💔Thodi Jagah💔

401 38 15
                                    

Mauka mila hai sooo... Mauke ka faida uthaya jaaye.... Let's start...
.
.
.


Listen to this song while reading this...
___________________________________________

Baaton baaton mein bohot raat ho gayi thi.. achanak diwar pe tanga hua ek Ghadi se 3 times awaz aya... Tab Karan ko pata chala it's 3:00 am at night right now..... Ghar ke andar ek ajeeb sa environment create hua tha!! ... Monami apne knees ke bich apna muh chhupake roye jaa rahi hai!!.. karan chahke bhi kuch kahe nehi paa raha!!!!... Kahega bhi toh kya kahe sakta hai.. pyaar khoya hua ek insaan ko kya bolke console kiya jaa sakta hai?!!

Karan cleard his throat and said...
" Aap please aise roiye maat... Agar aap aise rohte rahenge toh apki Veer thodi na vapis aajayega?! Hai na?.. Bohot raat ho gayi hai" he said slowly..

Karan ki iss baaton se monu apna muh uthake uske taraf dekha.. uski aankho ka kajal bilkul kharab ho gayi thi.. Karan ko bohot mann kar raha tha bohot pyaar se uski aansu pochhne ka... Lekin woh kar nehi paa raha tha... Monami thodi der chup rahene ke baad kaha..

" Veer jaane ke baad uski mummy bilkul toot chuki thi!!.. Aur do saal pahele uske papa matlab uncle ki death ho gayi hai!! Uncle ki death hone ke baat Aunty ka responsibiliyty maine liya hai.. matlab main apne job ka salary aunty ko bhej deti hu.." uski yeh baat sunn ke karan smiled lightly and said...

" Yeh bohot achha kaam kiya hai aapne monami"

" Iske ilawa aur koi option nehi hai karan... Agar Veer zinda hota toh uske paiso se ghar chalta... lekin woh nehi hai!!! Uncle ka pensioen aur meri salary ki kuch paiso se aunty ki chal jata hai!!.."

yeh bol ke firse rohne laagi... Uske rohte huye shakal karan ko bojot taqleef de rahi thi... Woh sahe nehi paya and said...

" Aap please aise roiye maat!!.. aur iss bare mein kisi aur ko kuch batane ki zarorrat nehi hai.."

" Aap mujhe Cheater samajh rahe hai hai na karan?!! Yehi soch rahe na ki maine apki poori zindagi barbaad kar diya!!.. "

" Bilkul bhi nehi!!... Main hi apke saath pahele kabhi baat nehi kiya.. aur jo hona tha ho gaya!! Aap baas mere family ke saath thoda mil jhul ke rahene ki kosish ki jiyega baas!!"

Monu nodded her head in yes... Monu muh se kuch bol nehi rahi thi lekin phir bhi karan samajh raha tha that... As a husband Karan ka koi effect nehi hai monami ki zindagi mein..Yeh ladki apna pyaar khoke bilkul akela ho gayi hai!!...

Yeh koi film or show nehi tha that dono alag jagah pe soyenge!!.. Dono hi bed ki dono side pe doosri taraf face karke soh gaya...

Karan ko bohot achhe se samajh aaraha tha Monami ki dil mein apne liye ek alag jagah create karna padega!!!... Veer rahe uske dil mein apni jagah pe!!...

Subha ki dhoop ate hi monami ki neend khul gayi... Neend khulte hi usse samajh aaya woh aaj apne ghar pe nehi hai!!.. Apne baaju mein dekhte hi usse nazar aaya bed ki ekdam side pe Karan chhota hoke soo rahe hai... Monu smiled lightly... Aur kuch bhi ho yeh insaan bohot achha hai... Shaadi ko leke jo hesitation create hua tha woh barrier karan ek din mein hi tod diya!!...

Bed se utarke ekbar ghadi ke taraf dekha.... Subha ki 7:30 baaj raha tha... Karan ki joint family... Bohot log rahete hai... Kaal sabne usse gher ke rakhe the... Firse ekbar mudke karan ke taraf dekha aur washroom ke taraf chali gayi...

VEDWhere stories live. Discover now