Episode 6 national anthem meaning + haseena fall

276 32 8
                                    

Babita sarkar angryly said app sabko sharm sa dub marna chahiya aik zara si running nahi hui koi bhi timw pa nahi pohoncha yeh running before time complete kiya bagair app yahan sa pass out nahi hosakti do you understand

Everyone in slow voice said yes

Babita said louder

Everyone loudly said yes mam

Babita said hmm snd went

Haseena said kaisa karainga yeh one mile humsa to nahi hoga .

Karishma ask waisa tum itni peecha keyun thi ???

Haseena said pata nahi keyun kuch time sa hamara foot mein bhagta hua ya zor sa jump marta hua bohot zor ka dars hota hai thats why aghar slow na hota to gir jata

Karishma said doctor ko keyun nahi dikhaya ???

Haseena about to say something

Samia is standing infront of them

Babita sarkar come and in a loud voice said LC'S WHAT ARE YOY DOING DONT YOU KNOW IN 15 MINUTES YOU HAVE TO REPORT ON DINING AREA ???

Samia jerks due to sudden entry and voice of babita sarkar but maintain herself from showing itto others but LC'S see it and smile

Everyone runs to there room and wear there uniforms .

In kareena room

Haseena sa shoes ka laces nahi lagraha tha

Karishma see her and help her .

Karishma sa belt fix nahi horahi thi

Haseena help her to fix

And everyone come to breakfast table

Did breakfast and went to ground

Babita taught them saluting style and drill ( like marching and saluting in parades )

Sabki halat kharab thi yeh pichla two hours sa horaha tha

Babita sarkar is scrolding them soo much

Sabki rona jaisi halat hui hui thi

After that sessions they go for classes . Samia conduct there classes

After classes they had there dinner and went to room . They were sitting on there beds . Both whole body is paining badly but karishma has little but haseena has extreme pain

Haseena starts crying

Karishma come to her sit infront of her and said ro kahe rahi ho

Haseena said bohot mushkil hai

Karishma said ama oooo choti bacchi nahi ho and waisa bhi musibaton ka muqabla dat ka karna chahiya aida rona sa kuch nahi hota

Haseena said but still and kya tumha rona nahi araha ???

Karishma said nahi dard to hamein bhi hai and thakan bhi but bhagna ki and exercises ki adat hai hun roz karta tha tum na kabhi nahi ki kya

Haseena said humto kabhi saath wali dukan pa bhi nahi gaye

Karishma said ama ka cheej ho tum

Suddenly babita sarkar enter with samia

Haseena quickly wipe her tears

Babita ask LC haseena ro keyun rahi hain app

Haseena said woh .....

Babita sternly said BOLIYA

Haseena said woh body mein pain horaha hai and ghar walon ki yaad arahi hai

Babita said kalko kisi na kidnap karliya aur kuch khana ko na diya and bandh ka rakkha to kya aisi rogi and kabhi mission ki wajah sa ghar walon sa dur rehna parha to bhi yehhi karogi

Haseena look down

Babita said yeh police hai USA nahi

And went

They again sit on bed

Karishma ask waisa tumko ghar walon ki itni yaad keyun ati hai

Haseena said tumha keyun nahi ati

Karishma said humko to adat hai dut rehna ki hum matric sa hostel mein rahein hain chuttiyon mein bhi kam ghar ata tha .

Haseena said hum kabhi akela nahi rahe aio din bhi ammi ka bagair nahi rahe

Karishma said hmmmm waisa tumhara abu police mein tha

Haseena node and said shaheed hogaye tumha pata hai hamein unki bohot yaad ati hai abhi bhi bohot rona ata hai

And gets tear

Karishma hug her . Haseena fell really good

And break

In babita cabin

Samia was sitting on infront seat of babita

Babita was not there

Samia keep her head on table and close her eyes

Babita come and sternly said samia yeh kya horaha hai

Samia quickly get up

Babita said training derahi ho lenagi rahi

Samia said aik hi baat hai madan

Babita stare her

She look down

Both did some paper work and babita send samia to her room to sleep

Next day

At assembly

Karishma read full national anthem

Babita and samia were standing infront of all LC'S.

( yeh scenes and dialouges thora change karka likkha hain yeh sinfe ahan ka kuch dialouges hain and kuch mera apna )

Babita said yeh jo national anthem app roz parhta hain iska matlab bataya

Everyone were silent

Babita said bachpan sa app log yeh national anthem parhta araha hain aur iska matlab nahi pata sharm ani chahiya apko

Karishma said madam ajj tak kisi na bataya hi nahi

Samia whisper madam baat to sahi hai koi nahi batata mujhe bhi nahi pata inki galati nahi hai

Babita stare samia

Samia become quiet

LC'S smile but quickly hide it

Bbaita said jab police officer apni jaan dav pa lagakar janta ki jaan bachata hain to yehhi national anthem unko himmat deta hai . Jab mission ka dauran kuch sahi sa khana ko nahi milta ghar walon sa dur hota hain aur maut ka kareeb to yehhi national anthem hai jo takat deta hai . Jab app bhatakna wala hota ho aur desh sa gaddari ka sochta ho to yehhi national anthem hai jo app sabko aisa karna sa rokta hai . Police officers mein jo jazba hota hai apna desh ki raksha ka kisi bhi hadd tak jana ki himmat hoti hai sab is national anthem ki wajah sa . Jab jab yeh national anthem parha jata hai app log apna desh represent karraha hota hai . Jab desh apsa koi qurbani mangta hai aur app aik second mein tayar hojata ho ishi national anthen ki wajah sa . And said more things

Everyone are shocked , stunned .

They dosent know it is tooo deep

After assembly .

They went to PT ground and samia and babita conduct there PT

And after it one mile

During one mile karishma was at start

And haseena try to be fast but her foot pain badly and she falls

Karishma stop and went to her and try to make her stand

Babita said LC karishma app jaya one mile pura kijiya

Karishma said lekin

Babita said app ko baat samajh nahi aye

Karishma halfheartedly went

Babita said .............

Training Of Kareena Where stories live. Discover now