Chapter seven- mayurika shocked

76 5 4
                                    

Shree was sitting in the garden with an annoyed expression

Madhav came

Madhav-rajkumari

Shree looked at him then looked away!

Shree-kya chaiye apko! Aur apko kaise pta chala main yaha hu?

Madhav-thodi si hi sahi kintu jan gya hu apko! Aur main aya isliye ki mata apko bula rhi hai chaliye!

Shree-ap kich jyada hi jan gye mujhe aur rhi baat jane ki! Nhi jaungi main waha

Madhav-Dekhiye shree-

Shree-ak sharn, app mujhe shree kyu bula rhe hai?

Madhav in mind-arey haan main kyu shree bula rha hu! Toh kya hi hua premi nhi toh dost toh bani sakte haii!

Madhav-dekhiye dost k khatir bula rha hu!

Shree-dosti aur apse! Nhi kabhi nhi

Madhav frown

Madhav-kyu mujse dosti kyu nhi ho sakti

Shree-kyuki app chidaku haii!

Madhav-aur tum nakchidi!

Shree-dekhiye yaha se chale jaiye

Madhav-tumhari samsya kya haii? Mujhe koi shok nhi hai tumhe bula ne ka! Tumhari jiji hi udas hongi! Aur jaise mene tumhare icha k virudh tumhara vastr chuna tum bhi mere chunlo!

Shree thinks for sometime

Madhav in mind-bass man jayee! Hey narayan kuch sahayta kijiye!

Shree-uchit hai main bhi badla lungi! Chaliye

Madhav-jii

Shree left from there madhav smiled

In hall:
Mahima-kaha rhe gye ye dono!

Madhav-agye hum!

Mayetre- ayo baitho!

They sit

Mayetre- mamta bal k liye vastr dikhaiye!

Mamta-aur rajkumar madhav k liye?

Mayetre-nhi wo apni tarike ka vastr pehnega!

Shree was shocked, madhav was trying to control his laugh

Shree-kyu! Ye toh mere liye apni man pasand vastr chune aur main nhi chun paungi!

Mahima-shree!

Shree-kintu ma

Mahima-shree baitho!

Mayetre smiled and hugged shree
Shree also hugged her back!

Shree-dekhiye na mata! Kaise ma mujhe daat rhi hai
Shree said while hugging mayetre with an sad yet cute expression!

Shree-dekhiye na mata! Kaise ma mujhe daat rhi haiShree said while hugging mayetre with an sad yet cute expression!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
TWO SOULS- DRIVEN BY FATEWhere stories live. Discover now