❣️Chapter 5 ❣️

272 42 9
                                    

It was new day. Sana woke up and prayed to start a fresh Day. After praying she went to washroom to get fresh as it was time for college. Sana mom and dad came to her to inform about something and saw her not there in room.

Pammi - Lagta hai naha rahi hai.

Santokh - thodi Der rukjaate hain.

Pammi - theeke.

After taking shower Sana came out and saw her mom and dad waiting for her. She came to them and hugged tightly.

Sana - Good morning mumma papa. Aap log itni subah. Chalo koi baat nahi aap log aashirwad doh ke mera din acche se Kate.

Santokh - humara ashirwaad toh humesha tere saath hai baccha.

Sana saw her mom and dad upset.

Sana - kya hua mumma papa aap dono udaas ho. Kuch kehna hai kya.

Santokh - Haan baccha. Woh Aarti ke sasural waale aane waale hain. Shaadi ki taarikh nikalne ke liye.

Sana - arey waah yeh toh acchi baat hai. Kab aarahe hain.

Aarti came from behind.

Aarti - mein chahti hun ke tuh unke saamne nahi aaye.

Santokh - yeh kya baat hui Aarti hum baat kar rahe hain na.

Sana - papa aap di ko kyun daant rahe ho. Koi baat nahi mein tabhi aaungi jab aaplog mujhe bulaogay.

Pammi - Sana baccha humein maaf karde.

Sana - mumma koi baat nahi bas di ki shaadi hojaye phir toh saari pareshaani khatam hojayegi aur di bhi khush rahegi. Chaliye aap rona bandh kijiye mein nikalti hun college ke liye.

Pammi - sambhal ke Jaana baccha.

Sana - ok mumma. Bye

Pammi - bye.

Sana went to her college. Aarti in-laws came for lunch and fixed the marriage date. On otherside Sid mother visited Sana college with sid as guest for function. Everyone were happy by seeing her. Sana was sitting with her friend Tara.

Sana - yeh mam kaun hai.

Tara - yeh mam sange marmar sartaj ki maa hai. Dil ki bohut acchi hai. Inki taarif jitni bhi kare na Kam hi hai.

Sana - accha.

While they were talking Rita maa saw sana sitting at back and asked her son.

Rita - Sid baccha.

Sid - Haan mom.

Rita - woh shehnaaz hai na.

Sid - Haan mom.

Rita - kitni pyaari hai.

Sid - Haan woh toh Hai ( murmured)

Rita - kuch kaha.

Sid - nahi mom.

While they were talking Rita maa was asked to give a speech. Rita maa gave speech and was felicitated with gifts and momentos. Same goes with Sid. It was time the function got Over everyone dispersed to their home. Rita maa saw sana and went to her.

Rita - baccha ruko.

Sana turned.

Sana - Ji. Aap jaante ho mujhe.

Rita - Haan kyun nahi pammi ki beti hona Tum.

Sana - Haan. Par aapko kaise pata mumma ke baare mein.

Rita - mein uski saheli hoon. Mera naam Rita hai. Tumhara naam shehnaaz hai na.

Sana - Haan.  Namaste aunty.

Rita - namaste baccha. Kaisi chal rahi hai padhai.

Sana - acchi chalrahi hai.

Rita - milkar accha laga. Kabhi humare ghar pe bhi aana mumma papa ke saath.

Sana - ji aunty.

While they were talking Sid came to them.

Sid - mom chalein.

Sid saw Sana.

Sid - Miss shehnaaz aap.

Sana - hello sir.

Sid - hello.

Rita - arey Shehnaaz ko dekha toh baat karne ka mann kya toh. Theeke beta mein chalti hun.

Sana - ji aunty.

Sana went back to her house. Rita and Sid too came back to their house. Sana saw everyone happy and smiling. She went to them and hugged.

Sana - kya hua sab log khush lagrahe ho.

Pammi - woh baat hi aisi hai. Teri di ki shaadi agley hafte ke ravivaar ko hai.

Sana - kya baat Hai. Mein saali banjaungi aur jiju se khoob khatirdaari karwaungi.

Pammi - Haan kyun nahi. Chal abh khaana khale aur Soja.

Sana - Haan mumma. Waise mumma aap Rita aunty ko jaante ho.

Pammi - Haan kyun.

Sana - woh mujhse Mili thi aaj college mein guest aayi thi.

Pammi - accha. Chalo acchi baat hai. Mein khana laga deti hoon. Jaldi aajana.

Sana - theeke mumma.

Sana went to her room and saw Aarti smiling. She went and hugged her tightly.

Sana - congrats di.

Aarti - thank u.

Sana - di hum dono Kal hi shopping pe chalenge. Khub kharidaari karenge.

Aarti - theeke.

Sana - chalo mumma bula rahi hai dinner ke liye. Mein bhi fresh hoke aati hun.

Sana got fresh and joined everyone for dinner. After having dinner everyone went and slept as it was time to sleep.

Note

Pls vote

pinjra khoobsurti ka Where stories live. Discover now