Part 23

158 7 1
                                    

Breakfast

P takes the breakfast and see Si Ri and Sh sitting together

P: (agar in logon ke sath beitenge toh baat badenge)

P goes and sit in a table alone

P: (haa prayu kitni din hui akele beitke khaana khaaye)

P was observing all and eating

S comes and stand next to her,she dint notice as she was busy observing.

S:Pragya

P looks at S

P:Kya hua

S sits opposite her

P: (yeh mujhe kabhi akele kyun nahi beitne deta,offo)

S:Tumne Sharon se aisa kyun kaha

P: (ohhh gf ko sunya toh khafa ho gaya)hmmm mujhe aisa nahi karna chahiye tha na

S:exactly phir kyun kiya,mujhe acha nahi laga

P:Ohhh dost ko daanta toh bura lag raha hein?Koi baat nahi sorry bolke compromise kar lete hein

P was drinking water

S:Nahi,dost ko paraya bola toh bura lag raha hein

P coughs

P:Kya

S:Meine kaha na uss din hum dost hein toh tumne Sharon ko aisa kyun kaha,tumhe aisa lagta hein I ll be with u only in my bad times

P looks at him in shock

S:Toh tum bhi mujhse itna hi samajhte ho na,aise kya dekh rahe ho

P:Baap re ek sentence mein itna matlab nikali apne,mein toh bas yun hi kaha tha

S:Phir aise nahi kahogi na

P: Mujhe nahi pata tha aap mujhe itna manthe hein

S:Kyun nahi,dosti ki hein toh ofcourse

P smiles

S:Akele kyun kha rahi ho?krithika ki choice hogi na yeh dress

P:Nahi darshan ka hein,acha hua inhe leke chale gaye

S:Kyun?

P:Varna hum kuch nahi khareedthe

S:Darshan ne sponsor kiya ?

P:Nahi

S:Phir

P:Arre poochiye mat,jo mujhe pasand hein vo krithu ko nahi pasand aur jo usse pasand usse nahi,darshan ne hum dono ke balance karke select kiya

S:Acha

V:Swayam vahan kyun beita hein idhar aao

P sees R sitting alone smiling at P and S

S:Haan mein yehi

P actions R what

S sees P and R action

R see S watching and tilt his head

S:Kya dekh rahi ho

P:Kuch nahi bas,yun hi,aap jayiye khaana lekar

S:Kyun mein yahan nahi kha sakthi

Si also sees R P actions

Si: (yeh kuch dino se chal kya raha hein in dono ke beech pata karna toh padega)

P sees Sh watching

P:Nahi

S:Y

P:Kyunki

SOCHA NA THAAWhere stories live. Discover now