SHEHNAAZ IN OFFICE

695 61 11
                                    

It was night time when shehnaaz arrived in sidharth's room

Sidharth: Ab yaha kyu aai ho?

Shehnaaz: log raat main apne room main kyu aate hai?

Sidharth: sawaal ke badle main sawaal mat karo jo pucha hai vo batao aur dusri baat ye mera room hai tumhara nahi

Shehnaaz: sidharth plzz yrr abhi main raat main ladai karne ke mood main nahi hu mujhe neend aa rahi hai sona hai

Sidharth: ha toh guest room main jao waha soo main tumhare saath bed share karne main comfortable nahi hu

Shehnaaz: oh finally tumhe kam se kam ye toh mann liya mere saath room share karne main comfortable ho

Sidharth: maine aisa kab bola?

Shehnaaz: don't worry main yaha sofe pe sone wali hu tum bed pe aaram se soo

After this argument sid was trying to sleep in his bed and shehnaaz slept on the sofa .... After many failed attempts sidharth was still not able to sleep he was watching shehnaaz who was sleeping peacefully

Sidharth: meri neend kharab karke khud bade aaram se soo rahi hai

FLASHBACK STARTS

sidharth:sana yrr mujhe neend nahi aa rahi hai

Shehnaaz: sidharth yrr soo jaa na plzz tujhe neend nahi aa rahi that dosen't mean tu mujhe bhi nahi sone dega

FLASHBACK ENDS

sidharth: tumhe kabhi bhi mujse koi matlab nahi tha na kal tha aur na hi aaj hai fir kyu meri already difficult life ko aur difficult banani aai ho tumhe bhale hi koi parwah nahi ho meri pr mujhe aaj bhi hai main tumhe aise uncomfortably sofe pe sote nahi dhek sakta

Sidharth wakes up and puts the blanket on shehnaaz and then sleeps

It was morning time when shehnaaz woke up she noticed that sidharth was not present there which means he already left for the office

Shehnaaz went downstairs after getting ready

Shehnaaz: maa sidharth itni jldi office kyu chala gaya?

Rita: beta vo subha 5:30 tak chala jata hai

Shehnaaz: what ?? Itni jaldi?? Pr kyu?

Rita: beta vo bolta hai meko 1 saal purana loss sirf cover hi nahi karna balki bohot aage badhna hai

Shehnaaz: lekin isse toh uski health pe effect hoga agar vo proper sleep nahi lega

Rita: vo samajta kaha hai kuch bolo toh tum try karo

Shehnaaz: i promise kal se sidharth itni subha office nahi jayga....chalo maa main chalti hu warna office main late ho jayga

Shehnaaz reached the office and directly went to sidharth's cabin

Shehnaaz: i am sorry sidharth vo trafic tha bohot isliye late ho gaya

Sidharth: kis kis baat pe sorry bologi shehnaaz baate kam padd jaygi aur ik cheez aur yaad rakho mujhe sir bola karo

Shehnaaz: lekin main toh phele bhi tujhe sidharth hi bolti thi

Sidharth: phele jaisa hai nahi na lekin kuch aur main tu bilkul bhi phele jaisa nahi hu aur plzz chup chal apna kaam karo mujhe tumse baat karne main koi interest nahi hai

"Mujhe tumse baat karne main koi interest nahi hai" these word were running in her mind and tears were clearly visble in her eyes she diverted her mind towards work and she started making the excel sheet in her
Laptop

Sidharth: just get up and leave from here

Shehnaaz: pr kyu?

Sidharth: because i can't tolerate your presence just go any where you want to but leave me alone

Shehnaaz: sidharth sir main chup chap baithi hu na pr plzz mujhe apse dur nahi jana

Sidharth: tum already bohot dur jaa chuki ko mujse now i don't give a damm care about you i even don't care about your existence tumhara ye jo natak hai na maafi mange ka bohot acche se janta hu main upar se neceche leke jhut se bhari ho tum

Listing to those hard words by sidharth she was just not able to stand she was feeling as if the world as came to an end the guy who used to love him so much now dosen't cares about her existence tears were not stopping she leaved the room crying and went to the terrace

Sidharth: ye jhuthe aasu kis kaam ke hai shehnaaz main isse bohot jada roya hu tumhare liye tumhare diye dhoke ki wajah se ab inn sab cheezo se bohot aage aa gaya hu main maafi pyaar bharosa ye sab mere liye exist he nahi karta jaise 1 saal jiyo hu waise hi puri zindigi nikal dunga tum plzz meri life se chali jao aur apni life main khush raho

Half an hour passed after that argument without even wishing he was not able to get rid of shehnaaz's thought

Sidharth: yrr hadd hoti hai yrr ye ladki mere samne thi toh mujhe dikkat thi ab nahi hai toh iski tension ho rahi hai rote huye gayi thi thik toh hogi na ik kaam karta hu bahar jaake check karta hu

As sidharth comes out of his cabin he listens two men talking about shehnaaz that she was crying and went to terrace

Sidharth immediately started going upwards but a thought came in his mind "tujhe kya karna usse usko thora alone time chaiye hoga isliye gayi tu kyu jaa raha hai uske peeche"

Sidharth: nahi nahi main uske peeche thori na jaa raha hu main fresh air ke liye jaa raha hu

Sidharth finally reaches the terrace and he was shocked to see shehnaaz who was about to jump from the building and commit sucide

Thats all for today do comment your views on what will happen next and vote for the story and do not forget to add the story in your reading list🤞🏻

Precap:SIDHARTH'S OUTBURST

SIDNAAZ : THE REVENGEUnde poveștirile trăiesc. Descoperă acum