Kuch alfaaz yun jaban par nahi aate
Kuch Raaz yun zehen me bas jaate
Kya kehna tha kya sunna tha
Ki
Kya kehna tha kya sunna tha kisi ka hosh nahi
Jab se bichari hu tujhse kisi baat ka hosh nahi
Pyaar tha isliye dard hua ki pyaar tha isliye dard hua warna yun to kamzor ham bhi nahi
Tara chaand se kuch iss qadar bichra ki kabhi wapas na aaya
Jakhm rooh pe aisa laga ki bhar na paya
Chaha tha tujhko aur hamesha chahti rahungi
Is baat ko inkar kab kar paungi
Dard nahi hota keh deti hun sab se
Ki dard nahi hota keh deti hun sab se
Par har pal ye jo andhar se Marti hu ye tere alawa kisi ko batati nahi
Kaash ki tu yahan hota
Har pal har lamhe meri rooh me basa hota tu
Meri alfaaz meri shayri meri geet me basra hai tu
Par nahi keh paati iss jahan se
Meri jaan hai tu
Meri jaan hai tu
Meri jaan hai tu
YOU ARE READING
Khamoshiyan
FantasyKai baar shabd kaafi nahi rehte dil ke haal ko bayan karne keliye isliye chun ni padti hai khamosiyan
