Naira's akshi - 2

521 35 17
                                    

Akshara stops aarohi before she entered in their room.

Aarohi - kya huaa??

Akshu - exactly tujhe kya huaa??

Aarohi - mujhe kya hoga??

Akshu - jaalan!

Aarohi - what!

Akshu - haa jaalan jaise hi maine ye kaha ki main phirse mumma ka academy reopen kar rahi hu maine dekha tha tujhe.

Aarohi - mera maan meri Marzi tujhe kya hai??

Akshu - hai because main apni mumma ke hardwork ki insult hote nhi dekh sakti aarohi.

Aarohi - tu nhi dekh sakti woh Teri problem hai akshara meri nhi okay.

Akshu - meri problem yahi toh hai ki tujhe kisi ki khushiyan bardasht nhi hoti aarohi that's your problem aur main tujhe aakhiri baar bata Rahi hu phirse nhi bataugi samjhi.

Saying this akshara went to their room while aarohi fumes in anger and she to went to their room on other hand abhimanyu was sitting on his room just then neil came there.

Neil - bhai mujhe aapko kuch batana hai.

Abhi - kya??

Neil - woh actually bhabhi phirse naira aunty ke dance academy ko reopen karwa rahi hai.

Abhi - waah ye toh bohot acchi hai maybe hume bhi uski help karni chahiye.

Neil - exactly Bhai kairav aur bhabhi dono hi ye kaam kar rahe hai aur hum bhi unka saath dege aap bhabhi ko phone karke bata dena.

Abhi - main??

Neil - haa woh kya hai naa ki mujhe dance academy ke baare main aur details nikal wana hai.

Abhi - but neil....

Neil - no but okay bye.

Saying this neil left from there abhimanyu think for sometime later he calls akshara she pick his phone in 3 rings.

Akshu - hello.

Abhi - hii akshara.

Akshu - hii kya huaa?? Mujhe phone kyu kiya hai??

Abhi - woh actually maine sunna ki tum mumma ki dance academy reopen karwa rahi ho.

Akshu - haa toh??

Abhi - woh main aur neil bhi tumhari aur kairav ki help karna chahte hai.

Akshu - help! Magar kyu??

Abhi - woh actually naira mumma bhi toh meri maa jaisi hai that's why aur hum dono ka divorce bhi nhi hua hai toh woh wese bhi meri maa hai aur khud ek beta hoke naira maa ke liye kuch karna chahta hu please akshara mana mat karna.

Akshu - okay kal subah sharp 8 am tum academy aajana tab kuch helpers bhi aane wale hai unke saath discussion karke kaam shuru kar lege.

Abhi - done bye see you tomorrow.

Akshu - bye.

Abhimanyu cut the call and kept it back on his side table he lay on his bed and started thinking.

Abhi (mind) - akshara kitni mehnat kar rahi hai aur main yaha humare divorce ke liye desperate ho raha hu I think akshara ko mujhe divorce nhi dena chahiye i can't lose her and especially a gem like her apna aadha bachpan ussne apni sauteli maa ke saath bitaya magar jiss maa ko usne dekha nhi uske liye itna kuch no abhimanyu you can't leave her main usse koi divorce nhi duga we will be back together and once again we will become abhira.

Thinking this he sleeps dreaming about his love on other hand akshara was also thinking about something.

Akshu (mind) - mumma bohot jald aapki adhuri wish puri hone wali hai kuch dino main phirse academy shuru hojayega dekhna iss baar aapka ye academy bohot famous hoga and I hope ki aapko mujhpe aur kairav bhaiya pe bohot proud ho magar abhimanyu aur neil bhi humari help kar rahe hai already inn dino meri aur abhimanyu ki divorce ki baat chal Rahi hai bus sab kuch acche se hojaye aur apni personal problems kaa effect aapke sapne pe nhi aane dugi main mumma i promise to you.

Thinking this she too sleeps while dreaming about her mumma and abhimanyu.

Hey guys here is the 2nd part of this os give your all love.

Abhira osWhere stories live. Discover now