start of life

7 3 0
                                    

Maine just college ke main gate se enter kiya tha ..ajeeb sa darr tha andar...aur excitement bhi , apni  nayi college life ke liye....chalte chalte mummy ki baat bhi yaad aa rahi thi..ki sahi se rehna...ladko se jayda baar nahi etc etc.., bhai ne bola tha medical ki padhai itni easy nahi hoti...to pura dhyan dena...papa ne bola ki tabiyat ka dhyan rakhnA , aisi bohot si baate thi Jo family ne kaha tha..jinka mujhe dhyaan rakhna the...

Campus hostel me pahuchkar..mai wahi reception par  office open hone ka wait karne lagi...andar se heart beat fast thi...
Thodi derr ke intezaar ke baad, girls hostel manager ne mujhe room no 303 allot kiya...
Mujhe bass room me jaakar baithna tha akele....mai bohot thak chuki thi...
Hostel infrastructure kafi accha tha... environment kaafi accha tha...aur haa staff to bohot accha...unhone Meri bohot help ki hostel me adnust hone ke liye...
Hume doubles me room mile the...to meri roommate   thi nivedita chauhan..wo apne father ke saath aayi thi....wo bhi Delhi se mai bhi Delhi se...i was more happy...
When she came , i started feeling safe and okk..
Hume third floor ka room no 303 alott hua tha, par pure floor pe Koi nahi tha, it means sab college gaye the...
Ab bhai friends to banane hi the naa, for healthy life.. so humne  socha after 4  dekhte hai...

Hum room me baithkar baate kar rahe the ...aApaas me...

We were excited for our first medical class...

love...destiny..Reality...Όπου ζουν οι ιστορίες. Ανακάλυψε τώρα