Keesh Ki Mehendi

603 85 36
                                    



Keerti in her room with Pooja and himani

Naksh in his room with ansh, rohit and nitin

Ansh is seeing video in phone

Naksh- ansh kya game khel rahe ho itni der se phone mai galat baat hai na

Rohit- khelne de na

Naksh- ye phone kiska leke aaye ho pehle ye batao

Ansh makes angry face

Ansh- mai game ni khel raha

Naksh- fir

Ansh- angel mumma ne meko ye video laga ke diya hai vo dekh raha hu

Naksh saw the video

Naksh- ohh acha sorry

Naksh in his mind keerti aap na sach mai bahut ache ho ansh ko knowledge mile isliye use knowledgeable video laga ke di

Naksh- acha ab keerti ke pass jana ansh ye phone leke mujhe unse baat karni hai

Naksh in his mind abhi aise he chale jaata baat karne ye dono baithe hai na aur vaha keerti ke pass bhi pooja aur himani hai nahi ja sakta

Ansh- ok mai tabutar hu na abhi jata hu

Ansh goes towards common door

Naksh stops him

Naksh lift him in his arms and whispered in his ears

Naksh- bahar vale gate se jao

Ansh- ku

Naksh- secret haina angel, ansh aur papa ke beech ok

Ansh- ok

Rohit- ye khusur phusur kar raha hai champ ke kaan mai

Naksh- papa bete ke beech ki baat hai

Rohit- ohh ok

Ansh came in keerti's room

Ansh shout tabutar aaya

Pooja- ye kya hai

Keerti- are vo maa ne bola ansh mere aur naksh ke liye kabutar hai isiliye

Himani- ohho so cute

Pooja and himani start laughing

Ansh scratch his head

Keerti- aaja mera bacha ye dono aapki chachiya pagal hai

Ansh came near her

Keerti lift ansh in his arms 

Keerti- pehli baat aap koi kabutar nahi ho ok sirf mere bete ho 

Ansh- ok

Keerti smile

Ansh- papa ne bola aapko phone de du unko aap se baat karni hai

Pooja- ohho baat karni hai

Keerti- can you both please shut your mouth

Himani- why not hum log kyu couple ke beech pade karo keerti tum apne naksh se baat

Gayu came in keerti's room

Gayu- bhabhi ansh ko bua dadi bula rahi hai le jau

Keerti- kyu nahi gayu puch kyu rahi ho

Gayu- nahi aap bolengi tabhi jayega na ye

Keesh and their little oneWhere stories live. Discover now