Chapter: 14

105 6 0
                                    

(So continue from the last Chapter)

Baraf pari: Matlab mein Ananya didi sisters aur Vivaan aur baalveer bhaiya brothers

Baalpari: Haan

Vivaan: matlab mujhse jhoot bola gaya hai

Baalveer: nahi kaurana aunty ne koi kami nahi chori tumhe pyaar karne mein unhe Aisa mat bolna

Karigar pari: hmmm 😌 Ballu sahi bol raha hai

Baalveer: tumhe vivaan aur Aarohi kahan se mile

Karigar pari: jab hum fight kar rahe the tab meri nazar inpe pari thi mummy aur pari maa ki delivery ho gaye thi mein inhe leke dharti lok gir gaye mujhe dekhe kaurana aunty Vivaan ko apna beta maang ne lagi kiyu ki unhone apna ek bacha kho diya tha isliye aur Aarohi mere paas reh gaye mein zaada kuch bol nahi paye uss waqt phir uss waqt se leke ke kabhi Veer lok nahi aye mein

Baalveer: oh

Vivaan: unhone ne mujhse chupaya kiyu

Karigar pari: Kiyu ki woh pagal ho gaye thi uss time unhone apna ek bacha kho diya tha aur shayad ladka tha Khushi choti thi mere haath mein tum aur Aarohi the woh tumhe apna bete maang ne lagi dada ji ne bas 2-3 din ke liye maangi thi mein kiya kar thi itni choti bachi ke haath mein 2 bacha isliye aur tumhe unki habit ho gaye thi aur unhe bhi mein kaise chorti khushi ko bhi acha lagne laga kaurana aunty ko jab tak samajh aya tab tak tum toh unke Bina reh bhi nahi pa rahe the isliye Vivaan mera koi iraada nahi tha aur 10 saal ki ladki ke haath mein agar koi 2 bacha dekhe ga toh kiya sochega isliye aur unhone bhi tumhe apne se bhi zyada pyaar diya hai

Baraf: wow 😲 acha 2 mummy ka ashirwad tumhare upar hai mere paas bhi hai

Baalveer: Anu yeh Kahan thi

Karigar pari: mere saath thi

Baalpari: toh phir 2 maa

Baraf: uff ho ek real maa aur Ananya didi Bachpan se maa jaisa pyaar kiya na

Devki: 😊abb hamein koi alag nahi kar sakta

Baalveer: Anu tum zaada apna dimaag mat chala na

Karigar pari: toh tumhe lagta hai ki galti mere hai

Baalveer: aisa nahi hai (cuts by Karigar pari)

Karigar pari: aisa hee hai even I don't want to talk to you anymore jisse har waqt galti meri dikhti hai

So I hope u like the Chapter

Baalveer Returns Where stories live. Discover now