Bol kya baat karna hai tujhe....
Laksh : mujhe Mere aur swara ke bare mein baat karna hai....
Sanskar : matlab???😠
Laksh : itne din se swara ki yaddasht nahin thi isliye humne kuchh nahin kaha.... Ab jab uski yaddasht aa chuki hai to hamen ek ho jana chahie....
Sanskar : ek ho jana chahie matlab kya hai tera....??😡 Biwi hai vho mere... maa hai mere bacche ki.... Maine tujhe bola tha na munh band karne ko...😡 Teri Sui abhi tak vahan per atki hai...😡
Laksh : Swara mujhse Pyar karti hai... Tune dhokhe se usse apna banaya.... Ab jab use sab kuchh yad hai to tujhe kyon taklif Ho Rahi hai...
Sanskar laksh ki caller pakadta hai... Use marne ke liye hath utha hai tab swara uske hath pakad leta hai...
Swara : Sanskar shant ho jao....🙁
Sanskar : kaise shant ho jao dikhana kesi ulti sidhi baat kar rahe hain..... Iss nahin chhodunga.. main iska munh Tod dunga....😡😡
Swara : Sanskar shant ho jao... mujhe baat karne do.... Aise maar peet karke kuchh theek nahin hoga.. Tum baitho mein baat karti hun...
Sanskar : nahin...😡
Swara : Sanskar,, please baby ke liye to shant ho jaw. Deho baby tumhen dekh raha hai....
Sanskar baby ki taraf dekhta hai.... Dekta hai ki baby uske taraf dekh raha hai.... Sanskar baby ke pass jata hai...
Swara : Laksh bolo kya baat karni hai..
Laksh : hamen lagta hai ki ab hamen ak ho jana chahie...Ham bahut dur rehe chuke hain aur nahin....
Sanskar : Laksh mene tujhe....
Swara : Sanskar mein baat kar rahi ho na..... Laksh mein janti ho hamari shaadi thik hui thi... lekin aab mein Sanskar ki biwi Hoon.... ☺️Tumhare saath Mera sirf ek hi rishta hai... main tumhari bhabhi hun aur tum mere devar ho... Iske alava aur koi rishta nahin ho sakta.... Tumhare sath Jo bhi tha wo ab khatm Ho Gaye... main move on kar chuki hun...Tum bhi ragini ke sath move on karo...
Laksh : aise kaise khatam ho gaye Ham Pyar karte Hain dusre se....
Swara : Laksh main tumse Pyar nahin karti thi maa khush tha isliye main Shaadi ke liye han kaha tha.....
Laksh : Tum jhooth bol rahi ho na?? main janti hun Tum Sanskar se dar rahi ho... daro mat main Hoon Na main tumhe bacha lunga...hum bahut dur Chale jaenge...... Fir tumhe mujhse koi alag nahin kar payega...
Swara : Laksh tumhen samajh mein nahin a raha hai.... main kyon jao tumhare sath mera baccha hai Mera Pati hai... Main khush hun Sanskar ke sath... Ab tum lagi ki nahin ke sath apni ghar vasao..
Laksh : lekin Tum to mujhse Pyar karti Ho Na...
Swara : nahin main tumse Pyar nahin karta.... Main Sanskar se Pyar karta Hun .....
Laksh : aisa nahin ho sakta... tum sirf meri ho.... Main tumhe kisi aur ki nahin Hone dungi...
Laksh swara ki hath jor se pata lete hai... Swara ko dard hone lagta hai... Vho rone lagti hai... Yah dekhkar Sanskar Swara ke paas aata hai aur laksh se alag karta hai... Sanskar aur Laksh maar peet karna shuru kar deta hai sab log donon ka alag karne ki koshish kar raha hota hai tabhi baby Rona shuru karta hai.... Sanskar Swara baby ke pass jata hai.....
Sujata : mere ko lagta hai dar gayi hai... chori tu ise kamre mein Le ja aur jakar aaram kar... yah sab kuchh Ham bad mein dekhenge.... Sanskar tu bhi Swara ke sath ja...
Swara Sanskar baby ke lekar kamre mein chale jaate Hain....
Swasan room
Baby ro raha hota hota hai...😭😭
Swara : nahin nahin kuchh nahin mamma papa hai na babu... aapko bhookh lagi hai... abhi mamma aapko khilayegi...wooo mera baccha....😕😕
Swara baby ko feed karte Hain..... Sanskar room mein gusse mein chal raha hota hai...
Swara : Sanskar aise Chala mat karo... baitho mere paas....
Sanskar : mujhe bahut gussa a raha hai...😠 Mera Man kar raha hai main lakshya sar phod du... 😤😤Himmat kaise Hui tumhen hath lagane ki.... Tumhen uske bolane ki... tum sirf meri ho meri Swara...👿
Swara : han baba main sirf tumhari hun... mujhe tumse Koi nahin dur kar payega... ab baitho... dekho baby tumhari vajah se theek se concentrate nahin kar pa raha hai...
Sanskar swara ke pass baithi hai aur baby ki hand per kiss😚 kahate Hain...
Sanskar : sorry baby Papa ne aapko Dara diya na... aage se aisa nahin hoga...😩
Baby gusse wali awaaz karte Hain 😠
Swara : Sanskar disturb mat karo.. vho busy hai abhi.....😊
Sanskar : sorry sorry....😯😯swara main fresh hokar aati hun....
Swara Sanskar fresh hoke baby ke sath time spend karte Hain....
(Swara hospital se ghar sham ke time ai thi)
Uttara swara Sanskar ki dinner room mein le aate Hain..... Baby ko sula ke donon dinner karte Hain.... Pher jaate Hain....
Ragini apni family ko sari baten batati hai..... Shekhar usse bolate Hain ki vho lakshya se baat karega.....
Shekhar sharmistha ke sath baat karne ke liye bose house jaate Hain...
Shekhar : sharmistha mujhe tumse baat karni hai...
Sharmistha : Kya baat karni hai...?
Shekhar sharmistha ko sab batati hai.... Donon theek karte Hain ki vho tomorrow maheswari mention jayega lakshya se baat karne ke liye...
❤️❤️❤️❤️❤️
To be continued:::::::::
YOU ARE READING
swasan: kismat ki khel
Fanfictionthis story start's when ragini pushed swara in river... This is my first story Main English mein bahut weak Hoon.. agar koi galti Ho jaaye to pahle se sorry...