Feelings

44 5 1
                                    

Let's begin

Ravi start read

Page1: aaj mera birthday hai aur meri ek hi Wish hay Ki Main jisse Pyar Karta Hun use Jindagi Ki Har Khushiyan Mile Ho

Page2: vah Kahate Hain na saccha pyar Hamesha Adhura Rah jata hai Shayad Meri Kismat Mein saccha pyar hi nahin hai bahut koshish ki Tumhen Bhulane ki per Jitna Tumhen Dur karne ki koshish Karta hun utna hi tum mere pass a jaati Ho

Page3: Log Kahate Hain shidda se Kuchh Chaho to Puri kaynat use milane ke liye jud Jaati Hai per Mujhe yah samajh Nahin a Raha ki meri chah Mein Kami hai ya tum mere pass aana hi nahin chahti

Page4: sorry Jalebi mujhe maaf kar do Mujhe shaadi karni padegi Kyunki Mom ne Mujhe Kasam Di Hai

Page5: Itni selfish se yah Kismat Maine Zindagi Mein Do Insan se bahut pyar kiya Ek mom Aur Ek Jalebi race Kismat Ne Mujhe majbur kar diya ki ine donon mein se mujhe ek Koi chunna padega Meri Man Ne Mujhe Janm Diya Hai Jindagi Di Hai aur Jalebi Ne Mujhe Jindagi ki Baja Diye Jindagi Mein Khush Rahane ke batati hai Jina Sikhaya Hai Ab Main Kya Karun

Page6: Aaj Valentine's Day Shayad tum mere pass rahti Sab Chor ke Dukh Dard sirf ek hi baat kahunga ki main tumse bahut pyar karta hun Jalebi I love

Then ravi stops reading

Ravi: Mujhe Nahin Lagta Iske aage karne ki jarurat hai aur Fir Bhi yah Rakh Dete Hain bad Mein jarurat pad sakti hai

tara is crying tears as if they are not listening they are going out by themselves

Dadi hugs Tara

Dadi: beta RO mat yah to Khushi ki baat hai hai na Aap To Mujhe Bura Vishwas hai ki Tumhen Dhruv ke liye ho Kisi bhi kimat Mein Main yah shaadi Nahin hone Dungi

Ravi: Sife ap nahin main bhi hun

Dadi :Tera Hona na Hona ek hi hai🙄

decide that they will break this marriage at any cost

At night Tara are sitting on the couch and looking at the TV wondering how people can fit into such a small box

Then Prince comes he comes and says
Ab Kya Dekh Rahe Ho

Tara :Hamen Yahi samajh Nahin a Raha ki koi vyakti per Chhote se Sthan Mein Kaise Rah sakta hai ek vyakti Ne yah to bahut Sare vyakti Hain

Prince: Apna Technology ke bare mein Kuchh Nahin Jante vaise Sitara didi Aap Hamare Sath cal ghumne Jaenge

Tara: han parantu Hamen to Yahan Ke Sthan Yad Nahin

Prince :no problem kal sunday Hai Dhruv bhaiya ko band Rahega kam To Ham unke Sath Chale Jaenge

Tara :kya vah chalenge

Dhruv entered the house

Tara look at Dhruv and gives a beautiful smile

Dhruv gets lost there for a minute looking at him now in front of the prince who says
Bhaiya ka Sunday Hai Aap Hamare Sath ghumne Chaliye na please please

Dhruv: theek hai theek hai chalunga ab Apne Chhote Shaitan kya baat Kaise Na Manu

Saying this, Dhruv goes to his room

Sushila notices all this, she think she can't let it happen, she won't let Dhruv get married with Tara and it looks like Dhruva is getting weak forTara

Sushila stands in front of Tara and says
Ladki Sara Din baith baith kha khaegi Kuchh kam bhi kar liya kar chal ab Mere Sath chal

Sushila takes him to the kitchen and shows all Tara are surprised to see the stove and says
Adbhut Bina Lakri ke Agni Kaise utpann Hui

Sushila says to Ramu today is your day off you can go home then Ramu leaves Sushila stands in front and tells him to wash the dishes Tora looks at the dishes and gets surprised because how can she do so many dishes alone and still she is a princess she has never done any work but still she says
Theek hai

Sushira leaves from there but

Tara say that she will do it but she doesn't know how to do it then Prince comes in front of her and

Prince: kya aapko yah dhona aata hai

Tara Nahin

Prince :no problem main aapki help karta hun per Iske bad Mein Mujhe Kya Milega

Tara: hamare pass to Tumhen dene ke liye Kuchh Bhi Nahin Hai theek hai kya tum Humse Kahani sunoge

Prince: vah to tum apni Kahani bhej rahi ho theek hai Business mein risk to Chalta hi rahata hai

Tara :kya

Prince: kya vah Chhodo pahle kam karo

Then the Prince teaches him then he becomes dishware then the Prince says
Chalo chalo ab dhona Sikha Diya na ab Kahani Sunai

Tara :kya Kahani Sunai Tumhen Ham to theek hai ek Rajkumari thi vah apni maa ke sath Bhavishya Mein I Thi 21वीं Sadi Yahan per use Ek Ladki Se Pyar Ho Gaya Iske bad vah Apne Ghar Chali Gai per vah Apne Pyar Ko Bhula Nahin Pai to vah kya Bari hone ke bad fir se I 21वीं Sadi Iske bad uska dil jitne ki koshish ki

Prince: kya hua Uska Dil Jeet bhai

Tara ;yah to Aage Pata chalega

After some time Tara finished her work, she looked at her hands and saw that her hands were calloused because she never worked. The prince saw her hands and told her

Prince, : didi aapke Hath Mein to chhale pad gaye hain theek hai  bhaiya ke pass Chali unke pass Dava Hogi

Prince forcibly took him to Dhruv's room

The eyes that held Tara's hand and saw that the situation is very bad, she looked at Tara, then their eye contact was made, Dhruv looked in Tara's eyes as if he was drowning, he said
Pata nahin abhi bhi Tumhara Aankhon mein dekhta hun bahut gehri hoti hai

After that he took out an ointment and gave it to Tara and said apply it but tara didn't understand anything about it looking at what kind of medicine he realized that he didn't even know the meaning of ointment Dhruv smiled lightly and patted his head and said

Bahut Masoom Ho Tum

No more today

Please vote+comment

Sorry for mistakes

Prem Samay Sati Se PareWhere stories live. Discover now