Na..... Gudiya ne bas shaadi karne ke baare main socha nhi hai Maa Baba isne shaadi kar li hai Raj se 4 saal pehle hi aur jo bachha isse kuch der pehle mumma bula raha tha wo Raj aur Gudiya ka beta hai Raghbir Rajveer Singh Shekhawat.

Mee..... Naina tu hamse bina puche itna bara kadam kaise utha sakti hai.

Shek..... tu hamse itna baara sach kaise chupa sakti hai yaha tak ki tera ek beta bhi hai.

Na..... pehle mujhe bhi jatka laga tha ki Gudiya ne itni baari sachai aapse kyu chupayi par aab jake pata chala agar aapko baata deti toh aap isse ye kabhi karne hi nhi dete. Mujhe khushi bas is baat ki hai ki Gudiya ne jo bhi faisla liya wo sahi tha.

Mee.... Naveen tu Naina ko  support kaise kar sakta hai isne hamse itna baara sach chupaya hai hamse.

Na.... toh kya karti Gudiya Maa Baba apne pyaar ko bul jati bas isliye kyunki Raj ne mujh pe goli chalayi thi. Kal tak main yahi sochta tha ki aisa kya huaa hoga ki Gudiya chah ke bhi aapke paas nhi ja payi jabki usse sabse jada jarurat thi aapki. Aap nhi kadre the Gudiya ke saath balki Gunny, Aalekh, Shalini aur Sherry the uske saath.

Mee.... ye baat nhi badal sakta tu Naveen ki usne tujhpe goli chalayi hai aur wo ek apradhi hai.

Nai.... goli toh maine bhi chalayi hai Rajveer pe wo bhi intensely aur unhe ye thak kaha hai ki "I will drop you dead infront of me Captain Rajveer Singh Shekhawat, I will kill you" maine unhe threat tak kiya tha ki main unhe maar dugi toh main bhi ek apradhi huyi na.

Na..... Maa Baba achha yahi hoga ki aap dono abhi KMA wapas chale jaye kyuki  is waqt hum aapse behas karne ki halat mein nahi hai aur ham hospital main hai ye hamhe nhi bhulna chahiye.

Shek.... tu ek paraye insaan ki wajah se hamhe apne Maa Baba ko yaha se jaane ko bol raha hai.

Na..... aap galat samjh rahe hai mujhe Baba mere kehne ka ye mtlb nhi tha aur Raj ko paraya nhi hai best friend hai mera, Gudiya ka pati hai, mera jija hai aur aapka damad hai.

Mee.... ham usse apna damad nhi mante.

Nai.... Maa aapke maane ya na maane se sach nhi badal jayega Rajveer Singh Shekhawat is my husband.

Just then Yudi and Raghbir came there. Raghbir saw their serious faces and said.

Rb..... aap sab itne serious wale expression kyu de rahe ho jaise aap sab jagar rahe the hamare aane se pehle.

Nai.... aisa kuch nhi hai baby.

Rb....... mumma aap jitna bewakoof samjhte ho utna bhi bewakoof nhi hu main aap sab jagra kar rahe the aur mere aate hi chup hogye.

Na...... tu jitna smart samjhta hai utna bhi smart nhi hai.

Rb.... mumma toh kehti hai Dada ki carbon copy ko toh unke tarah smart bhi hoga na main.

Na..... tujhe kisne kaha ki tera Dada smart hai.

Rb...... Aalekh mamu ne.

Na...... galat kaha hai usne tujhe tera Dada ek no ka bewakoof insaan hai wo un log se (while looking his parents) sorry bolna chahta tha jinhe uski kadar nhi hai.

Rb....... apni galti manna toh achhi baat hoti hai aur sorry bol ke misunderstanding clear karna toh achha hai na.

Nai..... baby aap sahi ho aur aapke Dada  bewakoof nhi kuch jaada hi achhe hai.

Selfless Love Where stories live. Discover now