chapter 35

4 3 0
                                    

Hello readers I AM BACK
Thus is a big poem. I hope you will like it.

Zindagi ek kel hai
Jisme hasna rona zahir hai
Jisme kya galat kya sahi
Ek ektaphak hai

Zindagi ek gaind hai
Jho hamesha gumta hi
rehta hai
Zindagi ek ped hai
Jho badta hi rehta hai
Lekin kabhi girta nahi

Aisi zindagi mein
mehnat karo
Mehnat se peeche
mat hatna

**************************
Thakdheer ke kel se
Nirash nahi hote
Zindagi main kabhi
Udaas nahi hote
Haathon ki lakeron par
Kabhi yaakeen math karna
Thakdheer tho
Unki bhi hote hai
Jinke haath nahi hote

########################

Jeevan hai bade kamka
Ese yahi na gavayeyai
Milte hai isme
saphalthayai bhi
Chodo sabhi chintayai
Phir se ashaaon ke
Dheep jalayeyai
Jeevan hai ek
Maati ja dera
Use pain main
Na bahayeyai

$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$$

Jeevan athah samundhar hai
Samvarom se sangarsh karo
Keenaro baite gahrai ka
Anuman math lagayeyai
Girna koyi haar nahi hai
Utkar sapne ko sambhaliye
Jeevan ek sunhara
Avasar hai
Apne apne manjil talasiye

Friends  don't forget to vote for the poem

Shayari Worldजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें