Dear Husband!

34 5 3
                                    

Zindagi ka aksar hissa toh tere baghair hi kaata hai
Par ab lagta hai ki tere bina mai kabhi thi hi nahi
Jinhone di hai wajood mujhe
Ab unke baghair toh din, mahine, saal guzar bhi jaate hain
Par tujhse judayi ke tasavvur se bhi lagta hai ke tere bina mera koi wajood hi nahi

Sher Arz HaiTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon