Shayari

142 10 3
                                    


Tu musafir hai dunya ka
Musafir hi bana rahe
Na dhoond manzil dilon mein
Ye jo Anna ki sajawat ki hai chahaton mein
Ise bhi fanaa hona hai be panah se
Tu khooj ne aaya tha tera wajood
Yun kho baitha apna sukoon??
Na rahe logon ke sahre
Ye khud mein hi khud se be tahasha gire huye hain
Tere Rabb hi toh Jaane tera haal
Kyun behaal ho padha hai
Samet le khud ko lout ja uski khudai par
Dunya ka musafir hai tu aitbaar ka wazi na ban
Bikhar padhegi teri dastaq dilon ke dar pe
Na sunega gawayi teri, tu khud ka hi gunagar ban padega.

~Fatima

Poetry 🖤 Where stories live. Discover now