Rahim: "aur apne maa bankar iski parwarish kar rahi hain. Apne to mujhe bhi sambhal lia"

Umeed: "meri jeena ki wajah tum dono hi to ho, meinay apne apko sirf tumhari aur Ahmed ki wajah se sambhala tha kyuke ab mera tum dono ke ilawa koi nahi hai yaar" she said in a soft tone and tears were dropped from her eyes, Rahim hold her hand and smiles on her.

Rahim: "lekin api Farjaad bhai to abhi bhi canada mein hai na, wo kabhi Ahmed ko yaad nahi karte honge?"

Umeed: "agar yaad karte to ek baar apne bhateeje se milne ate, yahan tak ke wo to apne chote bhai ko dekhne bhi canda se wapis sirf kuch ghanto ki flight lekar aye the"

Rahim: "tumne inhe aj tak dekha hai?"

Umeed: "nahi Rahim, tum jante ho na ke mein Laiba ki death ke baad kitne bare shocked mein thi. Mujhe kisi cheeze ka hosh nahi tha wo to meinay apne apko bht mushkil se sambhala tha"

Rahim: "Farjaad bhai ko hamare ye wala ghar address nahi pata, warna wo shayad Ahmed se milne zaror ate"

Umeed: "meinay suna tha ke wo bht zyada apne buisness ko lekar conscious hain, na kisi se itni baat karte hain aur na hi farig rehte hain lekin apno ke liye to insaan ko time nikalna chaiye na"

Rahim: "aj ami hamare sath hoti kitna acha hota na"

Umeed: "ami nahi to kya hua, mein to hun na. Tum mere bhai nahi bete ho, mere ek nahi dou bete hain" she smiles and he hugs her.

"Umeed was completely broken after her sister's death, but she control and move on just because of her son and her brother. She can't imagine her life without them, she loves them alot and always wanted to see them happy"

🙂

Farjaad enters in his room, he picked up a pack of cigarettes from the drawer and pressed on between the lips, he took out a lighter and lit his cigratte. He lay on the bed and he was smoking, his eyes was closed, he was thinking something.

Farjaad: "1.5 saal pehle mujhse mera chota bhai dur hogaya, mera bhateeja dur hogaya aur meri bheno jesi bhabi. Mere pass mere bhai ki akhiri nishani hai aur wo hai Ahmed. Mujhe jald se jald, Umeed ka pata lagana hoga. Mujhe har qeemat par mera beta chaiye"

"He stood up and went towards the balcony, he throw the cigeratte from balcony and came back to his room. His phone started ringing, he picks the call"

Man: "sir, apne jo kaam kaha tha wo hogaya hai. Mujhe inki location aur address milgaya hai"

Farjaad: "kya tum sach kehrahe ho?" He asked in shocking tone.

Man: "han sir, mein apko location send karaha hun. Ap check karli jiye"

Farjaad: "theek hai" he immadiately cuts the call and started waiting for his message. Then he send him a location and Farjaad slightly smiles, he put his phone on the table and turns off the lamp, then he sleeps.

🙂

"Next Morning, Rahim was scrolling his phone and was sitting in the launch, Umeed came there and sits beside him"

Umeed: "Rahim, mein apni dost Rabia ke ghar jarahi hun, tum Ahmed ko sambhal loge?"

Rahim: "han theek hai lekin tum jaogi kese?"

Umeed: "car drive karke akeli jaungi, tum batao Ahmed ko chor jaon? wo abhi soraha hai"

Rahim: "han theek hai, tum aram se jana. Ahmed ko mein dekhlonga"

Umeed: "theek hai" she softly smile and leaves from there.

After sometime, Ahmed and Rahim were playing with each other in lawn. The door bell rings and Rahim thought that Umeed came back from Rabia's home. He lift Ahmed carefully and went towards the main gate, he immadiately opens the door and Farjaad enters in the home along with 2 guards. Farjaad was in 3 piece suit, wearing glasses. Rahim was shocked and confused to see him. Farjaad slightly smiles on them

FARMEED: "Tum hi ho❤️"Where stories live. Discover now