Vik little concern voice- u ok.

Priya- i m ok but what about u, how much time i called u but u lost some where, kaha par ho.

Vik- kya baat hai.

Priya- look at once ur watch.

Vik look once n say- sorry it’s to late.

Priya- chalo jaldi kal subhe late hoga aur kuch nahi.

Vik- haan chalo aata hun.

Priya went from there n vik again deep think.

At mid-night, priya’s phn ring, she pick up the call.

Priya- hello.

He- hey it’s me.

Priya little distubring that sentence.

He again- hello priya it’s me ram.

Priya take relife breath n say- ram n she check the time n asked.

Priya- itni raat ko call sab thik toh hai na.

Ram- wo actually peehu not well ghar par call kiya tha but maa punjab gayi hai aur peehu ko jab bhukhar aata hai yaa usse thoda sa bhi kuch lag
jaata hai toh usse dadi, i mean maa ki jarurt hoti hai, maa toh ghar par nahi hai aur neha bhi nahi hai aur mai peehu ke paas bhi jaata hun toh she started crying.

Priya- why r u expain? Peehu bimar hai itna bhi bol dete toh bhi chalta, door open rakhna mai abhi aati
hun waha par.

Ram- ok thankyou.

Peehu called him- papa dadi ko call karo na, in irritated voice.

Priya- relxe ram mai wah par aati hun, u don’t worry.

Ram- ok n cut the call.

Priya go to vik’s room n find vik still awake.

Priya- aap sooye nahi abhi tak aap theek toh hai.

Vik asked her worried- r u ok?

Priya- yaa i m fine mai toh bas ye baatane aayi thi ki mai peehu ke paas jaa rahi hun, she not well ram
ka call aaya tha.

Vik- ok mai doc ko phn karta hun.

Priya- ummm! Mai check karti hun, phir!

Vik- ok.

Priya- aap abhi tak sooye nahi.

Vik- wo nind nahi aa rahi hai aur kuch nahi.

Priya- ok book read kijiye, u will feel sleepy.

Vik give her assured smile, she smile back, but she know very well that anything wrong with him, she entered in ram’s home, she found him in kitchen, she asked him his back to her.

Priya- kya kar rahe hai aap yaha.

Ram little secared n he face to her- i secared yaar.

Priya- sorry! Peehu.

Ram- aandar hai usske room me.

Priya- phir aap yaha par.

Ram- wo peehu ko soup banna ke de raha hun dinner kiya lekin thodi der baad yaha par aane ke baad sab kuch.

Priya- uss time kiu nahi bola itna sab kuch hone ke baad.

Ram- i thought it’s normal but after 12 she feel fever.

Priya- doctor hai aap.

Ram- haan.

Priya- kya! doctor hai aap.

Ram- nahi!

Priya- aap bahar aayie kitchen se aur peehu koi badi bacchi nahi hai jo aap usse soup baanake de rahe ho, khichdi baanti hun, thoda sa khayegi toh she feel good.

Ram- ok n ram came out from kitchen, priya make khichdi for peehu n came in peehu’s room.

Priya- hey priness how r u?

Peehu in crying tone- fever hai mujhe.

Priya seat beside her- uss me rone wali konsi baat hai.

Peehu- see my all body warm.

Priya give her side hug n kissed on forehead- so what.

Peehu- aapko pata hai maine vomit bhi ki.

Priya- tumhare petu ko khaana pasand nahi aaya aur kuch nahi.

Peehu’s eye’s still in tears.

Priya wiped her tears n said- bukhar humen kiu aata hai pata hai.

Peehu asking by her eye brows up.

Priya- coz hum aapni saari wishes puri kar sake by our love once person.

Ram- aisa bhi hota hai n ram enterd in room with khichdi plate in his hand.

Priya- haan aapko nahi pata.

Ram- mujhe toh pehli baar pata chala n he seat on chair near by her bed.

Peehu- aapne baanai.

Ram look at priya, priya bilnked her eyes n give him look that say yes to her.

Ram- haan aap teast karke batao kaise baani hai.

Peehu take one spoon of khichdi n eat n say- aapne nahi baanai.

Ram- arrye maine baanai hai n he look at priya.

Peehu- 100% priya aunty ne baanayi hai.

Ram little amezed- tumhe kaise pata chala.

Peehu- pata nahi.

Priya- very smart n smile.

Peehu- aapko mumma hai.

Rishta...Where stories live. Discover now