Arshi VS Shilpa

520 14 12
                                    




At Shilpa's house at 8.00 PM

Ashu bhaya: Shilpa phone ko ase kya dekh rahi hai, kisi ka phone ane wala hai kya.

Shilpa: (with a tensed face) Nahi karna hai.

Ashu bhaya: (come and sit front of her) Kya huva kise phone karna hai?

Shilpa: Vikasji ko.

Ashu bhaya: Unko phone karne ke liye tu kabse sochne lagi.

Shilpa: Vo hum dono ne 2 mahine se baat nahi ki hai. (She tells him whole matter) Aab Vikasji ki mom chahti hai ki hum kal mile ek dusre se.

Ashu bhaya: Sahi toh keh rahi thi aunty, problem kya hai? Call kar unko.

Shilpa: kya bolu mai unko?

Ashu bhaya: Dekh kal jaygi na Vikasji ko milne toh Arshi ki baat mat karna tum dono ke bare mai baate karna.

Shilpa: Ha, par tumhe bhi yeh lagta hai ki mai shaq karti hu.

Ashu bhaya: Nahi, par Vikasji bhi galat nahi hai.

Shilpa: Tu hamesha unki he side leta hai.

Ashu bhaya: Mai tum dono ki side hu, sun mari baat ager Arshi, Vikasji ko pyaar karti hai toh problem kya hai? Vikasji toh nahi karte na. Vikasji toh tujse pyaar karte hai.

Shilpa: Ha, vo toh hai.

Ashu bhaya: Aur wase bhi 2 mahine ho gaye hai aab vo bhi samaj gaye honge Arshi ko tum dono ke biche mai nahi aane denge dekhna.

Shilpa: Sacchi

Ashu bhaya: Ha, chal aab unko phone karle.

Shilpa: Ha (She pick up her phone and start dialling the number)

Ashu bhaya: Abhi mere samne hi baate kargi apne room mai jake baat kar.

Shilpa: Ha, ja rahi hu na (She move towards her room)

Ashu bhaya: Dono pagal hai, aur hume bhi pagal kar denge. kal bus inka patch up ho jaye inki shadi ke bare mai aai aur aanty ko bolna padega.

Shilpa in her room talking with Vikasji

Shilpa: Hi

Vikas: Hi, Kasi ho?

Shilpa: Theek hu, aap kase ho?

Vikas: Mai theek hu

Shilpa: Hum kal mile sakte hai?

Vikas: Ha kyu nahi, lunch pe mile 12 baje.

Shilpa: Ok.

Vikas: Toh mai kal aapko 12 baje pick karne aata hu.

Shilpa: Ok.

Vikas: Hmm

Shilpa: (she feels hesitated) Toh bas mai rakhu call

Vikas: (he felled hesitated) Ha

Shilpa: Bye

Vikas: Bye

Vikas's Mom: (who was listening to their talk hit her palm on the head) Inka kuch nahi ho sakta ase baat kar rahe hai jaise phali bar baat kar rahe hai.

Vikas: Mummy kya huva?

Vikas's Mom: Kuch nahi dinner par bulane aayi thi, Ise zyada baat toh jab pahli baar mile the tab ki thi ( she whispered to herself)

Next day morning

Vikas's Mom: (with a big smile on her face) Goopchipoo dekho aaje mai ne sab tumhari pasand ka breakfast banaya hai.

Vikas: Aaj inta khush kyu ho koi baat hai kya?

Vikas's Mom: Nahi kuch nahi.

Vikas: Toh aaj itna muskurah kyu rahe ho?

Vikas's Mom: kyu aab mai muskurah bhi nahi sakti?

Vikas: Nahi asa mai ne kab bola.

Vikas's Mom: (in her mind) Dakhu toh sahi yeh ja raha hai ki nahi milne mari Shilpa se.

Vikas: Aapne kuch kaha?

Vikas's Mom: Nahi, mai yeh puchna chahti thi ki tu lunch mai kya khayega.

Vikas: Mai bhar se order karlunga.

Vikas's Mom: (in her mind) Chal jutha ja raha Shilpa ko milne aur taver toh dekho iseke

Vikas: Mummy ek kaam karo aapne liye jo lunch mai banna rahe ho vo aap mere liye banna do

Vikas's Mom: Kyu tu Shilpa ko milne nahi ja raha?

Vikas: Aab pakkde gaye na yeh mari pasand ka nashta aur yeh jo sab aap kar rahe the tabhi samaj gaya tha mai.

{While they were talking Vikas phone rang.}

Vikas's Mom: (in mind) Aab Vikas mujhe bhi baato mai fasane laga. Shilpa ko ek bar aa jane do ise ghar mai, phir baataugi.

Vikas: Jo dimage mai soch rahe vo zor se bol sakte ho, vase Shilpa aa yagi tab ki tab dekenge.

Vikas Mom: Tu aapna phone answer karle pahle.

{Vikas moved towards his room to answer the call}

Vikas mom : (Talking to her own self) Aaj ka din bahot khushi ka din hai aur humare liye sirf aur sirf khushiya leke aaye aaje sab thik ho gaya in dono ke bich toh inki shadi ki baat kar dungi mai Shilpa mummy se aur bhai se. Bhagwan kare yeh dono ase hi khush aur salamat rahe.

At Shilpa's House at 11.30 AM

{Shilpa got ready to go for lunch in the Yellow top and blue jeans and waiting for Vikas.}

Shilpa: Ashu dekh toh mai theek lag rahi hu na?

Ashu bhaya: Yeh tu mujhe 15 min mai 10 bar puch chuki hai.

While they were talking Shilpa's phone rang.

Shilpa: Hi, mai 5 min mai ready ho jaugi.

Vikas: Hi, vo mai yeh kehna chahta tha ki kya hum lunch ki jaga dinner par ja sakte hai. Ya toh kal lunch mai ja sakte hai.

Shilpa: Par, kyu?

Vikas: Vo mujhe kuch urgent kaam aa gaya hai.

Shilpa: Ager aap baata na chahe toh kya kaam hai?

Vikas: Mai aapse jhoot nahi kahuga vo Arshi ko kuch urgent kaam hai, usne ek restaurant bulaya hai usne kaha hai waha aake hi batayegi, vo koi promble mai hai.

Shilpa: (with tears in her eyes) Hmm.

(And she hang up the call)

Vikas: Hello Shilpa, Shilpa

(Then he saw the phone which was ended form another side}

Apna sa AjnabeeWhere stories live. Discover now