F - anna woh pallavi ji baar baar amma ke baare me isliye bol rhi thi kyuki kal amma bahut ro rhi thi unko unki galti ka ahsa....
RR - farhad tere ko bhi mere pass nhi rahna hai toh tu bhi yaha se ja sakta hai
F - thik hai anna mai jata hu aap rest kijiye
And he left
RR - ha ha jao mere ko kisi ka bhi koi jarurat nhi hai mera toh bas mera limited edition hi apna hai par woh bhi abhi mere pass nhi hai par koi baat nhi woh mere pass nhi hai toh kya hua mai toh uske pass ja sakta hai na
When he tries to get out of bed, he falls on the bed again due to the pain.
RR - aahh.....
Farhad runs in the ward
F - anna kya hua aap aise chikhe kyu
RR - ku..ku.. Kuch nhi mai toh bas uthne ki koshish kr rha tha
F - anna aap uthne ki koshish mat kijiye mai doctor se baat kiya hu doctor ne bola hai ki aap one week tak bed se uth nhi sakte
RR - kya....
F - ha par aap kisi cheez ka chinta mat kijiye mai sab sambhaal lunga
Just then jaya enters with food
J - raghav tu kaisa hai
RR - farhad mai abhi akela rahna chahta hu toh tu sabko le kar yahan se ja
J - raghav mera baat.....
He got angry
RR - farhad tere ko ek baar me kuch sunni nhi deta hai kya
F - amma abhi aap chaliye abhi anna ke liye stress thik nhi hai jab unka gussa shant hoga toh woh khud aapse milne aayenge
And they left
After sometime
In Raghav's ward
Person - sir ye galat hai
RR - kya galat tere ko pta hai na mai kaun hai
Person - ji sir aapko kaun nahi janta par aap jo bol rhe hai woh galat hai mai ye nhi kar sakta
RR - kya galat - galat laga rakha hai tu jo bolega usse mai double paise dega bol ab karega
Person - sorry sir par mai nhi kar sakta
A sound comes from behind
P - ye sab kya ho rha hai
RR - pallavi tu... tum kab aaya ( to person) ab tum yaha khade ho kar kya kar rahe ho jao yaha se
when Person about to leave
P - ruko yaha kya ho rha tha
RR - ku... kuch nhi pallavi ye toh yaha galati se aa gya tha
P - agar galati se yaha aaya tha toh tum aise hakla kar Kyu bol rahe ho jaise maine tumhari chori pakdli ho
RR - saree ka dukan tum itna extra dimag kyu laga raha hai maine bolana kuch nhi ho rha tha
P ( in mind) - agar kuch gadbad nhi hai toh ye aise bhadak Kyu raha hai kuch na kuch gadbad toh jarur chal pallu ab toh tujhe pta lagna hi padega ki daal me kuch kala hai ya phir puri daal hi kali hai
P - ghamandi rao jab tak mai kuch bolu na tab tak apni jaban mat kholna ( to person) ha toh ab tum bolo yaha kya ho rha tha
RR - tere ko sunni nhi deta hai kya tum ab tak khade kyu ho jao yaha se
P - bina sach bole ye yahan se nhi jayega
RR - tu janta hai na ki mai kaun hai aur kya kar sakta hai
P - ye tum ko toh janta hai par lagta hai mujhe nhi janta hai ruko mai apna introduction deti hu ( to person) toh suno mai soon to be Mrs pallavi raghav rao hu aur mera baat toh ye raghav rao bhi nhi kat sakta toh bina ek second gwaye sach bolna shuru karo nhi toh......
Chapter - 16
Comenzar desde el principio