Agar main tujhe uss waqt ye saari baate bata deta toh toot jaata tu...........

Maine ek dost ko toh kho diya hai par dusre ko khona nahi chahta tha Raj isliye nahi bataya.....

Both had tears in their eyes at that moment.....

Raj: thik hai ye baat main tera maan leta hu.....

Par jab main waapis aaya toh tune mujhe Nainu ke baare me kyu  nahi bataya....

Kyu milaya nahi usse...??

Gunny : kyunki main khud jaanta nahi tha Gudiya kaha hai....??

Pichle 2 saal se dhund raha hu use main.....

Jab mujhe Nav uke baare me pata chala toh main immediately Almora gaya tha Gudiya ke paas.....

Lekin tab tak ghar khaali ho chuka tha aur Gudiya humse door challi gayi thi....

Uss din se lekar main aaj tak use dhund raha hu.....

Please mujhe maaf karde Raj.....

Bohut akela hogaya hu.....

Naveen ko kho diya....

Aur tub hi mujhse door hogaya aur dusri taraf Gudiya bhi nahi mil rahi thi.....

Us din se ek bhi ai'sa din nahi gaya jab main tum logon ko yaad na kiya ho aur ek bhi aisa din na gaya ho jab main ek sukoon ki soya hu....

Ek arsa hogaya hai Raj maine ek chain ki lambi saas li huyi......

Please mat kar mujhe door apne aap se, Gudiya se....

Raj couldn't control anymore and hugged Gunny tightly and both friends were taking out their grief from their heart which was kept buried in the hearts....

Raj: I missed you Gunny...

Gunny: I missed you a lot Raj...

Ab hogaya emotional drama....

Ab toh milade yaar Gudiya se......

Please.....

Raj: laughing ha...ha....

ruk abhi milwata hu tujhe teri Gudiya se.....??

Raj goes outside his quarter and asks an orderly to call Naina and Alekh to his quarter within 10 minutes...

@inside Raj's room:

Raj: ab thodasa sabar kar teri Gudiya aajayegi.....

Gunny: yaar ab or intezar nahi ho raha hai Naveen ki Gudiya se milne ke liye...

Raj: intezar karle thoda aur kyunki abhi aati hogi Naveen ki Gudiya toofan express ki tarah mere kamre garajte hue.....

Raj ka statement khatam hone se pehle hi hamari Naina Devi apne Veer ke kamre me padhaarti hai jaise us kamre ko o own karti hai....

Uske peeche Alekh obedient bachche ki tarah Naina ko follow karte hue aata hai....

Naina aate hi chillakar Raj ko bulane lagi aur ye dekh kar Gunny ka muh khula ka khula hi reh gaya.....

Naina: Veer kya hua....???

Tumne mujhe yaha kyu bulaya....??

Aisi kaunsi aafat aagayi thi ki tumne mujhe itni jaldi me bulaya.....

Upar se order ki "to report in my quarters in 10 minutes"........

Pata hai main so rahi thi yaar.....

Pehle toh raat ko teri wajah se ya yun kahu ki tune mujhe sone nahi diya.......

Phir subah subah us mogambo ne mujhe utha diya yaar....

MAIN HOON NAМесто, где живут истории. Откройте их для себя