Chapter 3 ~ Moran Meet

Start from the beginning
                                    

And We all know who can be that girl.
Yes Of course she is Monu

Monu come there and set on the reception desk.
She noticed that Karan is just staring at her.

Monu also looked at him for sometime.
He wears a plan white shirt and black pant yet he is looking handsome.
His Hairs are somewhat messy .
This makes him more handsome.
He also wears a watch and he is holding his goggles in another hand which he removed to see her only.

She comes out of thoughts and
S

he snapped her fingers and Karan also  comes out of his thoughts.

Monu : Yes , How Can I help you??

Karan : Are you the Receptionist right???

Monu : Yes

Karan : Hii I am Special Agent Karan Shergil

Monu stands up : oh Hello , Avi sir ne bataya ki aap aaj aane wale hai.

Karan : Hmm... Aap Mujhe Ye bata sakti hai ki Mr. Amar name se koi aaya hai kya??

Monu : One Minute me check karti hu.

Karan Nodded

Monu checks the register.

Monu : Ha aaj subah hi kisi Mr. Amar ne Check in kiya hai

Karan : Kitne din ke liye aur room No??

Monu : Wese to hum guests ki koi information nahi dete lekin Avi sir ka Order hai isliye aapko bata rahi hu
2 months ke liye and Room no. 1025

Karan : ohk ..
Uske aas pass koi room khali hai??

Monu : Ha uss floor sirr ek hi room hai 1027.

Karan : ohk to wo aap wo room mujhe dedijiye 2 din ke liye

Monu nodded.

Karan : Wese aapka Name ??

Monu : Monami Mahajan

Karan : aur bhi baat karni hai.. Kya hum kahi bethke baat kar sakte hai

Monu : Sure lekin abhi nahi Lunch Time me..

Karan : Ohk..

Karan : Mera Saman mere room me rakhva dijiye me abhi bahar ja raha hu Lunch break me Aapke hi Restaurant me milenge

Monu : Done

Karan Left

At Lunch Break

In Restaurant

Monu is waiting for Karan

Karan come there : Sorry wo thoda late ho gaya

Monu : It's Ok..
Ab kahiye aapko meri kya help chahiye

Karan : Actually Hame iss Amar pe nazar rakhne wala koi chahiye

Monu : matlab??

Karan : Amar ek bahot bada criminal hai aur hum usse pakdna chahte hai lekin proofs dhoondh rahe hai.
Me yaha 2 months tak nahi reh sakta..
Isliye yaha Amar pe koi nazar rakhne wala chahiye jo uski pal pal ki khabar de

Monu  : To aap chahte hai me Jasoos banu??

Karan : Nahi me nahi Aapke Avi sir chahte hai..
I mean unhone hi aapka name suggest kiya hai

Monu : * in mind * ahh... Avi sir aapne mujhe samjh kya rakha hai..

Karan : Dekhiye ye mamla kafi serious hai..
Kai masoom logo ki jaan khatre me hai... Hamar Desh Khatare me hai..
I hope ki aap samjh rahi hai

Monu : * in mind * oh aacha to ye baat hai.. chalo first time Avi sir ne kuch aacha kaam kiya I mean diya... Desh ki seva karne ka mouka baar baar nahi milta

Karan : Excuse me , Miss Mahajan , aap sun rahi hai

Monu : ha ha.. Thik hai me samjh gai.. aap tension mat lijiye me aapka kaam aache se kar dungi..

Karan : Thank You

Monu : No Plz Thank You mat kahiye.. In fact I am lucky ki mujhe Desh ke liye kaam karne ko mil raha hai.

Karan smiles : Agar har insaan aapki tarah sochne lage to desh se in jese Terrorist ka naam hi mit jaayega

Monu also smiles : Right

Karan : Can we exchange Numbers??? For communication

Monu : Sure

They exchanges their numbers.

Karan : Ab me apne room me chalta hu..
Aap Ear piece laga ke rakhna jisse me aapko baki ki sari information de saku..
Kyuki yaha pe it's not safe

Monu nodded

Karan left

Monu also left to Reception.

◾◾◾

I hope You Like it

DhadkanWhere stories live. Discover now