⚡HUM YA WO ⚡

513 105 9
                                    

After two months back to this story.. please comment it down ki kesa laga aapko yeh part

---------------------------------------------------------

Santosh aur cheetah ki shadi pure bidhi bidhan sampan hoti hai aur sab again singh mansion ke liye nikal jate hai....singh mansion mein un dono ki swagat ki jati hai..phir anguthi dhundne ki rasam hoti hai...

Haseena:comman cheetah you can do it....

Karishma:jetegi toh santu hi... Comeon santu... Aapne bro ke liye Jeet ke dikhao...

Sana:Han santu hi jetegi...akhir meri best friend jo hai....

Cheetah:bhai aap esa nahi karsakte... Aap ko toh Mera side Lena hai na

Santosh:kyun mere bro hai...mere side lenge wo...

Aur Santosh Jeet jati hai...

Pushpaji:chalo cheetah Maharaj aab jindgi bhar mere santu ka order mante rehna... Aur mere beti jesi Bahu ko pareshan Kiya toh..

Pushpaji twisted his ear and he winced...

Cheetah:maa dard ho raha hai... Koi mere side nahi hai...

Haseena:mein hun na tumhare side koi le na le..mein toh lungi

Cheetah:aap hi ho mere aapne haseena di...

Aur inn sab mein Karishma bass haseena ko pyar se ghur rahi thi... Usse baki sab blur nazar aaraha tha siwaye haseena ke... Pushpaji aapne beti ko esa dekhke usse dheere se bolte hai

Pushpaji:jarwade Teri aur haseena ki shadi

Karishma(still in the state):usika hi toh intezar hai...(and comes out from the trance)..ah..wo Mera matlab

Pushpaji:kuch batane ki jarurat nahi hai..maa hun Teri sab samajh jati hun tere na kehne se...

Karishma smile and hug pushpaji... Pushpaji kiss her forehead and say: kabhi haseena ke hath mat chodna beta... Tu usse jitna pyar karti hai na usse bhi Kai jyada pyar wo bhi tujhse karti hai... Usne pehli baar kisipe itna bharosha Kiya hai jo uske har kadam mein sath dega .... Kabhi uske akhon mein Ashu mat aane Dena...

Karishma:kabhi nahi maa...

Pushpaji:noori bhale hi kuch na kahe tujhse lekin wo hamesha pareshan rehti hai aapni beti ko leke... Aur mein Aaj tujhse ek wada chahti hun

Karishma:kesa wada maa...

Pushpaji:chahe Jo ho jae tu hamesha haseena aur uski khusi ko sabse upar rakhegi samne Jo bhi kyun na khada ho...

Karishma:maa haseena mere liye bohat mayne rakhti hai unke liye mein kuch bhi karsakti hun.. lekin aap sab mere family bhi toh ho na maa

Pushpaji:aur yahi maa tujhse yeh wada mang Rahi hai... Yeh wada hamne noori ko Diya hai krishu... Bass tu yeh wada mujhe de...

LOVE'S ETERNAL FLAME 💖 Where stories live. Discover now