Happiness

1K 66 30
                                    


Please Ignore Mistakes

6 months leap

Nothing change in keesh life their love is grew even more

Keerti is started going academy now every weekend now she is more professional she does practice in dance hall whenever she want

Monday morning

All family members at dining table except naksh

Akshara- keerti duggu kaha reh gaya

Keerti- mumma vo keh rahe the abhi aa raha hu

Akshara- acha ok beta

Naksh came and sat beside akshara

Keerti is in shock that naksh is not sat beside her

Keerti- naksh

Naksh- mumma aap apni bahu ko kahiye mujhe inse baat ni karni

Keerti- maine kya kiya naksh

Akshara- kya hua duggu

Naksh- puchiye mumma inse ki kal ye dance academy mai behoos ho gayi thi aur inhone hum mai se kisi ko bataya kyu nahi

Keerti looks down

Akshara- behoos

Swarna- keerti kya bol rahe hai damadji

Badi dadi- keerti bahu behoos ho gayi thi tum aur tumne kisi ko nahi bataya

Naksh- please sab daatiye inhe

Naitik- keerti beta galat baat hai na ye

Keerti- sorry

Naksh- kya sorry haan kya sorry

Keerti- ab aap sab daatiye mat na

Naksh- boliye mumma inse inhone itna badi baat chupayi aur hum inhe daate bhi na

Keerti- sorry na isiliye ni bataya tha mujhe laga aap sab chinta karne lagenge

Naksh- ye koi baat hoti hai

Keerti- sorry na

Keerti makes puppy face

Naskh- aaj ke baad aapne aisa kiya na mai aapse sach mai bahut gussa ho jaunga

Keerti- pakka nahi chupaungi ab ........par aapko kisne bataya ki mai behoos ho gayi thi

Naksh- aapki friend hai na dance academy vali vo aapka call laga rahi thi aapki bare mai puchne ke liye aap thik hai kya ab lekin aapka call lag nahi raha tha toh usne mujhe call lagaya tha aur aapke bare mai puch rahi thi tab mujhe pata laga

Keerti- acha

Naksh- kya acha aaj ke baad aisa kabhi mat karna aur hum aaj he doctor ke pass jayenge ok

Keerti- naksh mai thik hu mujhe kuch ni hua kal maine khana ni khaya tha na isiliye shayad chakar aa gaye

Naksh- par

Keerti- thik hu naksh mai dekhiye na aapke saamne he toh hu na thik thak

Naksh- pakka thik hai na aap

Keerti- haan naksh ab aap please breakfast khayiye ok

Naksh smile

And stand up and sat beside keerti

Akshara- ohho dekho zara isko naraz tha toh yaha baith gaya ab maan gaya toh fir keerti ke pass baith gaya

All laugh

keesh-the story of pastWhere stories live. Discover now