part 9

10 1 8
                                    

Tanuja : bhaiya...apne or kya kya karname kiye hai...mujhe bina bataye....😏

Vikram : dekh tanu...tu jaisa soch rahi hai...waisa kuch nhi hai..wo sirf meri best friend hai or kuch nhi.....

Tanuja : par maine toh pucha nhi..ki wo apki...best friend hai..yaa.. girlfriend...😗

Vikram : tujhe sharam nhi aati..a..aisi..aasi..batein karte hue...haan..😬

Tanuja : wahhh... matlab karnama aap karo..or sharmau mai... ankhiya apne ladai hai...or sharam mujhe aani chahiye...yeh konsi baat Hui bhala..🤨

Vikram : aacha theek hai..har Manta hu mai..tere se behes karna bekar hai isliye...wo mai or priya ek dusre se pyar karte hai...

Tanuja : good...aage..

Vikram : hum dono ek dusre ko ek saal se pyar karte hai..or isse pehle tu bole ki maine tujhe nhi bataya...toh yeh baat Hui ki..wo chati thi ki abhi humare bare mai kisi ko pata na chale isliye...maine tujhe nhi bataya....

Tanuja : ohh..chalo maaf Kiya..toh batao..shadi kab kar rahe ho...

Vikram : shadi...teri shadi se pehle mai shadi nhi karunga samjhi...

Tanuja : mujhe kuch nhi pata... pehle aap shadi karo..uske baad Mera sochna..samjhe..arey mujhe apki barat Mai nachna hai..or mujhe bhabhi bhi chahiye.. please na bhaiya...🥺

And puppy face bana leti hai

Vikram : yr..tu...chal thik hai..par pehle mai usse baat toh karu..ki wo mujse shadi karegi yaa nhi..fir dekha jayega..samjhi...

Tanuja haa mai sir hilati hai and after dinner dono so ne ke liye chale jate hai..

Next day

Tanuja's hospital

Pan to tanuja

Tanuja apne cabin Mai beithi thi or kuch kaam kar rahi thi tabhi ek admi cabin ke andar aata hai

Person : may I come...

Tanuja : come in...

And wo andar aata hai and tanuja usse dekh kar shocked ho jati hai

Tanuja : tum....

(Yeh or koi nhi apna Rishi Singh bedi hai..)

Rishi : ji haa..Mai..

Tanuja : tum yaha kya kar rahe ho...

Rishi : arey badi aajeb doctor ho tum... insaan bhala hospital kab jata hai..jab uski tabiyat kharab ho..or meri tabiyat kharab hai...

Tanuja : oh.. sorry...beitho...

And rishi sit par beithta hai and tanuja ko dekhne lagta hai

Tanuja : toh..kya hua hai..tumhe..

Rishi : love ariya...hua hai..😍

Tanuja : kuch kaha tumne....

Rishi come into his sense

Rishi : mera matlab... shayad malaria hua hai..

Tanuja : malaria..aa..ek min

And tanuja uska checkup karna shuru karti hai and Rishi usse dekhe Jaa raha tha...

Tanuja : or kuch hota hai....

Rishi : aa..haa..mera dil na.. aachanak se uski heartbeat 💓 tez ho jati hai...low voice) jabhi tumhe dekhta hu toh...

Tanuja : oh...or kuch hota hai...

Rishi : haa...hota haina..mujhe Aaj kal neend nhi aati theek se...or toh or kisi kaam Mai maan hi nhi lagta....😗

Tanuja : shayad zyada khatarnak bimari Hui hai...☺️

Rishi : hmm.. shayad...

And tanuja uski heartbeat check karne lagti hai or Rishi usse pyar se dekhe Jaa raha tha and wo uske face ke close jane lagta hai

Rishi : 😙

Suddenly tanuja uski taraf dekhti hai and Rishi shocked ho kar beith jata hai

Tanuja : tum kya kar rahe tha...? 🤨

Rishi : kuch nhi..bass aaise hi...aap check Karona..ki mujhe kya hua hai....

Tanuja : tumhari shakal dekh kar toh nhi lagta ki tumhe koi bimari Hui hai...

Rishi : aab shakal par thodi likha hota hai..ki bimari kya hai..par andar se toh mujhe mehsoos ho raha haina..😥

Tanuja in mind : shayad mai zyada soch rahi hu..


destiny - a love 💓Where stories live. Discover now