Virat

364 39 18
                                    

Ahir: Tumhe pata haina ki tum iske baare mein kisi se nhi bol sakti ?
Sai: Ha, aap mujhpe bharosa kar sakte ho.
Ahir: Kaash. Virat Chavvan aapke boss honge.
Sai: Woh ameer businessman?
Ahir: Sahi samjhi. Mere peeche aau, mein tumhe unse milaata hu. He's anxious to meet you.
Sai: Woh apne maid se milna chahte hai?
Ahir: Sabhi maids se nhi, Ms. Joshi. He is very interested in you though.

Sai bites her tongue. She has a lot of questions, but she has a feeling she won't get any answers from Ahir. Instead , she follows behind through the luxurious hallways. Ahir stops at a large door and knocks before opening it.

Ahir: Mr. Chavvan, Ms. Joshi aayi hui hai.

In the middle of the room stands Virat Chavvan, and he is so better looking in person than in paper.

Virat: Hmm, tum jaa sakte ho Ahir.

Virat Chavvan

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Virat Chavvan

Virat's eyes size sai up and down, it's like he's looking for something.

Sai: Namaste, Mr. Chavvan.

His mouth opens a little but he doesn't answer. She's struck by how handsome he is.

Sai: Mr. Chavvan?

His silence and his lingering gaze makes her wonder if he's fallen in love with her at first sight. She giggles.

Sai: Mr. Chavvan, aap mujhse milna chahte the, isse pehli ki mein safai shuru kardu? Well, here I am. Toh mein kaha se shuru karu?
Virat: Tum bilkul uske jaisi dikhti ho.
Sai: Kiske jaisi?

Virat clears his throat and looks away as if he's trying to compose himself. His eyes dart to a picture frame on his desk of a smiling woman.

Sai: Aapne meri photo apne desk ke upar kyu rakhi hai?
Virat: Tumhe galat fehmi hui hai, woh tum nahi ho.
Sai: Bilkul nahi, woh meri photo hai. I know what I look like. Kya tum koi creepy stalker ho? Is that why I'm here?
Virat: Kya?
Sai: Bappa, ab mujhe sab samajh aa raha hai. That's why you made me sign the agreement. Thaki mein kisiko bata na saku ki aap ek bhrasht stalker hai.
Virat: Mein koi bhrasht stalker nhi hu! And that isn't your picture!

Sai grabs the picture and holds it up to her face.

Sai: Sachme? Because it looks just like me!
Virat: Wahi toh baat hai.
Sai: Kuch toh akal wali baat karo isse pehle mein. . . Aapke iss harkat ki saza diladu.

Virat sighs deeply and holds his face in his hands for a moment.

Virat: Mein koi stalker nhi hu. Please let me continue. Ms. Joshi, uss photo mein jo aurat hai, woh meri hone wali patni hai. Uska naam Ayesha Singh hai (Bas samajhlo.. Ki woh bhi ek alag character hai.. Bale hi reality mein woh Sai ka asli naam hai 😅) Aur tum dono bilkul same dikhte ho. Sach kahi toh, isiliye maine tumhe chuna.
Sai: Aap apne hone wali biwi jaise dikhne wali aurat ko apna kaamwali kyu banayenge?
Virat: Ye sab uljha hua hai...
Sai: Toh suljhaiye.
Virat: Sach ye hai, Ahir ne tumhe hospital mein kuch din pehle dekha tha. Usne socha ki tum Ayesha ho, par phir Nurse ne tumhe "Sai" Naam se pukara. Mujhe galat math samajhna par usne tumhari aur uss nurse ki baate sunli ki tumhe bills pay karne mein takleef hai.
Sai: Ahir kyu parvah karenge?
Virat: Usne mujhe tumhare aur tumhare pita ke baareme bataya. Isiliye maine tumhe hire kiya. Ms. Joshi, I need your help.
Sai: Safai karne mein, haina?
Virat: Nahi.

He pauses and Sai starts for the door.

Virat: Ruko, meri baat suno.
Sai: Thike, par ye sahi explanation hona chahiye.
Virat: Meri mangetar thodi saahasi hai. She's run away.
Sai: Woh kho gayi hai ya bhaag gayi hai?
Virat: Mujhe thik se nhi pata. Par pareshani ye hai, ki uska chale jaana mujhe ek precarious sthan pe daal deti hai.
Sai: Mujhe nhi lagta ki aapko saare preparations cancel karna mehnga padega.
Virat: Woh baat nhi hai. If her parents find out she ran away, they'll blame me. Mere aur Ayesha ke beech break ups hote rehte the.
Sai: Kabhi socha hai ki woh shayad jante ho ki woh kaha hai?
Virat: Unhone uske sath kahi dino se baat nhi ki. I've checked. Dekho, uske papa mere naye project mein invest karne wale hai.
Sai: Aur aap darr rhe hai ki woh aap dono ke break up ke bare mein sunke invest nhi karenge.
Virat: Mein bas yahi chahta hu ki woh invest karne se pehle sach na jaan paye. Baat kahi employees ki job ki hai, mein nhi chahta ki humare iss precarious sambandh se dusro ko taklif ho.
Sai: Police ne kya kaha?
Virat: Unhe kuch nahi pata. I haven't told them.
Sai: Woh kho gyi hai, Uski family ne usse baat nahi ki... Aur aapne police ko nhi bataya? Ab pata chalta hai ki woh kyu bhaag gyi.
Virat: Mera vishwas karo, police kuch nhi karegi. Ayesha ek note likh ke gyi thi ki woh kuch hafte videsh jaa rhi hai. Woh tooti nhi hai, bas gayi hai.
Sai: Acha. Par ye phir bhi mujhe samajh nhi aaya ki aapne mujhe kyu hire kiya.
Virat: Mein woh batane hi wala tha.

He loosens his tie and sits comfortably on the edge of the desk.

Virat: Maine tumhe meri kaamwali banne ke liye hire nhi kiya.
Sai: Please woh math kehna jo mein soch rhi hu.

So, how's it?

Sairat: Try EverythingWhere stories live. Discover now