Daniyal: "bhai, kal Rahim ne mujhe bataya hai ke isne Umeed ko convince karne ki koshish ki hai"

Farjaad: "kya matlab, Rahim ko koi aitraaz nahi hai?"

Daniyal: "nahi, wo khud chah raha hai ke Umeed aur apki shaadi hojai lekin wo hamare sath nahi rahega"

Farjaad: "aise kese nahi rahega, mein ise akela nahi choronga"

Daniyal: "bhai wo sab dekha jaiga lekin filhal ap ye sochen ke agar Umeed ne apke proposal ko accept karlia to ap shaadi kab karenge"

Farjaad: "mein sirf isi din simple nikkah karonga, mein nahi chahta ke bht zyada shor sharaba ho"

Daniyal: "itni jaldi shaadi?"

Farjaad: "Daniyal, mein ab Ahmed se dur nahi reh sakta, mein chahta hun ke wo meri ankhon ke samne rahe"

Daniyal: "acha theek hai, dekhte hain"

Suddenly Farjaad phone started ringing. He press his air bud and receive the call.

Farjaad: "hello?"

Umeed: "hello?"

Farjaad: "Umeed, kya hua sab theek to hai, Ahmed aur Rahim theek hai na?"

Umeed: "jee sab theek hai, mujhe apse baat karni hai" she said in hesitation.

Farjaad: "jee mein apko location bhejdunga, ap theek 5 bje wahan ajaiye ga, filhal meri abhi ek important meeting hai"

Umeed: "acha theek hai, ok" she said in irritated tone make a face.

Farjaad: "Bye"

Umeed angrily cuts the phone, ek to ye gharyal ki meetings kabhi khatam nahi hoti, kitna boring insaan hai ye"

😏

Farjaad: "Umeed ne kaha hai ke inhe zarori baat karni hai"

Daniyal: "lagta hai ke apke sehre ke phool khilne ka waqt agaya hai" he said with a bright smile and Farjaad angrily looked at him, Daniyal turns his face towards window.

😁

Farjaad was waiting for Umeed in restaurant since 15 minutes and Umeed came there, he sits opposite to her. She was in simple white dress, Farjaad was in 3 piece office suit.

Farjaad: "kya hua? Sab theek hai na?"

Umeed: "meinay apse ye kehna tha ke mein shaadi karne ke liye tayar hun lekin" she said in hesitation.

Farjaad: "lekin kya?" He asked curiously.

Umeed: "lekin ye shaadi mein sirf Ahmed ke liye karongi" he said quickly in dull voice.

Farjaad: "mein bhi ye shaadi sirf Ahmed ke liye karaha hun, ham dono sirf duniya ke samne husband wife honge lekin ghar mein strangers bankar rahenge" he said while looking at her and Umeed was looking around.

Umeed: "theek hai, aur mujhe apse ek wada chaiye"

Farjaad: "jee kahiye?"

Umeed: "ke ap mujhe Rahim se milne denge aur mera jab dil chahega mein ise milne jaya karongi"

Farjaad: "mein ap par koi papandi nahi lagaonga, apka jab dil chahe ap Rahim se mil sakti hain, lekin ap ise mere ghar kyu nahi ane derahi?" He replied softly.

FARMEED: "Tum hi ho❤️"Where stories live. Discover now