P:Vo kya hein na meine karate seekha hein

Si:What?

P:Ji vo self defence class thi toh sirf basics aur masterji ne kaha yeh sab sirf tab use karna jab zarurat ho toh.isliye toh inhe warn kar rahe the

Si:Vaise meine swayam ko msg kiya tha mujhe lagta hein vo nahi dekha hoga

Si looks her phone but due to out of range the msg was not delivered

Sh: Come on guys we should say this to boys

P:Bilkul nahi

Si:Arre kyun nahi

P:Kyunki vo phir se jhagda karne jayenge phir history repeats kyun bekaar mein,ab toh all is well na

P takes her bags

P:Anyways mein chalti hoon

P goes with all the bags

Si:Sharon

Sh:Hmm

Si:Tumne usko thanks kyun nahi bola Sharon

Sh:Kisko

Ri:Arre pragya ko, she saved you Sharon,tum kitni baar usse daata phir bhi she saved u na toh u shud hav thanked her

Sh doesn't say anything.She goes

P walking with hand full of bags and her hat goes to fall

P:Arre yaar yeh bhi abhi hona tha

S comes and takes her hat.P looks at S

S looks at the bags

S:Poora Goa khareeda kya itne bags

P shrugs her shoulder

S:Nice hat haan

S puts the hat

P:Darshan ne diya hein

S:Hmm hmm.tumhe hat bhi teek se pehna nahi aata

P:Arre teek se pehni thi ok

S:Phir yeh ab aise nikalke kyun aa gayi

P:Arre iss bhaag daud mein kaise time milega hat teek karne

S:Bhaag daud?

P: (satyanaash yeh kya prayu tum hi ne sabko mana kiya aur khud)

S:Yeh tumhe itne paseena kyun aa rahi hein.did u run?

P: (inko na kasam se police ya CID mein hona chahiye)

P:Vo vo hum late hui na toh bhaag ke aayi

S:Late?Kis cheez keliye late

P:arre chai khatam ho jayege na toh

S:Offo tum log na

S takes some bags from P

P:Arre yeh kya

S:Don't worry tumhari bags lekar bhaag nahi jaunga.Itna kya shop kiya

P: Vo pehli salary mili na toh kuch shopping

S:Acha kya kya khareeda

P:Maa aur mummy keliye saari, uncle keliye ek handicraft, hema keliye kurthi,maya didi keliye salwar piece.Jeeju keliye headset,krithika keliye chain,darshan keliye key chain,Aur mere muhalle ke bachon keliye ludo aur snake and ladder.Nikki keliye hair clips usko bahut pasand hein

S: Itna sab kuch

P:Arre abhi bhi baaki hein

S:Matlab saari salary uda li

SOCHA NA THAAWhere stories live. Discover now