❤️❤️Part 56❤️❤️

556 78 15
                                    

To be continued.....

Pj and Ss sit sadly near table ....

Cc and Billu comes there ....

Cc- kya hua aise kyu baithe hai aap log ....

Km ne hame turant Thane bulaya ....

Sab thik haina .... Sj....

Bc- kahi BP Km ko ....

Ss- Nahi Bj.... Sab thik hai fir bhi nahi hai .....

Bc- matlab.....

Pj- matlab ye Billu .... She narrated all story....

Cc- to ye to acha hua na.....

Ss- kaha chite ..... Km aur Ms ke bich to jagada hua na ....

Unka jagada kisi world war kam thodi hai ....

Cc- sahi kaha .... Aapne ....

Ss- Tu janata hai ....chite ....

Cc- kya Sj....

Ss- Are wahi bata Rahi hu ....

Km ne us J ko noodles diye aur mujhe .... Apni Santu ko nahi diye ....

Pata hai ....

Cc- kya Sj ....

Ss- tu sunega .... Ya jau me .....

Cc- aap gussa kahe kah rahi hai ....

Uff ye gusse wali masumiyat.... Sj ....

Ss- tu na chod .... Kyu Pushpee .... Kyu Kiya .... Dekha wo J kaise attitude dekar chali gayi mujhe ....

Aur upar se ye Mera pet khana mang Raha hai na.....

Pj- to kha lo na ....

Bc- ha Sj .... Bas tiffin kholana hai aur yu nikalake khana hai ....

Ss- aap samaj nahi rahe ho .... Km mujhe kaise mana kiya ....

Pj- jaise hame karti hai phir hame bhi Aisa lagata hai .....

Cc-aapko to wo harbar karti hai Pj usme kya ....

Pj- chup Karo tum.... Aur kya hai Santu .... Kya Km ha .... Chodo unhe .... Tum naraj hona ham bahar jakar kha lenge .. ....

Ss- baat khane ki nahi unhone apni Santu ko nahi diya .....

Hm all listen there talking standing at cabin door ....

Hm think.....

Us J ke liye unhone banaye lekin hamare liye nahi acchese janati hai hame unke hath ke noodles pasand hai fir bhi ....

Bechari Santu ko naraj kar diya ....

Aapka acha hai Santosh....

Masumiyat me aap sab kah to sakati hai lekin ham jise kahe ....

Kabhi kabhi lagata hai ye mature hona hi bekar hai .....

Lekin Ks .... Khud hi gussa hokar chali gayi pata nahi kuch khaya bhi ya nahi .....

Ks- Aisa ho sakata hai ki hamari santu hamse kuch mange aur wo pura na kare....

All looked backside.....

Ss- Km aap....

Hm sees Ks with tifin a smile came on her face .....
Ks keep tifin on table ....

Ks- kya laga Santu tumhe ham tumhe bhool jayenge .... Hamko pata hai tumhe noodles pasand hai hamare hath ke to tumhare liye kyu na late .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now