tesing game start

4.7K 372 15
                                    

part 27

" Sath phere tere sath ke "

nandani ka jana aur manik ka os miss karna .ab aage

murty menstion

nandani apne mom dad ke sath bethi hai

sarita -  aaj kitne dino ke baad tum roki ho nahi to shadi ke baad to tum aayi aur gayi itna man lag gaya hai tumhara waha ki maa ki aur papa ki yad hi nahi aati tumhe han

nandani maa ko hug karte hue

nandani - how can you say that mom ki main aap ko bhol gayi aap ko yad nahi karti han ap dono to maire dil main rehte hai to bas phir yad karne ki kya jarorat hai han .

sarita ye sun kar ose tease karne ka sochti hai

sarita - lo ab bhi dil main hum hi rehte hai to damad ji.kaha rehte hai beta han

nandani sun kar bluah karne lagti hai

nandani - kya mom aap bhi na aap ka damad abhi tak dil ke darwaje tak hi nahi aaya to dil main kaise enter karenge jis din aayenge aap ke sath hi rahenge dil main aap bhar nahi jaayenge bahut bada hai maira dil samghi aap .

mr murty - aww my bachcha i am proud of you .

nandani mr murty ke gale lag jaati hai

nandani - i am also proud of you my dad aap dono mairi aati.jaati sanaon se  jode hai shadi hui hai to iska ye matlab nahi ke maira rishta aap dono se tot gaya woh kabhi nahi hoga main hamesha aap ke sath thi hon aur rahongi .

tab hi nandani ka phone bajne lagta hai aur number dekh kar oska face glow karne lagta hai  jise mr murty aur sarita dono note kar lete hai

sarita - kiska phone hai beta

nandani - onka

sarita - onka kon hai bhai .

nandani - aapke  ladle damad ka khush

sarita - woh to dikh hi raha hai face dekho oska number dekh kar hi kaise glow karne laga hai .

nandani - mom aap bhi

sarita - aww my godiya blush kar rahi hai not bad osne tumhe blush karna sikha diya .i am so happy for you tum dono ne ek dosre ko except kar liya chahe pyar na ho dono main

tab hi bich main nandani

nandani - nahi mom pyar hai na hum dono ke bich

phir reality hit hone par danto tale apni jaban daba leti hai .

sarita - wow beta ye kab hua han bolo .

nandani blush karti hui waha se bhag jaati hai .

sarita - my angel sach bhi nahi except kar paarahi

mr murty- iss rishte ko except kar liya ye hi bahut hai hamare liye pyar  to ho hi jaayega dono ke bich ek na ek din laao medisen do ab aaram karonga

scene change

nandani apne room main aati hai aur phone phir se bajta hai .

nandani - hello

manik - kya helo han wahan jaakar itna busy ho gayi ki phone othane ka bhi waqt naji hai kab se call kar raha ho tumhe had hai laparwahi.ki matlab ek din main waha par jaakar wahi ki ho gayi han .

nandani - gusse main  one minute  hold mr manik malhotra i am not your wife ok so aap mugh se iss andaj main baat nahi kar sakte ok .

manik - sun kar chup ho jaata hai

nandani - ab boliye chup kyu ho gaye aap.kyu phone kiya  aap ne

manik - i am sorry agar tumhe bora laga ho to main phone rakh deta hon ok

nandani - nahi nahi aap phone nahi rakhe  woh itne sawal to sirf pati karte hai na wife se to mughe achga nahi laga bade deverjib so bol diya aap kaho kyu call ki

manik - woh chhoti dulhan tumhare papa ab kaise hai tabiyat thik hai na onki .

ab dono ek dosre ko tese karne main lage the .

nandani - ji bade dever ji ab bilkul sahi hI aaram kar rahe subha baat karwa dongi aap ki .

manik - nahi chhoti dulhan rehne do main khud baat kar longa number hai onke maire pass thik hai .

nandani - thik hai bade dever ji jaise aap ki marji .

manik - woh aap thik hai chhoti dulahn .

nandani - ji bade dever ji main bilkul thik hon aap fikar na kare ok ab so jaaye bahut late ho gaya hai good night

aur call cut kar deti hai .

dono phone ko dekhte hai aur smile karte rehte hai

manik - good night mairi chhoti dulhan .

nandani - so jaayite bade dever ji .

aur in dono ko baat karta hua  idhar nyu dekhti rehti hai odhar sarita .

sarita - oh god ab bhi ek dosre se bachcho ki tarha teas karte hue baat kar rahe hai kya banega in dono ka ayappa .

nyu - lo kya baat ki hai maire bete ne chhoti dulhan bol bol kar sirf teas kar raha tha ose koi pyar ki baat to ki hi nahi dono duniya se alg peace hai jo maire nasib main likhe hai god ne chal nyu so jaa indono ka kuchh nahi ho sakta .

next morning

manik anmana sa brak fast kar ke ofice ke liye nikal jaata hai .

nyu - batao koi hai koi bay nahi kaha aaj manik ne hume aur chala gaya this is too much nandani koi hamesha ke liye thode hi gayi hai aajayegi par itna kya miss karna ki sab ko bhol jaaye .

yash - some one jeluse han woh bhi ladli bahu se .

nyu hadbada kar nahi to main kaha jeluse hon  aur woh bhi nandani se kabhi nahi main to apne bete se naraj hon kitna pagal hai  ose miss kar raha hai par iqrar nahi kar raha ki osse pyar karta hai khatam kare six month ki shart ko aur khush khush rahe ye kya baba ji ban kar rehna bivi ke jaane se na khana na pina .

yash - tum dekh lena  aaj hi ose lekar aajayega tumhara ladla

nyu - to tumhari ladli bahu aajayegi kya oske sath

yash - agar ose miss kar rahi hogi to jaro aajayegi nahi to nahi aayegi .

nyu dekhte hai sham ko akela aayega ya bahu ke sath .

evening

manik - gusse main miss riya come fast my cabin .

riya - ji sir

manik - ye file complite kyu nahi hai .

riya - sir ye to kal complite karni hai na to issliye nahi ki

manik - han to jab waqt hai to abhi kyu nahi ki abhi karo jaakar ok

rita bahar aakar

aaj kya ho gaya hai sir  ko phir se khados kaise ban gaye subha se sabbki wat laga rakhi hai hum sab ki .

aur apna kaam karne lagti hai  .

manik cabin

manik pov - kya ose lene jaao ya nahi agar gaya to kya sochegi ki main kyu lene aagaya but nahi gaya to main kya karoga mughe habit ho gayi hai osse tu tu main karne ki jab tak osse baat na kar lo chain nahi aata mughe main to jaa raha hon de dongi mom.dad ko bhi jawab agar pochhengi to bas main jaa raha hon lene apni chhoti dulhan ko wese name pora suit karta hai chhoti si to hai hi aur abhi dulhan hi hai

aur smile karne lagta hai

aur cabin main aata aman manik ko smile karte hue dekh leta hai aur chonk jaata hai

aman pov apne aap hi hans rahe hai sir kya hua hai  inhe abhi gussa the ab smile kar rahe hai jab se abhi ki shadi hui hai sir change ho gaye hai bahut shayad ab khud bhi shadi karenge bhai ki jo ho gayi hai tab hi pal main tola pal main masha  hone lage hai plese god bhej de koi inke liye bhi take hamara pichha chhode thoda sa.

sath phere tere sath ke (COMPLETE )जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें