khud mein yun sametna chahti hoon main tumhe...🤗

35 2 0
                                    

Khud me yun sametna chahti hoon main tumhe...🤗

Khud ke pass har pal rakhna chahti hoon main tumhe...🤭

Subha uthu to pass dekhna chahti hoon main tumhe....😘

Raat Ko saun to khawabon me apne Sath dekhna chahti hoon main tumhe...🙈

Jab akele bethu kabhi der sari baatein karna chahti hoon main tumse...😍

Khayalon mein apne bas sochna chahti hoon main tumhe....☺️

Teri parchhai khud ke pass yun rakhna chahti hoon main....😌

Hath pakad kar pure safar mein Sath chalna chahti hoon main....👫

Khud me bas yun samet kar rakhna chahti hoon main tumhe....🤗

Love:-- PriyankAj

DILL KI ALFAAZ...❤️Where stories live. Discover now