Guilt and Fear

125 11 7
                                    

Next Day, it was time for the Trip and Thankfully Rakesh sir the Librarian was not coming to Mount Abu.

Preeti and Naina made a grand entry with their "Ataiches" the tin suitcase of those times.

All the eyes were on them with the giggles creeping all around when two hands took over them from the girls hands.

Naina: Are...Munna, Pandit!! T..tum dono ye kya kar rahe ho?

Munna: Sipahi ye Atechiya bhari hai hum utha lete hai.

Preeti: are iski koi zarurat nahi.

"Zarurat hai!!", A voice interrupted the conversation grabbing every girl's attention.

"Sameer!!" Naina whispered.

Sameer: Dekho Ye Atechiya hum le jate hai...it's ok!!

Naina agreed and All started moving towards the Bus on the order of Principal sir.

Samina were moving behind all.

Naina: Thank you Sameer.

Sameer: Thanks kis liye?

Naina: vo ataichiya sachme bohot bhari thi.

Sameer: I know aur maine tumse kitni baar kaha hai!
Friendship mein no sorry, no thank you aur vaise bhi tumne jo mere liye kiya hai? Uske aage mai tumhare liye kuch bhi karu, kam he hai.

Naina: m..maine kya kiya?

Sameer: tumne mere Nanu ki jaan bachaiee jo ki meri jaan hai.

Naina: Sameer, Maine tumse kal bhi kaha aur ab bhi keheti hu ki maine jo kiya Tumhare liye nahi, humare liye kiya...kyu ki tumhare Nanu mere bhi kuch lagte hai.

Naina passed a sweet smile to him and left

Sameer: vahi toh problem hai Naina, tumne mere Dhoke wale pyaare mein he mujhe apna sabkuch maan liya aur mai hu ki kabhi tumhare pyaar ko samjh he nahi paya.
Par ab aisa nahi hoga Naina, tumhe vo milega Jo tum deserve karti ho.

Sameer walked behind Naina and the journey started.

Laughing, Clapping, dancing, shouting the journey was filled with so much fun with Samina frequently looking at Eachother.

It was their first trip together and hence a special one for Naina but for Sameer...

He was guilty, All he wanted was just her forgiveness but to get her forgiveness , he needs to tell her the truth first and yes it was difficult task for him but he was double sure that he won't take this friendship futher without getting her apology.

Narrator Male: (laughing) Sab hass rahe the aur mere paseene chhut rahe the ye soch soch ke ki jab Naina ko sach pata chalega toh vo react kaise karegi?
Jaha sab ka dhyan Khidki se aati Thandi hawaon mein tha waha uski aakhe sirf mujh par thi... Shayad mujhe ye ehsaas dila Rahi thi ki uski aakhon mein mujhse zyada khubsurat koi aur hai he nahi... Aur yehi vo ehsaas tha jo mujhe apne faisle par baar baar sochne keliye majboor kar raha tha.
Sach batane par agar usne mujhe maaf nahi Kiya toh?
Kya hoga agar usse meri shakal bhi dekhna na-manzoor hua?
Kya kabhi mai uska dil dubara Jeet pauga?
Ye sab sawal mujhe cheekh cheek kar dara rahe the ki mai Naina ko sach na batau aur apna faisala wapas lelu. Par ab toh faisala le liya tha...

After sometimes the bus stopped at a perticular Dhaba.

Shanti: Bacchon bus yaha aadhe ghante keliye rukegi... Jise kuch khana ho ya fresh hona hona vo jaa sakta hai

All the students got down of the bus.

Naina, Swati and Preeti walked to a table and occupied the places.

Naina looked at Sameer and signalled him to sit with them.

Sameer smiled lightly and Sameer , Munna and Pandit sat with them.

Munna: A Pandit Aaj bada Sundar lag rha hai tu!

Swati rolled her eyes with irritation.

Swati: Yaar Naina Grama garam jalebiya ban rahi hai chal na khate hai.

Naina: Nahi Nahi Chachi ne paise dete waqt saaf saaf kaha hai ki iska sooch samjh kar istemal karna.

Preeti: kya hai? Chuttiyon par aaye hai yaar hum.

Sameer: Preeti is right. Naina tumhe khul ke enjoy karna chahiye.

Naina: zyada na iski side lene ki zarurat nahi hai.

Preeti: kyu na le vo side meri? Aakhir mere hone wale jija...

Naina held Preeti's hand and showed her eyes.
Preeti chewed her tongue.

Naina looked at Sameer and a shade of blush came up on her cheeks...she looked down.

Sameer: m..mai Jalebiya leke aata hu.

Naina nodded and Sameer immediately left with Munna and Pandit.

Naina stared At preeti

Naina: Preeti!!

Preeti: s..sorry yaar. Par tu aur vo aapas mein itna awkward kyu ho jate ho?

Swati: Samjh na Preeti...inhe sharam aati hai.

Naina blushed

Naina: Thappad khaoge dono ke dono.

Narrator Female:
Yaha Swati aur Preeti ki chhedkhaniyon se mai Andar he andar khush ho rahi thi aur vaha meri khushi dekh kar vo pachtawe ke samadar mein aur doobta jaa raha tha aur sirf meri Maafi he usse usse dubne se bacha sakti thi ...
Par uska mujhe sach batana, mera uss se naaraz hojana aur phir uska mere dil jeetne ki koshish mein jut jana usske pehle bhi bohot kuch hona abhi baaki tha...

After Sameer gave the order for Jalebis he looked at Naina who seemed very happy with the thought of Being Sameer's Wife.

Munna: Yaar Sameer Naina toh bohot khush lag rahi hai, tu usse ye sach kaise batayga?

Pandit: isse toh andaza bhi nahi hoga ki iska Dil kitni buri tarha se tutne wala hai.

Munna: Sameer kya aisa nahi ho sakta ki tu isse sach bataye he na? Dekh na yaar vo ab kitna khil khila Rahi hai jab sach pata chalega toh puri tarha murjha jayegi.

Sameer: Jo bhi ho... Mai Naina ko andhere mein nahi rakh sakta. Kitna bharosa hai usse mere pyaar par mai uske bharose ke saath khilwad nahi kar sakta.

Sameer Collected the Jalebis from the shop and went to the shop.
On the way towards Naina and friends his way was blocked by Kamya.

Kamya: Sameer... Aao na humare saath baitho... Mujhe bhi jalebiya bohot pasand hai.

Sameer looked at Naina whose face was with frown with jealousy. She looked into his eyes in a denying manner.

Sameer: Kamya I am sorry mai nahi aa sakta aur vaise bhi ye Jalebiya mai Naina keliye laya tha. Tumhe khani hai toh tum please order kar lo.

Sameer immediately went to Naina with taking a second glance at Kamya.
She got Angery and he knew Kamya was angery but he knew that if he would have talked more with Kamya, it would have definitely made Naina angery.
And for him an angery Kamya was much better than An angry Naina.

Before, Naina was just an option for him but after her help to his Nanu, Naina has became is only choice and gusse what...

He too is unaware that for him Naina is his Only choice.

Maybe somewhere at some point the one-sided love story has started its development at the second side.
But still...it's a long way to go.

__________________________________

I hope you liked it ❤️
Radhe Radhe ❣️
__________________________________

MAINE PYAAR KIYA ❤️Where stories live. Discover now