54. Kareena 🖤

734 96 214
                                    


Hello everyone

Firstly Happy new year once again

Lo gi aagaya new year ka part

And thank you all of you❤❤

Start karte hai aaj ka part pado vote karo aur comment b karo readers 😉😉

Tho Hm kanpur ko gaye huye 6 din hogaye the aur aaj 7 wa din tha

In morning

Ks yaha sogaithi thi aur dusri taraf Hm ut gai thi aap sub to janthe hi hai hm jaldi ut thi hai

Aur utko fresh hojathi hai

Hm- hmm chalo inko phn karte hai abi b sogaye honge uta the hai

Tho hm ks ko phn karti hai aur idhar ks 3 4 rings ke baad uta thi hai

Ks- I love you hassi 😘 (in sleepy )

Hm - 😊 I love you too jaan aur kaise pata chala ki hum hi hai

Ks- mamhammak

Hm- kya ya Allah pahle aap nind se uti ye dekho thane jana b hai

Ks- sone do na hassi bus 5 minute 😴😴😴😴

Hm- bilkul b nahi utto ab

Ks- 😴😴😴

Hm- krishuuuuuu

Ks- ahh Kahe chilla rahe ho hassi 😣😣😣

Hm- aap ut hi nahi rahe te tho kya kare hum

Ks- acha baba ut gaye ( to herself 5 minute bola ta lekin inko wo b nahi sunni )

Hm- ha nahi sunni dekho waqt kitna hua hai thana nahi jaana aapko

Ks- aapko sunai diya 😯😯

Hm- haa aap itna zor se sochoge to sunai hi deta hai

Ks- acha chodo na ye batao aaj aap aarahe ho na 😚😚

Hm- wo krishu

Ks- kya hua hassi ab ye mat kehna ki nahi aarahe ho aaj aap

Hm- ji wo kaam abhi hua nahi tho abhi 3 din lagega

Ks- kaa 🤥🤥 Hassi aapne kaha ta bus 1 week phir se 3 din aur nahi na aap aajao aaj hi

Hm- krsihu jaan yaha bahut kaam pending tha aur bus thoda hi hai usse jald se jald khatam karke aajayenge 😊

Ks- tch ab kya hi kar sakte hai lekin jaldi aaneki koshish karo na plshh

Hm- acha baba khoshish karenge hm

Ks- haa tab aap awoge na hamako jo sapna aaya tha usko pura karenge 😚😚

Hm- acha kya sapna aaya tha 🤔

Ks- sapna ye tha ki hum dono romance kar rahe te 😉😉😉 bus wahi poori karni hai

Hm- ya Allah aap sapne me b dekha to kya dekha romance shaitaan kahi ke

Ks- ab itni khubsurat gf jo hai to aise sapne aate hi rehte hai na

Hm- krishuu jara to sharam kijiye bus romance ke alawa kuch aata b hai aapko

Ks- aata hai na aapse pyaar karna 😚😚😚

Hm- jaan bus b karo ab ☺☺☺

Ks- acha baba hamari morning wala kissi to do baby

Hm- Muaaahh 😘😘

Ks- haye ab hui na hamari morning good muahhh

Hm- hm chalo ab fresh hoke nasta karke thane jana

Ks- ji jaan byee

Hum Tumhare Hai SanamWhere stories live. Discover now