part 17

386 72 62
                                    

Arora house

The door bell rings

Preeta rushed to open door... She looked at karan in shock...

Preeta : tum... Tum yhan kya....

Karan : mai... Mai tumse personally maafi maangne aaya tha... Woh...(he sneezed.. Nd hold his chest)

Preeta : andr aao tum... Itni baarish mein aane ki kya zarurat thi.. Come inside.... (karan sneezed nd winced again... Preeta close the door) tumne bandage bdli thi....

Karan : yeah.. Dad ne hi change kiya tha... Bs... Bs cold ki wajah se... Thoda pain kr rha h... Preeta mai... Maine...

Preeta : mai janti hun.... Galti meri h karan... Tumhari nhi... (chuckles sadly) tum mujhse 1-2 saal pehle milte na.. Tum mujhe baht pasand krte... Mai aisi nhi hun karan... Jo kisi ke upar molestation ka ilzaam lgaye... Mai aisi nhi hun ki... Kisi ko apna dushman bna lun... Tumne meri jaan bachai... Ek baar nhi baht baar... Train mein... Dubne se bachaya aur kl... (both looks away) aur maine tum pr hi ilzaam lga diya...

Karan : tumhari jagah koi bhi hoti preeta... Yhi krti woh... Trust me...

Preeta : mai purani preeta ko rkhna chahti hun apni jagah.... Veer ke pyaar ne mujhe sanwar diya tha.... Himmat di thi... Pyaar se pyaar kraya tha.... Pr uske jaane ke baad... Mai khud ko hi kho baithi... Sab se naraz ho gyi.... (she joined her hand) mujhe maaf kr do karan.... I m sorry....

Karan : nhi preeta....(he got interrupted when lights gets off... Preeta flinched and rush to him hugging him) preeta....

Preeta : mujhe... (looks around) mujhe andhere se darr lgta h... (clutch on his shirt)

Karan : its... Its okay.. Barish ki wajah se hua hoga power cut... (he took out his phone nd turns on flash light) uh hold it hmm... (preeta breaks the hug nd hold his phone... But keep on holding his hand) aa jayegi light... Dont worry... Vidyut sir kab tk aa rhe hn..

Preeta : bhaiya ne kaha tha woh jldi aa jayenge.... But pta nhi kahan reh gye... Hospital se toh nikl gye hn..

Scene shifts

Vidyut was walking aimlessly on road.. Drenching in rain...

Nurse's words for preeta was echoing in his ears.... Patients talks about preeta karan...

Tears rolled down his cheek...

Vidyut : maa... Papa... Aapne kaha tha... Preeta ka khyaal rkhun mai aapki tarah.... Usee... Usee princess ki tarah rkhun... Pr... Pr kyun mujhe yeh nhi dikhaya.. Nhi btaya ki... Log sabse pehle princess pr hi daag lgate hn... Princess kis dard se guzar rhi h... Woh koi nhi dekhega... Pr uska ek baar chillana... Usko galt bna deta h... Uski ek glti... Usee gunehgaar bna deti h... Aaj meri behn ka dard kisi ko yaad nhi... But uski ek glti ne usee sabke saamne characterless bna diya.... Mai.. Mai khda khda sunta rha... (chuckles with tears) what a great brother i m proving myself to be...what a great... (he covers his eyes feeling sharp light approaching him)

Vidyut keep moving forward covering his eyes.....a car was approaching him honking continuously..... The car hit him..... Vidyut falls on road with thud....

Scene shifts

Preeta gasped... Karan look at her while Lighting candles.. She looks around feeling uneasy

Karan : kya hua..

Preeta : bhaiya.... (preeta picked her phone and dials vidyut's number) phone.. Phone nhi lg rha unka..

Karan : network lgta nhi h baarish mein kabhi kabhi preeta... But hua kya...

Preeta : mujhe... Mujhe baht bechaini ho rhi h... Mujhe... (karan's phone rings) bhaiya ka phone h?

Pyaar Toh Hona Hi ThaOnde as histórias ganham vida. Descobre agora