Khulne do(teaser)
Manik-Nandini dekho aaj mujhe dekhkar bhaag mat jana plz aaj main tumhein ek bahut zaruri baat kehne jaa rahan hoon aur yeh tumhein ek kuwaar hukum de rahan hain k tum yahan se kahin nahin jaogi jab tak main apni baat puri na karloon
Nandini-ji hukumsa
Manik-suno aches main yeh kaede main nahin manta aur meri maa sa in uchi neehi jati k vedh ko nahin manti. Mujhe pata hain raghu kaka yaani tumharein baba shayad raazi na ho lekin main unhein mana lunga.
Nandini -(nervously ) Aap kya kehne ki koshish kar rahein hain yeg baat humein samajh nahun aa rahin hain hukum sa
Aur agar aap bura na mane toh thoda jaldi karenge aap k dosto aur badimaa sa ko doodh dene ka waqt ho gaya hain.
Manik -(smilingly)thik hain thik hain main aur zyada der tumhein nahin rokunga aur nahin tum par dawab dalunga k mujhe abhi k abhi jawab do.
Lekin Nandini usdin jisdin tumne meri jaan bachayi aur usdin raat jab tum gaana gaa rahin thi mujhe meri naina ki yaad aa gayi thi woh toh mujhe chodk chali gayi kahan gayi kahan hain pata nahin but jab bhi woh mujhe milegi toh main use zarur bataunga k uski baat sach ho gayin sach mein mujhe mera pyaar mil gaya haa nandini haa
"I LOVE YOU NANDINI" SACH MEIN MAIN TUMHEIN DILON JAAN SE MOHABBAT KARTA HOON
BUS itna hi kehna chahta hoon zindagi mein jo bhi acha hoga yaa bura hoga hum saath mein baant lenge but please malik naukar samajh kar apne dilko may rokna .tumhara jo bhi faisla hoga main maan lunga.
Nandini -(cryingly) Hum aap k har baaton ka dilon jaan se samman kartein hain hukum sa lekin hum malik naukar is jaat paat k liye nahin hum kabhi bhi kisise mohabbat nahin kar sakti humein maaf kardein (she goes from there)
Why did nandini refuses manik
If u want to know reason behind the rejection
Stay tuned for my come back os everyone
Till then be haapy cheers bye ❤❤❤😍😍😍
