Maa se lipat kr aaj rona Hai
Maa se kuch aaj kehna hai
Phir s o bachpan ki Lori sunna hai
Gale lag kr neend ki agosh m jna hiMaa ki padhi duaon ka phonkna, maathe pr maa ka o chumna
Woh Maa ki muskan ka ek manzar
Woh khilkhilati Maa,
Woh anso bhati Maa,Kahn se lao aye Maa phir se tujhe
Kahn se Lao aye maa phir se tujhe............
YOU ARE READING
Mere Sapne
PoetryAwroun ki buri baat tu bhati nahi tum ko Pr apni burai nazar aati nahi hum ko. Begadti hai jis waqt zalim ki niyat, Nahi kaam aati daleel aur hujjat. Khabi bhool kar kisi se na karo sulook aisa, Jo tum se koi karta,tumhe na gawar hota. Ju baat kaho...